% ISB File: JeeneKiRaah_1969.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa mere hamajolii aa}%
\film{Jeene Ki Raah}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Tanuja}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11106 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	aa mere hamajolii aa khele.n aa.Nkh michaulii aa
	galiyo.n me.n chaubaaro.n me.n baaGo.n me.n bahaaro.n me.n ho
	mai.n Dhuu.NDhuu.N tuu chhup jaa
la \:	aa mere hamajolii \threedots

	mai.n aa_uu.N
ra \:	na na
la \:	mai.n aa_uu.N
ra \:	na na na
la \:	mai.n aa_uu.N
ra \:	naa
la \:	mai.n aa_uu.N
ra \:	aa jaa

la \:	piipal ke uupar jaa baiThaa chhip ke meraa saathii
	dhak se lekin dha.Dak gayaa dil gir ga_ii haath se laaThii
	o paka.Daa gayaa
##girls## \:	o paka.Daa gayaa

ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	na na
ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	na na na
ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	naa
ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	aa jaa

ra \:	panaghaT ke piichhe jaa baiThii chhip ke merii sajaniyaa
	chhan se lekin anajaane me.n chhanak ga_ii pai.njaniyaa
	o paka.Dii ga_ii
##boys## \:	o paka.Dii ga_ii
ko \:	aa mere hamajolii \threedots

	mai.n aa_uu.N
ra \:	na na
la \:	mai.n aa_uu.N
ra \:	na na na
la \:	mai.n aa_uu.N
ra \:	naa
la \:	mai.n aa_uu.N
ra \:	aa jaa

la \:	o mere nayano.n se tuu chhip sakataa hai o mere rasiyaa
	lekin mere man se chhipanaa mushqil hai manabasiyaa
	ai paka.Daa gayaa
##girls## \:	o paka.Daa gayaa

ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	na na
ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	na na na
ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	naa
ra \:	mai.n aa_uu.N
la \:	aa jaa

ra \:	kaahe luk\-chhup ke khel me.n chhe.De tuu prem kii batiyaa.N
	dekh tamaashaa dekh rahii hai.n saare shahar kii a.Nkhiyaa.N
	o paka.Dii ga_ii
##boys## \:	o paka.Dii ga_ii
ko \:	aa mere hamajolii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aane se usake aae bahaar}%
\film{Jeene Ki Raah}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Tanuja}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
%          Manoj Chauhan  (mchauhan@boi.hp.com)
%          Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aane se usake aaye bahaar, jaane se usake jaaye bahaar
ba.Dii mastaanii hai merii mahabuubaa
merii zindagaanii hai merii mahabuubaa\threedots

gunagunaae aise jaise bajate ho.n ghu.ngharuu kahii.n pe
aake parvato.n se, jaise girataa ho jharanaa zamii.n pe
jharano kii mauj hai vo, maujo.n kI ravaanii hai merii mahabuubaa

is ghaTaa ko mai.n to usakii aa.Nkho.n kaa kaajal kahuu.Ngaa
is havaa ko mai.n to usakaa laharaataa aa.Nchal kahuu.Ngaa
huuro.n kii malikaa hai pariyo.n kii raanii hai merii mahabuubaa

biit jaate hai.n din, kaT jaatii hai aa.Nkho.n me.n raate.n
ham naa jaane kyaa kyaa karate rahate hai.n aapas me.n baate.n
mai.n tho.Daa diivaanaa, tho.Dii sii diivaanii hai merii mahabuubaa

ban sa.nvar ke nikale aae saavan kaa jab jab mahiinaa
har koii ye samajhe hogii vo koii cha.nchal hasiinaa
puuchho to kaun hai vo, rut ye suhaanii hai, merii mahabuubaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aap mujhe achchhe lagane lage}%
\film{Jeene Ki Raah}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Tanuja}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11105 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

