% ISB File: Jalpari_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
%stat{vsrj04502, 1.00, 15/04/2003}%
\stitle{banaane vaale kyaa tuune yahii duniyaa basaa_ii hai}%
\film{Jalpari}%
\year{1952}%
\starring{Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Geeta Bali, Bipin Gupta, Sundar}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Pt. Govindram}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11425 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

banaane vaale kyaa tuune yahii duniyaa basaa_ii hai
hazaaro.n Kuubiyaa.N hote phir bhii buraa_ii hai

yah duniyaa aisii duniyaa hai samajh me.n kisakii aa_ii hai
parakhanaa bhii yah mushqil hai isame.n kyaa buraa_ii hai

chamakate chaa.Nd ko jab chaa.Ndanii dii daaG kyo.n baa.NTe
banaakar Kushanumaa phuulo.n ko usame.n bhar di_e kaa.NTe

agar aisaa na hotaa har ko_ii maGaruur ho jaataa
banaane vaale ne yah sochakar duniyaa banaa_ii hai
parakhanaa bhii yah \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaarii kaarii a.Ndhiyaarii raat me.n}%
\film{Jalpari}%
\year{1952}%
\starring{Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Geeta Bali}%
\singer{Lata}%
\music{Gobind Ram}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 14 Dec 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

(kaarii kaarii a.Ndhiyaarii raat me.n
kaare kaare baadaravaa chhaa_e
aise me.n kahii.n meraa chaa.Nd
nikal aa_e to mazaa aa_e) \-2

(mere man me.n chhaa_ii udaasii re
mai.n piyaa milan kii pyaasii re) \-2
mai.n kab se kha.Dii huu.N raah me.n
naino.n ke diip jalaa_e
aise me.n kahii.n meraa chaa.Nd
nikal aa_e to mazaa aa_e

kaarii kaarii a.Ndhiyaarii \threedots

(bhar aa_ii a.Nkhiyaa.n morii re
chandaa se duur chakorii re) \-2
mai.n birahan kaaT sakuu.N pal chhin
hR^iday me.n aas lagaa_e
aise me.n kahii.n meraa chaa.Nd
nikal aa_e to mazaa aa_e

kaarii kaarii a.Ndhiyaarii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kushii ke phuul li_e aa ga_e bahaar ke din}%
\film{Jalpari}%
\year{1952}%
\starring{Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Geeta Bali, Bipin Gupta, Sundar}%
\singer{Shamshad}%
\music{Gobind Ram}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10027 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

Kushii ke phuul li_e aa ga_e bahaar ke din
yahii bahaar ke din ab bane.nge pyaar ke din

o raajaa aaj machaa le dhuum
mai.n bhii jhuumuu.N tuu bhii jhuum
kal kii Kabar kisako maaluum chham chham

o raajaa si.ngaar sajaa_e rut kii raanii aa_ii
ha.Ns le gaale mauj banaa le raat suhaanii aa ga_ii
duniyaa me.n machaa de dhuum

tuu bha.Nvaraa ban ke ghuum
aur ek phuul par jhuum chham chham

o diivaane kisii kaa ho jaa
zulfo.n kii chhaayaa me.n so jaa
jaam\-e\-muhabbat pii kar jhuum
kal kii chham chham chham

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
