% ISB File: Jawab_1942.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{balaaye.n luu.N mai.n us dil kii jo duniyaa ke liye ro de}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}%
\singer{P C Barua}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

balaaye.n luu.N mai.n us dil kii
balaaye.n luu.N mai.n us dil kii jo duniyaa ke liye ro de
jahaa.N waalo.n ke ra.nj\-o\-Gam ko apane Kuun se dho de \-2

jalaa ke aashiyaa.N apanaa basaa ke Gair kii mahafil \-2
kisii ke soz\-e\-Gam me.n apane saache dil ko bhii kho de \-2

merii aa.Nkho.n me.n usakii aa.Nkh hii izzat ke qaabil hai \-2
haa.N haa.N izzat ke qaabil hai
jo aa.Nsuu ban ke bah jaaye
jo aa.Nsuu ban ke bah jaaye usii ko Kud me.n hii kho de \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chalii dulhaniyaa chhamaachham chhamaachham chalii}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}%
\singer{Anima Dasgupta}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

chalii
dulhaniyaa chhamaachham chhamaachham chalii \-2
Dol rahaa man piyaa milan ko
Dol rahaa \-2
Dol rahaa man piyaa\-milan ko
phuul banii aaj dil kii kalii
haa.N phuul banii aaj dil kii kalii
chalii
dulhaniyaa chhamaachham chhamaachham chalii \-2

tan pe ha.Nsataa ek\-ek gahanaa \-2
saawan\-bhaado jaise nayanaa \-2
aaj jawaanii kii phulawaarii \-2
phuulii aur phalii
dulhaniyaa chhamaachham chhamaachham chalii \-2

umaD rahii gaalo.n pe laalii \-2
ek\-ek din hai banii diiwaalii \-2
piyaa prem kii ek anokhii
man me.n jot jalii
dulhaniyaa chhamaachham chhamaachham chalii \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duniyaa, ye duniyaa, tuufaan mel}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{}%
\singer{Kanan Devi}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt. Madhur}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tuufaan mel
duniyaa ye duniyaa, tuufaan mel

isake pahiye zor se chalate
aur apanaa rastaa tay karate
sayaane is se kaam nikaale.n
bachche samajhe khel
tuufaan mel   \threedots

koii kahaa.N kaa TikaT kaaTataa
ek hai aataa ek hai jaataa
sabhii musaafir bichha.D jaaye.nge
pal bhar kaa hai mel
tuufaan mel   \threedots

jo jitanii puu.Njii hai rakhataa
usii mutaabiq safar vo karataa
jiivan kaa hai bhed bataatii
GYaanii ko ye rel
tuufaan mel   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{duur desh kaa rahane vaalaa aayaa}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Pramatesh Barua, Kanan Devi, Ahindra Choudhary}%
\singer{Kanan Devi, Pankaj Mullick}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt. Madhur ?}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Credits: Kieju
% Date:March 29, 2002

\printtitle
#indian

kaa: (duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
      aayaa desh paraaye)\-2
     (man se man kii puuchh rahaa hai)\-2
      apanaa bhed chhupaaye
do:  (duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
      aayaa desh paraaye)\-2
      duur desh kaa rahane vaalaa aayaa

pa.n: dekh use ik pe.D pe mainaa bolii
do:   dekh use ik pe.D pe mainaa bolii
kaa:  kyaa
pa.n: aao, aao musaafir bolo apanii bolii
      musaafir bolo apanii bolii
     (kyo.n itane ghabaraaye)\-2
kaa:  TuuTaa ghosalaa banaa rahii huu.N
      banaa sako to bulaa rahii huu.N
     (kyo.n naa haath baTaaye)\-2
do:   duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
      aayaa desh paraaye
      duur desh kaa rahane vaalaa aayaa

kaa: (kyo.n  musaafir ruuTh gayaa
      haa.N ruuTh gayaa, dil to.D diyaa)\-2
pa.n: paayaa thaa, ik raaz bhuul ke chho.D diyaa
      phir lene ko ham aaye.n
do:   duur desh kaa rahane vaalaa aayaa
      aayaa desh paraaye
      duur desh kaa rahane vaalaa aayaa

kaa:  dekh a.Ndheraa ... na behosh huaa
      bolii mainaa kyaa niraashaa dosh huaa
      tum aaye ham gaaye
pa.n: ham aaye tum gaaye
do:  (aayaa desh paraaye
      duur desh kaa rahane vaalaa aayaa)\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kuchh yaad rahe to sun kar jaa}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Pramatesh Barua, Kanan Devi, Ahindra Choudhary}%
\singer{Kanan Devi}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt. Madhur ?}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:April 1, 2002

\printtitle
#indian

kuchh yaad rahe
kuchh yaad rahe to sun kar jaa
haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa
tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa
(kuchh yaad rahe to sun kar jaa)\-2
(tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)\-2

(bhuul sake to bhuul hii jaanaa
kyaa bhuulii huu.N, bhuul bataanaa)\-2
dard diyaa jo
dard diyaa hai, lekar jaa
(tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)\-2

(kyaa svapn rahegaa, svapn jo dekhaa
kaise bataauu.N kyaa kyaa dekhaa)\-2
dekhuu.N kuchh tere
dekhuu.N kuchh aisaa kar jaa
(tuu haa.N kar jaa, yaa naa kar jaa)\-2

