% ISB File: JaisiKarniWaisiBharni_1989.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aayaa aayaa yaar kaa salaam pyaar se mere naam}%
\film{Jaisi Karni Waisi Bharni}%
\year{1989}%
\starring{Govinda, Kimi, Shakti Kapoor, Shoma Anand, Gulshan Grover, Kader Khan}%
\singer{Sadhana Sargam, Mohammed Aziz}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

salaam salaam salaam salaam
aayaa aayaa yaar kaa salaam pyaar se mere naam
aa.Nkho.n me.n rahane lagaa tuu saa.Nso.n me.n basane lagaa tuu
dilarubaa merii zi.ndagii aaj se tere naam
aayaa aayaa yaar kaa \threedots

naa ko_ii diivaar na ko_ii paharaa hamako nahii.n ko_ii Gam\-e\-judaa_ii
aaj milaayaa aise Kudaa ne mil ga_ii ho hamako Kudaa_ii
tuune qubuul kiyaa hai haath jo thaam liyaa
naa jaane kab kii du_aa aa ga_ii mere kaam
aayaa aayaa yaar kaa \threedots

khvaabo.n ko tuune haqiiqat me.n badalaa khushiyo.n kii baaraat le ke tuu aayaa
ban ke dulhan mere ghar aa ga_ii tuu dil se lipaTane lagaa meraa saayaa
kal tak rahe jo adhuure aramaa.n hu_e aaj puure
ho.nTho.n ko aab\-e\-hayaat milaa to.D diyaa maine jaam
aayaa aayaa yaar kaa \threedots

aa.Nkho.n me.n rahane lagii tuu saa.Nso.n me.n basane lagii tuu
dilarubaa merii zi.ndagii aaj se tere naam
aayaa aayaa yaar kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo boyegaa vahii paayegaa ... jaisii karanii vaisii bharanii}%
\film{Jaisi Karni Waisi Bharni}%
\year{1989}%
\starring{Govinda, Kimi, Shakti Kapoor, Shoma Anand, Gulshan Grover, Kader Khan}%
\singer{Kavita Subramaniam, Suresh Wadekar}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jo boyegaa vahii paayegaa teraa kiyaa aage jaa_egaa
sukh duHkh hai kyaa phal karmo.n kaa
jaisii karanii vaisii bharanii
jo boyegaa vahii paayegaa \threedots

sabase ba.Dii puujaa hai maataa pitaa kii sevaa
kismat vaalo.n ko hii milataa hai ye mauqaa
haath se apane kho mat denaa mauqaa ye khidamat kaa
jannat kaa dar khul jaa_egaa
teraa kiyaa aage jaa_egaa \threedots

chaahe na puuje muurat chaahe na tiirath jaa_e
maat pitaa ke tan me.n saare dev samaa_e
tuu inakaa dil khush rakhe to iishvar khush ho jaa_e
bhagavaan tujhako mil jaa_egaa
teraa kiyaa aage jaa_egaa \threedots

apano.n ko jo apanii duniyaa Thukaraatii hai
jaane anajaane me.n haay nikal jaatii hai
haay lage naa tujhako du_aa ye maa.N dekar jaatii hai
maa.N kaa dil maaf kar jaa_egaa
teraa kiyaa aage jaa_egaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nigaahe.n niichii ki_e ... mahake hu_e tere lab ke gulaab}%
\film{Jaisi Karni Waisi Bharni}%
\year{1989}%
\starring{Govinda, Kimi, Shakti Kapoor, Shoma Anand, Gulshan Grover, Kader Khan}%
\singer{Sadhana Sargam, Mohammed Aziz}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

nigaahe.n niichii ki_e sar jhukaa_e baiThe ho
tumhii.n to ho jo meraa dil churaa_e baiThe ho

mahake hu_e tere lab ke gulaab ba.Dhataa hu_aa teraa kamasin shabaab
teraa a.nguurii tan jo hu_aa hai haay re aaj paanii bhii madiraa hu_ii hai

rok paa_egii kyaa mujhako sharm\-o\-hayaa
dil me.n dabataa nahii.n aisaa tuufaa.n uThaa
la.Dake had se guzarane lage hai.n haay re kalii bha.nvare pe marane lagii hai

milanaa zaruurii hu_aa do dilo.n kaa milane ke raste nikaale
jismo.n ne jo faasale chun li_e the dil ne vo khud to.D Daale
chaa.Nd taaro.n kii kyaa hai zaruurat mujhe tere tan ke bahut hai.n ujaale
dil chhuu ga_ii terii tiikhii nazar tiikhii nazar kar ga_ii kyaa asar
tan me.n a.ngaaraa dahakaa hu_aa hai haay re aaj man hai ke ho 
aaj man hai ke bahakaa hu_aa hai

suuraj ye bolaa kalii tuu khil jaa kiraNo.n ke haar tujhe duu.ngaa
baadal ye bolaa kalii tuu khil jaa na_ii bahaar tujhe duu.ngaa
bha.nvare ne kahaa kuchh bhii duu.ngaa nahii.n mai.n to teraa pyaar luu.ngaa
kahanaa sun bha.nvare kaa ha.Ns ke khil ga_ii kalii
kisii laalach kii baat naa kalii par chalii pyaar dekar nikharane lagii hai haay re
kalii bha.nvare pe marane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
