% ISB File: Jhamelaa_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{balakhaatii iThalaatii aa_ii hai shaam}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Lata, Chitalkar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

ko:	aa
la:	aa
	balakhaatii iThalaatii aa_ii hai shaam
	aajaa ki ho.nTho.n pe teraa hai naam
	teraa hai naam
ko:	aa

la:	pyaasii hai.n a.nkhiyaa.N pyaas bujhaa de
	dil kii ta.Dap mere dilabar miTaa de
	bhar kar pilaa de mohabbat ke jaam

	aajaa ki ho.nTho.n pe teraa hai naam
	teraa hai naam
ko:	aa

la:	taaro.n ne hakii sii lii a.nga.Daa_ii
chi:	yaad tumhaarii aise me.n aa_ii
la:	tum bin aa na sakaa aaraam

	aajaa ki ho.nTho.n pe teraa hai naam
	teraa hai naam
ko:	aa
la:	balakhaatii iThalaatii aa_ii hai shaam
	aajaa ki ho.nTho.n pe teraa hai naam
	teraa hai naam

la:	hamako Kabar thii aa_oge ek din
chi:	rahate bhii kaise akele jii tum bin
do:	tumase hame.n hame.n tumase hai kaam

	aajaa ki ho.nTho.n pe teraa hai naam
	teraa hai naam
ko:	aa
do:	balakhaatii iThalaatii aa_ii hai shaam
	aajaa ki ho.nTho.n pe teraa hai naam
	teraa hai naam
ko:	aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekho jii dekho meraa dil le ke dagaa nahii.n denaa}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

dekho jii dekho meraa dil le ke dagaa nahii.n denaa \-2
dagaa nahii.n denaa, dagaa nahii.n denaa \-2
dekho jii dekho meraa dil le ke dagaa nahii.n denaa

( to.De jo dil aisii batiyaa.N na kahanaa
piyaa chup rahanaa ) \-2
saarii umar mujhe tere sa.ng rahanaa
tere sa.ng rahanaa
?? nainaa 
qasam tumhe.n merii hai dil me.n basaa ke bhulaa nahii.n denaa
dekho jii dekho meraa dil le ke dagaa nahii.n denaa \-2


( chho.D ke jaa_oge to aa.Nkh merii royegii
kabhii bhii naa soyegii ) \-2
jaan merii roye roye bejaan ho_egii
bejaan ho_egii
?? khoyegii
o sun mere balamaa ye diip jalaa ke bujhaa nahii.n denaa
dekho jii dekho meraa dil le ke dagaa nahii.n denaa \-2
dagaa nahii.n denaa, dagaa nahii.n denaa \-2
dekho jii dekho meraa dil le ke dagaa nahii.n denaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaahe nainaa la.De is din ke liye}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Lata}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

kaahe nainaa la.De is din ke liye \-2
raamaa badale ye kaise gin ke liye \-2

pyaar karejawaa pe tiikhaa tiikhaa laagaa
jhuuThe kii priit jhuuThii kaisaa daGaa de ke bhaagaa
kaahe kho_ii sudh budh mai.nne \-2
inake liye mai.nne inake liye

raamaa badale ye kaise gin ke liye
kaahe nainaa la.De is din ke liye \-2
raamaa badale ye kaise gin ke liye \-2

biite.ngii ratiyaa.N merii ab roye roye
be_imaan tere Kayaalo.n me.n khoye khoye
wo to ha.Nsate hai.n ham roye \-2
jinake liye roye jinake liye

raamaa badale ye kaise gin ke liye
kaahe nainaa la.De is din ke liye
raamaa badale ye kaise gin ke liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaho jii ... kahii.n tumase hu_ii hai mulaakaat}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

la:	kaho jii \-3
	kahii.n tumase hu_ii hai mulaakaat
chi:	suno jii \-3
	hame.n yaad nahii.n hai ye baat
do:	kaho jii \-3

la:	jhuuThe bahaane banaanaa
	ye hai mardo.n kii aadan puraanii
chi:	a h.n
	aurat pe bharosaa na karanaa
	sun rakhii hai hamane kahaanii
la:	ha.Nso jii \-2
	tum mardo.n kii jhuuThii hai zaat

chi:	suno jii \-3
	hame.n yaad nahii.n hai ye baat
do:	kaho jii \-3

chi:	siikhaa kahaa.N se tumane
	raah chalate gale pa.D jaanaa
la:	tum aise kahaa.N ke hasii.n ho
	zaraa dho ke suratiyaa aanaa
chi:	achchhaa jii \-2
	tum to din ko hii kahate ho raat
la:	da da

chi:	suno jii \-3
	hame.n yaad nahii.n hai ye baat
do:	kaho jii \-3

la:	jaa_o ba.De tum wo ho
	pachhataaye tumhe.n mu.Nh lagaa ke
chi:	parawaah yahaa.N bhii kisii ko
	jaate ho to merii balaa se
	ajii bolo jii bolo jii bolo jii
	ab kisakii hu_ii hai maat
	suno jii \-3
	hame.n yaad nahii.n hai ye baat
do:	kaho jii \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaisii hai terii duniyaa ... banaaye kaise ye i.nsaan}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Meena Kapoor}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