(tum paas the, phir bhii duur rahe
majabuur the ham, majabuur rahe)\-2
kyaa samjhuu.N mai.n
kyaa samajhuu.N, samajhaakar jaa
(tuu haa.N kar jaa yaa naa kar jaa)\-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{luuT rahaa hai ko_ii shaayad}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}%
\singer{Anima Dasgupta}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

luuT rahaa \-2
luuT rahaa hai ko_ii shaayad luuT rahaa hai ko_ii
luuT rahaa \-2
luuT rahaa hai ko_ii shaayad luuT rahaa hai ko_ii

dhiire\-dhiire mai.nne apane dil kii daulat kho_ii \-2
luuT rahaa \-2
luuT rahaa hai ko_ii shaayad luuT rahaa hai ko_ii

Daakuu bhii hai bholaa\-bhaalaa
to.Daa jisane dil kaa taalaa
jaag rahii huu.N mai.n duniyaa me.n \-2
yaa ab tak huu.N so_ii
luuT rahaa \-2
luuT rahaa hai ko_ii shaayad luuT rahaa hai ko_ii

chhupaa sakii na prem\-Kazaanaa
kar na sakii mai.n ko_ii bahaanaa
kyaa luTane me.n mazaa hai aataa \-2
jo ab tak na ro_ii
luuT rahaa \-2
luuT rahaa hai ko_ii shaayad luuT rahaa hai ko_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa jaanaa ... ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}%
\singer{Kanan Devi}%
\music{Kamal Das Gupta}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: Neha Desai
% Transliterator: Neha Desai
% Date: 30 November 2001

\printtitle
#indian

naa jaanaa
ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2
jab tak mai.n giit gaau.N
ye saaz zindagii kaa jii bhar mai.n bajaau.N
ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2

( u.Dataa huaa ye pa.Nchhii
bhuule se idhar aayaa ) \-2
a.Njaan ke is ghar ko apanaa hai ghar banaayaa
ye chup ke nii.nd soye \-2
mai.n khwaab banake aau.N
ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2

kaisii adaa thii jis pe aa.Nkhe.n hui diwaanii \-2
ye dil dimaaG duniyaa sab ban gaye kahaanii
ik raat kaa ye kissaa \-2
mai.n umrabhar sunaau.N
ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2

ai sonewaale sonaa jab tak jii chhaahe sonaa \-2
kal din kii roshanii me.n is raat kaa Gam dhonaa
taiyaar ho safar ko \-2
tujhako mai.n raah dikhaau.N
ai chaa.Nd chhuup na jaanaa
jab tak mai.n giit gaau.N
jii bhar mai.n bajaau.N
ai chaa.Nd chhuup na jaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ronaa hai bekaar pagalii}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}%
\singer{Ranjit Roy, Female Voice?}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004
% Kosh names only Ranjit Roy as singer.
% But there is a female voice also

\printtitle
#indian

ra \:	ronaa hai bekaar pagalii ronaa hai bekaar \-2
	apane man kii baat chhupaatii
	kuchh puuchho aur kuchh batalaatii
	tere ye nayanaa kah dete hai.n \-2
	jiit hu_ii yaa haar pagalii \-2
	hu_ii yaa haar

% female
	are sharaabhii o hushiyaar
	( nashe me.n kar dii Kaalii botal
	aur duniyaa ko kahataa paagal ) \-2
	kyuu.N kar man ke giit sunaaye.n
	kyuu.N kar
	kyuu.N kar man ke giit sunaaye.n
	TuuT gayaa siitaar sharaabii \-2
	TuuT gayaa siitaar

ra \:	maanaa ke mai.n huu.N diiwaanaa
	magar tujhe bhii hai pahachaanaa
	diiwaane se diiwaane kii
	ye kaisii takaraar pagalii \-2
	ye kaisii takaraar

% female
	( haa.N\-haa.N
	haa.N\-haa.N ham dono.n diiwaane ) \-2
	gaaye.n paagalapan ke gaane \-2
	yahii nashaa pahuu.Nchaa detaa hai \-2
	premii ko us paar sharaabii \-2
	premii ko us paar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye mujhase kahaa dil ne ... mai.n kyuu.N na karuu.N pyaar}%
\film{Jawab}%
\year{1942}%
\starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}%
\singer{Anima Dasgupta, Kalyani Das}%
\music{Kamal Dasgupta}%
\lyrics{Pt Madhur}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( ye mujhase kahaa dil ne chupake se baar\-baar
nas\-nas me.n priit chhaa_ii, mai.n kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar ) \-2

naazo.n se pale dil pe kaise sahuu.Ngii tiir \-2
tiiro.n ke zaKm dil me.n ban jaaye.nge bahaar

mai.n kyuu.N na
kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar
ye mujhase kahaa dil ne chupake se baar\-baar
nas\-nas me.n priit chhaa_ii, mai.n kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar

( ye prem hai jalaataa
jalane me.n mazaa aataa ) \-2
bas shamaa ke jalane par
parawaanaa hai nisaar

mai.n kyuu.N na
kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar
ye mujhase kahaa dil ne chupake se baar\-baar
nas\-nas me.n priit chhaa_ii, mai.n kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar

( bedardii kii Thokar se kyaa teraa haal hogaa
kyaa teraa haal hogaa ) \-2
ho jaayegaa is dil kaa phir darad madadagaar \-2
phir darad madadagaar

mai.n kyuu.N na
kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar
ye mujhase kahaa dil ne chupake se baar\-baar
nas\-nas me.n priit chhaa_ii, mai.n kyuu.N na karuu.N pyaar
unhe.n kyuu.N na karuu.N pyaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
