% ISB File: JawaaniZindaabaad_1990.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{husn ishq kii ye kahaanii ... javaanii zi.ndaabaad}%
\film{Jawaani Zindaabaad}%
\year{1990}%
\starring{Aamir, Farha, Javed Jafri, Rohini, Utpal Dutt, Sushma Seth, Asrani}%
\singer{Anuradha Paudwal, Udit Narayan}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

husn ishq kii ye kahaanii har dil kii jaanii pahachaanii
milaa jahaa.n par aag aur paanii duniyaa kahatii use javaanii
kahii.n shiirii kahii.n farahaad kahii.n setii kahii.n muraad
har dil ko kare aabaad
javaanii zi.ndaabaad javaanii zi.ndaabaad

har Gam se aazaad
javaanii zi.ndaabaad \threedots

jisape javaanii jab jab aa_ii kaano.n me.n baajii shahanaa_ii
saal solahavaa.n jis din laage tan piichhe man aage bhaage
binaa baat ke kho_ii kho_ii aadhii jaagii aadhii so_ii
ho.nTh gulaabii jab jab khole ha.Ns ha.Ns ke ko_ii baat bhii bole
har baat pe milatii daad
javaanii zi.ndaabaad \threedots

ye cha.nchal madamast javaanii jaise cha.Dhatii nadii kaa paanii
jahaa.n bhii uTh ga_ii.n gorii baahe.n ruk ga_e raste tham ga_ii.n raahe.n
lekin jab ye aa.Nkh milaa_e dil ke Tuka.De karatii jaa_e
jahaa.N bhii chhanake isakii paayal tiin mare aur terah ghaayal
hu_e aashiq ka_ii barbaad
javaanii zi.ndaabaad \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n tujhe dekhataa rahaa ... pyaar ho gayaa}%
\film{Jawaani Zindaabaad}%
\year{1990}%
\starring{Aamir, Farha, Javed Jafri, Rohini, Utpal Dutt, Sushma Seth, Asrani}%
\singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Verma Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mai.n tujhe dekhataa rahaa
mai.n tujhe dekhatii rahii
naa maine kuchh kiyaa ishaaraa
naa maine kuchh kiyaa ishaaraa
pyaar ho gayaa

jab se maine tujhe dekhaa hai terii tasviir hai aa.Nkho.n me.n
bhiigii bhiigii yaado.n kii khushbuu bas ga_ii hai merii aa.Nkho.n me.n
kho_ii rahatii huu.N khyaalo.n me.n tere
aataa hai tuu mere khyaalo.n me.n
naa maine kuchh kiyaa ishaaraa \threedots

jab do javaa.n dil milate hai.n madabharii chaa.Ndanii raato.n me.n
aisii javaa.n mulaaqaato.n me.n hu_aa mai.n diivaanaa bataa_uu.n kyaa tujhe
jaaduu hai terii baato.n me.n
naa maine kuchh kiyaa ishaaraa \threedots

hogii na jism se jaan judaa terii kasam meraa vaadaa hai
pyaar ye ba.Dhataa jaa_egaa mere sanam meraa vaadaa hai
aadhaa aadhaa dono.n baaTe.nge ha.Ns ke khushii ho yaa Gam meraa vaadaa hai
naa maine kuchh kiyaa ishaaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