( kaisii hai terii duniyaa to phir tuu bhii nahii.n bhagawaan
banaaye kaise ye i.nsaan \-2 ) \-2

is duniyaa kii Dagar Dagar par chaap kapaT kaa Deraa
tuu hii bataa de kab tak hogaa is duniyaa me.n saveraa \-2
ye tere i.nsaan rahe.nge kab tak yuu.N haivaan

banaaye kaise ye i.nsaan \-2
kaisii hai terii duniyaa to phir tuu bhii nahii.n bhagawaan
banaaye kaise ye i.nsaan \-2

bhaa_ii bahan kaa pyaar na samajhe kaisii hai duniyaa terii \-2
terii nazaro.n hii ke aage luT ga_ii izzat merii
tuu patthar kii ek muurat hai kyaa samajhe aramaan

banaaye kaise ye i.nsaan \-2
kaisii hai terii duniyaa to phir tuu bhii nahii.n bhagawaan
banaaye kaise ye i.nsaan \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rotaa hai dil teraa phir bhii tuu gaa ... gaanaa gaaye jaa}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Chitalkar, Francis Waz, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

chi:	( rotaa hai dil teraa phir bhii tuu gaa
	duniyaa me.n kisii kaa dil na dukhaa ) \-2
	are rotaa hai dil teraa phir bhii tuu gaa
	duniyaa me.n kisii kaa dil naa dukhaa
	are dil naa dukhaa tuu gaa
do:	gaanaa gaaye jaa \-4

chi:	i.nsaan wahii jo dukh baa.NTe kisii ke
	kaliyo.n me.n badale kaa.NTe kisii ke
	duniyaa ke Gam ko apanaa banaa
	duniyaa me.n kisii kaa dil naa dukhaa
	are dil naa dukhaa tuu gaa
do:	gaanaa gaaye jaa \-4

chi:	girataa kisii ko dekh ke to thaam le
	soch ho sake to nekii se kaam le
	soch zaraa teraa jaayegaa kyaa
	duniyaa me.n kisii kaa dil naa dukhaa
	are dil naa dukhaa tuu gaa
do:	gaanaa gaaye jaa \-4

chi:	dil na kabhii tuu to.D kisii ke
	saath na bhuul ke chho.D kisii kaa chho.D kisii kaa \-2
	jitanaa bhii kar sake kar le bhalaa
	duniyaa me.n kisii kaa dil naa dukhaa
	are dil naa dukhaa tuu gaa
do:	gaanaa gaaye jaa \-12

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu Thahar abhii mai.n aayaa}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Chitalkar, Sundar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

	tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	bandhuu tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	paape tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	o ho tuu Thahar abhii mai.n aayaa

	tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	a haa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	nahii.n tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	paape tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	achchhaa
	are der na karanaa bhayyaa
	bas abhii gayaa abhii aayaa
	##thank you##
	tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	tuu Thahar abhii mai.n aayaa

	mujhe chho.D ke jaa naa akelaa
	ho jaaye na ko_ii jhamelaa
	mere paas bahut hai rupayyaa
	are zaraa jaldii aanaa bhayyaa
	mai.n paradesii ghabaraayaa

	a haa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	bandhuu tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	paapaa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	laalaa tuu Thahar abhii mai.n aayaa

	merii jeb hai meraa Kazaanaa
	tan tanaanaanaa baje taraanaa
	are ba.Dii laalachii duniyaa
	noTo.n kii na jhalak dikhaanaa
	mai.n to kah ke kar pachhataayaa

	a haa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	tuu Thahar abhii mai.n aayaa

	dhan daulat ek musiibat
	ye duniyaa bhar kii laanat
	tho.Dii ho to bhuukh lagaaye
	ho bahut to nii.nd na aaye
	bhayye tuu sach faramaayaa	

	a haa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	##no## tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	bhayyaa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	laalaa tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	paape tuu Thahar abhii mai.n aayaa
	are der na karanaa bhayyaa
	bas abhii gayaa abhii aayaa
	##thank you##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye duniyaa hai ek jhamelaa}%
\film{Jhamelaa}%
\year{1953}%
\starring{Bhagwan, Geeta Bali, Pt Badri Prasad}%
\singer{Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 25, 2005

\printtitle
#indian

ye duniyaa hai ek jhamelaa ek jhamelaa 
ho chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa
ho chaar dino.n kaa hai melaa 
ho chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa
ye duniyaa hai ek jhamelaa ek jhamelaa 
ho chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa

ka.njuus jo makkhii chuuso jo.De baiTh ke kau.Dii kau.Dii
are jahaa.N bhii ruk ga_ii chalate chalate beTaa saa.Ns kii gho.Dii
phir saath na jaaye dhelaa \-2

hoy chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa
ye duniyaa hai ek jhamelaa ek jhamelaa 
ho chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa

khel jawaanii mastaanii kaa ye paa_uDar ye laalii
are ho jaaye.ngii bagule jaisii ek din zulfe.n kaalii
ye kamar banegii Thelaa \-2

hoy chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa
ye duniyaa hai ek jhamelaa ek jhamelaa 
ho chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa

ho moTar tez chalaane waale baate.n merii maan
are jinake paas nahii.n hai moTar wo bhii hai.n i.nsaan
tuu dhan daulat me.n khelaa \-2

hoy chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa
ye duniyaa hai ek jhamelaa ek jhamelaa 
ho chaar dino.n kaa hai melaa hai melaa hai melaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
