% ISB File: JaiSantoshiMaa_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{karatii huu.N tumhaaraa vrat mai.n}%
\film{Jai Santoshi Maa}%
\year{1975}%
\starring{Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Rajnibala, Anita Guha}%
\singer{Usha}%
\music{C Arjun}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 23 Sep 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

karatii huu.N tumhaaraa vrat mai.n, swiikaar karo maa.N
ma.Njhadhaar me.n mai.n aTakii, be.Daapaar karo maa.N
be.Daapaar karo maa.N
he maa.N santoShii - 2

mere liye to band hai.n duniyaa kii sab raahe.n -2
kalyaaN meraa ho sakataa hai maa.N aap jo chaahe
chintaa kii aag se meraa uddhaar karo maa.N
ma.Njhadhaar me.n mai.n aTakii \.\.\.

durbhaagya kii diiwaar ko tum aaj haTaa do -2
maateshvarii waapas mere saubhaagya ko laa do
is abhaagini naarii se kuchh pyaar karo maa.N
ma.Njhadhaar me.n mai.n aTakii \.\.\.

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n to aaratii utaaruu.N re santoShii maataa kii}%
\film{Jai Santoshi Maa}%
\year{1975}%
\starring{Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Rajnibala, Anita Guha}%
\singer{Usha, Chorus}%
\music{C Arjun}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 20 Sep 2004
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

u:  mai.n to aaratii utaaruu.N re santoShii maataa kii - 2
    jaya jaya santoShii maataa jaya jaya maa.N - 2

    ba.Dii mamataa hai ba.Daa pyaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n
ko: maa.N kii aa.Nkho.n me.n
u:  ba.Dii karuNaa maayaa dulaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n
ko: maa.N kii aa.Nkho.n me.n
u:  kyuu.n naa dekhuu.n mai.n baara.mbaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n
    dikhe har gha.Dii, dikhe har gha.Dii nayaa chamatkaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n
ko: maa.N kii aa.Nkho.n me.n
u:  ho nritya karuu.N jhuum-jhuum, jham jhamaajham jhuum-jhuum
ko: nritya karuu.N jhuum-jhuum, jham jhamaajham jhuum-jhuum
u:  jhaa.Nkii nihaaruu.N re, o baa.Nkii baa.Nkii jhaa.Nkii nihaaruu.N
re
ko: mai.n to aaratii ...

u:  sadaa hotii hai jayajayakaar maa.N ke ma.ndir me.n
ko: maa.N ke ma.ndir me.n
u:  nit jhaa.Njhar kii hoe jha.nkaar maa.N ke ma.ndir me.n
ko: maa.N ke ma.ndir me.n
u:  sadaa ma.njiir karate pukaar maa.N ke ma.ndir me.n
    varadaan ke, varadaan ke bhare hai.n bha.nDaar maa.N ke ma.ndir me.n
ko: maa.N ke ma.ndir me.n
u:  diip dharuu.N dhuup dharuu.N, prem sahit bhakti karuu.N
    jiivan sudhaaruu.N re, o pyaaraa pyaaraa jiivan sudhaaruu.N re
ko: mai.n to aaratii ...

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