aap mujhe achchhe lagane lage
sapane sachche lagane lage
ahaa
aap mujhe achchhe lagane lage
sapane sachche lagane lage
nain saarii rain jagane lage

ke aap mujhe achchhe lagane lage
sapane sachche lagane lage
nain saarii rain jagane lage
ke aap mujhe achchhe lagane lage
sapane sachche lagane lage

baate.n yahii hone lagii.n gaa.Nv me.n ho
baate.n yahii hone lagii.n gaa.Nv me.n
chhupatii phiruu.N mai.n dhuup me.n chhaa.Nv me.n
za.njiire.n faulaad kii hai.n paa.Nv me.n
magar chhan\-chhananan ghu.Ngharuu bajane lage

ahaa aap mujhe achchhe lagane lage
nain saarii rain jagane lage
ke aap mujhe achchhe lagane lage
sapane sachche lagane lage

a.Nkhiyo.n ko bhed kholanaa aa gayaa haay
a.Nkhiyo.n ko bhed kholanaa aa gayaa
mere man ko bhii Dolanaa aa gayaa
Kaamoshii ko bolanaa aa gayaa
dekho giit mere mukh pe sajane lage

ahaa aap mujhe achchhe lagane lage
nain saarii rain jagane lage
ke aap mujhe achchhe lagane lage
sapane sachche lagane lage

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cha.ndaa ko Dhuu.NDhane sabhii taare nikal pa.De}%
\film{Jeene Ki Raah}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Tanuja}%
\singer{Rafi, Asha, Usha, Hemlata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Kamlesh Nanavati <krnanavati@uncc.campus.mci.net>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/24/1996

\printtitle
#indian

rafii:
bachcho.n\threedots 
ek samay kii baat suno, a.ndhiyaarii thii raat suno
diipak chorii ho gayaa, chaa.Nd kahii.n par kho gayaa
bachchaa:
phir kyaa huaa?
rafii:
cha.ndaa ko Dhuu.NDhane sabhii taare nikal pa.De 	\-2
galiyo.n me.n vo nasiib ke maare nikal pa.De
cha.ndaa ko \threedots
aashaa:
cha.ndaa ko Dhuu.NDhane sabhii taare nikal pa.De        \-2
galiyo.n me.n vo nasiib ke maare nikal pa.De
cha.ndaa ko \threedots

unakii nazar kaa jis ne nazaaraa churaa liyaa
unake dilo.n kaa jis ne sahaaraa churaa liyaa
us chor kii talaash me.n saare nikal pa.De
cha.ndaa ko \threedots

Gam kii a.ndherii raat me.n jalanaa pa.Daa unhe.n
phuulo.n ke badale kaa.NTo.n pe chalanaa pa.Daa unhe.n
dharatii pe jab gagan ke dulaare nikal pa.De
cha.ndaa ko \threedots

unakii pukaar sun ke yah dil Dagamagaa gayaa
ham ko bhii koii bichha.Daa huaa yaad aa gayaa
bhar aaii aa.Nkh hamaare nikal pa.De
cha.ndaa ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek ba.njaaraa gaae, jiivan ke giit sunaae}%
\film{Jeene Ki Raah}%
\year{1969}%
\starring{Jeetendra, Tanuja}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Shailesh (spatel@cup.hp.com)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ek ba.njaaraa gaae, jiivan ke giit sunaae
ham sab jiine vaalo.n ko jiine kii raah bataae

zamaane vaalo kitaab\-e\-Gam me.n
khushii kaa koI fasaanaa Dhuu.NDho
ho o o o \threedots aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu bhii aae
vo aakar muskaae

sabhii ko dekho nahii.n hotaa hai
nasiibaa raushan sitaaro.n jaisaa
sayaanaa vo hai jo patajha.D me.n bhii
sajaa le gulashan bahaaro.n jaisaa
ho o o o \threedots kaagaz ke phuulo.n ko bhii
jo mahakaa kar dikhalaae

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
