% ISB File: JalBinMachhaliNrityaBinBijalee_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baat hai ek buu.nd sii dil ke pyaale me.n}%
\film{Jal Bin Machhali Nritya Bin Bijalee}%
\year{1971}%
\starring{Sandhya, Abhijeet}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11173 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	baat hai ek buu.nd sii dil ke pyaale me.n
	aate\-aate ho.nTho.n tak tuufaan naa ban jaa_e \-3
mu \:	baat kyaa
	aramaan vo kyaa dil ke li_e baat kyaa
	tuufaa.N me.n jo jiine kaa saamaan naa ban jaa_e \-2
	baat kyaa threedots

mu \:	raaz hai kyaa aisaa
la \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
mu \:	dekho Taalo naa
la \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
mu \:	ham ko_ii Gair hai.n kyaa
la \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
mu \:	phir kah Daalo naa
la \:	hai dil kii vo lahar aisii cha.nchal
	jo ise chhe.Daa kisii matavaale ne jo ise
	aate\-aate ho.nTho.n \threedots
mu \:	( naa ban jaa_e ) \-2 baat kyaa \threedots

la \:	merii aa.Nkhe.n pa.Dhi_e
mu \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
la \:	kuchh likhaa hogaa
mu \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
la \:	dha.Dakan sunate ho
mu \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
la \:	dil sunataa hogaa
mu \:	vaise to hai mere dil me.n bhii halachal phir bhii
	halachal vo kyaa dil ke li_e phir bhii
	tuufaa.N me.n jo \threedots
la \:	( naa ban jaa_e ) \-2 baat hai ek \threedots

	tum kahaa.N mai.n kahaa.N
mu \:	o ho o ho ho
	ham tum sa.ng sa.ng hai.n
la \:	uhuu.n uhuu.n huu.n
	dharatii aur ambar
mu \:	o ho o ho ho
	dono.n ek ra.ng hai.n
la \:	tum ho mere kah do jo ye aramaan
	sun liyaa jo chhip ke kisii duniyaa vaale ne sun liyaa
	aate\-aate ho.nTho.n \threedots
mu \:	( naa ban jaa_e ) \-2 baat kyaa \threedots
la \:	baat hai ek \threedots
mu \:	baat kyaa
la \:	baat hai ek
mu \:	baat kyaa
la \:	jii baat hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhuum ke gaa ai dil zindagii hamase hil\-mil}%
\film{Jal Bin Machhali Nritya Bin Bijalee}%
\year{1971}%
\starring{Sandhya, Abhijeet}%
\singer{Mukesh, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11172 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	jhuum ke gaa ai dil zindagii hamase hil\-mil
	saaz pe dha.Dakan ke gaatii hai
ko \:	gaatii hai
mu \:	chaahane vaalo.n me.n dil ke matavaalo.n me.n
	maut jiivan ban ke aatii hai
ko \:	aatii hai

mu \:	pyaar apanii ma.nzil pyaar hii apanii mahafil
	pyaar hamaaraa saathii hai Dolanaa ha.Ns\-ha.Ns kar
ko \:	are Dolanaa ha.Ns\-ha.Ns kar
mu \:	aur lagane bhii de Thokar
ko \:	aur lagane bhii de Thokar
mu \: Dolanaa ha.Ns\-ha.Ns kar aur lagane bhii de Thokar
	pyaar kaa sahaaraa kaafii hai
ko \:	hoy jhuum ke gaa \threedots

mu \:	ho dekh baa.Nhe.n terii bijalii sii ek merii
	aa.Nkho.n me.n laharaa_ii jaatii hai
ko \:	jaatii hai
mu \:	TuuT jaa_e.N saathii za.njiire.n duniyaa kii
	ek aur a.nga.Daa_ii baaqii hai
ko \:	baaqii hai
	jhuum ke gaa \threedots
la \:	jhuum ke gaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kajaraa lagaake re bi.ndiyaa sajaa ke}%
\film{Jal Bin Machhali Nritya Bin Bijalee}%
\year{1971}%
\starring{Sandhya, Abhijit, Deena Gandhi}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: Nov 30, 2002
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

kajaraa lagaake re bi.ndiyaa sajaake
ho aa_ii mai.n to aa_ii re aa_ii
mohe laa_ii milan dhun piyaa kii
laharal kii chaa.Nd detii madhur taan
ho aa_ii mai.n to aa_ii \threedots

