% ISB File: JaltiNishaani_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{alabadro, muntaKHibul}%
\film{Jalti Nishaani}%
\year{1957}%
\starring{Geeta Bali, Kamal Kapoor, Ulhas, Kuldeep Kaur}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor:Srinivas Ganti, June 22, 2002
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Credits:Afzal Khan, UV Ravindra, Dhananjay Naniwadekar

\printtitle
#indian

chorus : (alabadro muntaKHibul ? ab ye Dol)\-2
Lata:chaa.Nd pe baadal chaagayaa
chorus:? ab ye Dol
Lata:chaa.Nd pe baadal chaagayaa
chorus:? ab ye Dol
Lata: halakaa halakaa ujalaa ujalaa chaa.Nd pe baadal chaagayaa
chorus:? ab ye Dol

Lata:hus.N kisii kaa thaNDii aah
chorus:alabadro
Lata:aaine me.n jalaa charaag
chorus:muntaKHibul
Lata:hus.N kisii ka ThaNDii aah
aaine me.n jalaa charaag

Lata:haay re nazare.n bahakii bahakii
chorus: bahakii bahakii
Lata:haay re nazare.n bahakii bahakii ? sharamaa gayaa
chaagayaa re chaagayaa, chaand pe baadal chaa gayaa

Lata:haay javaanii haay shabaab
mil na sakaa nazaro.n ko jawaab
chorus:muntaKHibul
Lata:haay javaanii haay shabaab
mil na sakaa nazaro.n ko jawaab
o~~~ shamaa\-e\-muhabbat chhupake chhupake
chorus: chhupake chhupake chhupake chhupake
Lata:shamaa\-e\-muhabbat chhupake chhupake
koii jalaakar chalaa gayaa chalaa gayaa chalaa gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baadalo.n kii paalakii me.n ... dil hai beqaraar kyo.n}%
\film{Jalti Nishaani/ Birbal Pakistan}%
\year{1957}%
\starring{Geeta Bali, Kamal Kapoor}%
\singer{Lata, Mukesh}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Sathya Sekar
% Transliterator: Sathya Sekar
% Date: 25 Oct 2004
% Series: Anilda series
% Credits: Neha Desai
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

lataa : baadalo.n kii paalakii me.n chaa.Nd kii aa_ii baraat
        ho rahii hai sej par taaro.n kii dulhan ban ke raat

lataa : dil hai beqaraar kyo.n machale baar baar kyo.n
        raat ashqabaar kyo.n
mukesh : pyaar naa milaa hogaa
	o~ pyaar naa milaa hogaa

lataa : mil sakaa naa pyaar kyo.n
	dil pe gham kaa baar kyo.n
	haay intazaar kyo.n
mukesh : diladaar naa milaa hogaa
	o~ diladaar naa milaa hogaa

mukesh : diladaar to mil hii jaataa hai
	par dil ko lagaataa ko_ii nahii
	diladaar to mil hii jaataa hai
	chhup jaate hai.n sab deke sadaa
        par aa.Nkh milaataa ko_ii nahii
	chhup jaate hai.n sab deke sadaa
mukesh : husna beqaraar kyo.n ishq se bedaar kyo.n
	dard kaa shikaar kyo.n
lataa : qaraar naa milaa hogaa
	o~ qaraar naa milaa hogaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kah rahii hai zi.ndagii, jii sake to jii}%
\film{Jalati Nishani}%
\year{1957}%
\starring{}%
\singer{Hemant}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Hemantada, a genius in his niche #1

\printtitle
#indian

he \threedots
kah rahii hai zi.ndagii, jii sake to jii
kah rahii hai zi.ndagii, jii sake to jii
ek jaam pyaar kaa, pii sake to pii
kah rahii hai zi.ndagii, jii sake to jii

jaam ye usii kaa hai
jaam ye usii kaa hai, jo aage ba.De ke thaam le
i.ntazaar kisaliye, jaam uThaa jaam le
jaam uThaa jaam le
aasmaa.N ke haath se, chhiin le khushii
kah rahii hai zi.ndagii   \threedots 

husn hai khaamosh, kyo.n
husn hai khaamosh {electrifying pause} kyo.n, ishq beqaraar hai saamne 
biThaa ke tujhako, teraa i.ntazaar hai 
teraa i.ntazaar hai
ho~~~~~ 
shokhiyo.n kii phul_jha.Dii {small pause} kuchh to idhar bhi
kah rahii hai zi.ndagii   \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruuTh ke tum to chal di_e}%
\film{Jalati Nishani}%
\year{1957}%
\starring{Geeta Bali, Kamal Kapoor}%
\singer{Lata}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Balaji A S Murthy
% Transliterator: Balaji A S Murthy

\printtitle
#indian

ruuTh ke tum to chal di_e, ab mai.n du_aa to kyaa karuu.N
jisane hame.n judaa kiyaa, aise Kudaa ko kyaa karuu.N

jiine kii aarazuu nahii.n, haal na puuchh chaaraagar
dard hii ban gayaa davaa, ab mai.n davaa to kyaa karuu.N

sunake merii sadaa\-e\-Gam, (ro diyaa aasamaan bhii) -2
tum tak na jo pahu.Nch sake, aisii sadaa ko kyaa karuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
