% ISB File: JabPyarKisiSeHotaHai_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan}%
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1961}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Vandana (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan
mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n

bin dekhe aur bin pahachaane tum par ham qurabaan
mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n
gar tum par naa marate to jiinaa thaa aasaan
mohabbat isako kahate hai.n, mohabbat isako kahate hai.n

(chaahat ke sa.ndesh lekar aatii hai shaam
gar tum bhii aa jaate to aa jaataa aaraam ) \- 2
dil kii bastii bas hii jaatii 
merii har dha.Dakan ye gaatii
tum aate to mujhapar hotaa
kitanaa ba.Daa ehasaan
bin dekhe aur bin pahachaane \threedots

(bekal mere aramaa.n, bekal hai meraa pyaar
kabase mai.n karataa huu.N tumhaaraa intazaar ) \- 2
kabase merii baahe.n suunii
jiivan kii ye raahe.n suunii
tum bin kaise puure ho.nge
dil me.n base aramaan 
bin dekhe aur bin pahachaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiyaa o jiyaa o jiyaa kuchha bol do}% 
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Rafi/ Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

ho ho!!	aah haa\threedots
(jiyaa o, jiyaa o jiyaa kuchh bol do
are o, dil kaa pardaa khol do ) \- 2
aah haa aa\threedots
jab pyaar kisii se hotaa hai
to dard saa dil me.n hotaa hai
tum ek hasiin ho laakho.n me.n
bhalaa paake tume koI khotA hai
jiyaa o, jiyaa o jiyaa kuchha bol do	

nazaro.n se kitane tiir chale
chalane do jigar par jhele.nge
in pyaar kii ujalii raaho.n par
ham jaana kI baazii khele.nge
in do naino.n ke saagar me.n
koI dil kii naiyaa Dubotaa hai
o jiyaa o, jiyaa o jiyaa kuchha bol do
are o, dil ka pardaa khol do \threedots

tum bhii to is aag me.n jalte ho
chehare se bayaa.n ho jaataa hai.n
har baat pe aahe.n bharate ho
har baat pe dil tharraataa hai	
jab dil pe chhuriyaa.n chalatI hai.n
to chain se koI sotaa hai
jiyaa o, jiyaa o jiyaa kuchha bol do
are o, dil kaa pardaa khol do

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar mere dil ke paar hu_ii}%
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1961}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10903 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

nazar mere dil ke paar hu_ii
dekho na aise dekho ( merii haar hu_ii ) \-2
nazar mere dil \threedots

vahii jaanataa hai ke dard kyaa hai
kabhii bhuul se jisane ( dil kho diyaa ) \-2
nazar mere dil \threedots

nigaahe.n milii aur vo muskaraa_e
bas itane me.n sab ho gayaa haay haay
haay ye kyaa ho gayaa
nazar mere dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sau saal pahale mujhe tum se pyaar thaa}%
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1961}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: David Windsor
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

sau saal pahale mujhe tum se pyaar thaa
aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa
sadiyo.n se tujh se milane jiyaa beqaraar thaa
aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa

tum ruuThaa na karo merii jaa.N merii jaan nikal jaatii hai
tum ha.Nsatii rahatii ho to ik bijalii sii chamak jaatii hai
mujhe jiite jii o dilabar, teraa i.ntazaar thaa
aaj bhii hai aur aur kal bhii rahegaa
sau saal \threedots

is dil ke taaro.n me.n madhur jha.nkar tumhii se hai
aur yah hasiin jalavaa yah mast bahaar tumhii se hai
dil to meraa sanam, teraa talabagaar thaa
aaj bhii hai aur aur kal bhii rehegaa
sau saal \threedots

in pyaar kii raaho.n me.n kaho to ab dil ko luTaa duu.N mai.n
o chaa.Ndii ke qadamo.n me.n dha.Dakate dil ko bichhaa duu.N mai.n
tujhe mere jiivan par sadaa iKtiyaar thaa
aaj bhii hai aur aur kal bhii rehegaa
sau saal /threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii zulfo.n se, judaaii to nahii.n maa.Ngii thii}% 
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1961}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian

terii zulfo.n se, judaaii to nahii.n maa.Ngii thii
qaid maa.Ngii thii, rihaaii to nahii.n maa.Ngii thii

maine kyaa zurm kiyaa, aap khafaa ho baiThe \- 2
pyaar maa.Ngaa thaa, khudaaii to nahii.n maa.Ngii thii
qaid maa.Ngii thii, rihaaii to nahii.n maa.Ngii thii

meraa haq thaa terii, aa.nkho.n kii chhalakatii may par \- 2
chIz apanii thii, paraaii to nahii.n maa.Ngii thii
qaid maa.Ngii thii, rihaaii to nahii.n maa.Ngii thii

apane biimaar pe, itanaa bhii sitam ThIk nahii.n \- 2
terii ulfat me.n, buraaii to nahii.n maa.Ngii thii
qaid maa.Ngii thii, rihaaii to nahii.n maa.Ngii thii

chaahane vaalo.n ko kabhii, tuune sitam bhii naa diyaa \- 2
terii mahafil se, rasaaii(?) to nahii.n maa.Ngii thii
qaid maa.Ngii thii, rihaaii to nahii.n maa.Ngii thii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum jaise biga.De baabuu se mai.n a.Nkhiyaa.N bachaa_uu.N}%
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1961}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10904 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

tum jaise biga.De baabuu se mai.n a.Nkhiyaa.N bachaa_uu.N
thin\-gin thin\-gin naachuu.N aur duniyaa ko nachaa_uu.N
tum jaise biga.De \threedots

aa.Nkho.n me.n madhushaale ra.ng bhare ye pyaale
cha.ndaa\-suuraj dono.n mere kaano.n ke hai.n baale \-2
apane aap ko kyaa samajho ho baabuu o baabuu
tum jaise biga.De \threedots

mukh pe laT laharaa_e ghan badaraa sharamaa_e
niil gagan kaa baa.Nkaa raahii paayal baa.Ndhane aa_e \-2
apane aap ko kyaa samajho ho baabuu o baabuu
tum jaise biga.De \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye aa.Nkhe.n, uf yummaa! ye surat, uf yummaa!}%
\film{Jab Pyar Kisi Se Hota Hai}%
\year{1961}%
\starring{Dev Anand, Asha Parekh}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@pico.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

rafii: ye aa.Nkhe.n, uf yummaa!
ye suurat, uf yummaa!
pyaar kyuu.N naa hogaa, ye adaaye.n,  uf yummaa!
lataa: ye mausam, uf yummaa!
ye dha.Dakan, uf yummaa!
kaise dil ko rokuu.N,  koi thaame.n, uf yummaa!
rafii: ye aa.Nkhe.n, uf yummaa!

tum dil ho dilarubaa ho,  tum par jahaa.N fidaa ho    \- 2
ham to hai.n kyaa, kuchh bhii nahii.n
tum saa hasiin koI nahii.n,  tum to chaa.nd kaa Tuka.Daa ho

ye shokhii, uf yummaa!
ye sharaarat, uf yummaa!
pyaar kyuu.N naa hogaa,  ye adaaye.n,  uf yummaa!
ye aa.Nkhe.n, uf yummaa!
lataa: kab tak rahuu.N chhupaaye,  siine me.n aag, haay    \- 2
jalane lagaa ye saaraa badan
samajho zaraa ye dil kii agan
tum jo milo chain aa jaaye

ye uma.nge.n, uf yummaa!
ye tara.nge.n, uf yummaa!
kaise dil ko rokuu.N,  koI thaame.n, uf yummaa!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