##snake hissing sounds##

e tum naa bologe
naa bolo naa bolo naa bolo naa bolo 
ham sa.ng naa, sa.ng naa
ham sa.ng naa Dologe
naa Dolo naa Dolo naa Dolo naa Dologe ##hiss##
mai.n ##hiss## bhii ##hiss##  boluu.Ngii nahii.n
tum ##hiss## sa.ng Doluu.Ngii nahii.n
karuu.N par mai.n kyaa bas me.n nahii.n jiyaa
ho aa_ii mai.n to aa_ii re aa_ii \threedots

lo mai.n hii haarii re
haarii re haarii re haarii re haarii
bha_ii tum pe, tum pe
bha_ii tum pe vaarii re
mai.n vaarii re vaarii re vaarii re vaarii re ##hiss##
e ##hiss## jii ##hiss## ab to bol do
naa jaa_o akhiyaa.N khol do
balam jaago re garavaa laago more
ho aa_ii mai.n to aa_ii re aa_ii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{man kii pyaas mere man se naa nikalii}%
\film{Jal Bin Machhali Nritya Bin Bijalee}%
\year{1971}%
\starring{Sandhya, Abhijit, Deena Gandhi}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

man kii pyaas mere man se naa nikalii \-2
aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii \-2
man kii pyaas mere man se naa nikalii
aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii
ho aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii

paayal aahe.n bhare ghu.Ngharuu roye sa.ng sa.ng mere \-2
thirake pag bekaraar bebas dekho kajaraa bhare
khaalii gaagar sir pe saadhe pyaasii jaa_uu.N kisake aage
sabake nayan bin barakhaa kii badalii
aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii
ho aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii

ho
huu.N mai.n aisii pawan baa.ndhaa jisako sa.nsaar ne \-2
aisii jhanakaar huu.N gheraa jisako diiwaar ne
sochaa thaa jhuuluu.Ngii gagan me.n
pa.D gaye ba.ndhan saare tan me.n
bha_ii bejaan mai.n nirat bin bijalii

aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii \-2
man kii pyaas mere man se naa nikalii
aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii
ho aise ta.Dapuu.N ke jaise jal bin machhalii
aise ta.Dapuu.N ke jaise
ho aise ta.Dapuu.N ke jaise

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taaro.n me.n saj ke apane suuraj se}%
\film{Jal Bin Machli, Nritya Bin Bijili}%
\year{1971}%
\starring{Sandhya, Abhijeet}%
\singer{Mukesh, chorus}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Sanjeev Kumar (sanjeev@bmerh136.bnr.ca)
% Transliterator: Ravi Kant Rai 
% Credits: Prince Kohli (pkohli@cc.gatech.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

taaro.n me.n sajake apane suuraj se
dekho dharatI chalI milane
jhanakI paayal macha gaI halachal
ambar saaraa lagaa hilane

(hai ghaTaao.n kaa, do nain me.n kaajal
dhuup kaa mukh pe, Daale sunaharaa saa aa.Nchal \- 2)
ho \threedots yuu.n laharaaI, lI a.nga.DaaI
lagI jaise dhanak khilane

taaro.n me.n sajake, apane suuraj se \threedots

(aag sI lapake, jalatI huI raahe.n
jI ko bahalaae.n, bechain tuufaa.n kii aa.nhe.n \- 2)
ho \threedots naa DaregI, naa rukegii
dekhe.n kyaa ho kahaa dil ne

taaro.n me.n sajake, apane suuraj se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
