% ISB File: JhanakJhanakPaayalBaaje_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gurur bramh ... rut basant aa_ii ... ab to saajan ghar aa jaa}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata, Manna Dey}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

gurur bramh gurur viShNu gurur devo maheshwaaraH
guru saakshaat parabramh tasmai shrii gurave namaH
aa.N

aa.N
rut basant aa_ii ban\-ban upaban
drum milind praphulit sugandh
mand pavan aavat milind madhukar madhur gu.Njat
rut basant

aa_ii hai ghaTaa uma.D\-ghuma.D ghor phir
kahuu.N gaat uma.D giit ati shyaam baran
aa_ii hai ghaTaa uma.D\-ghuma.D uma.D\-ghuma.D
shyaam baran shyaam baran shyaam baran
aa_ii aa_ii aa_ii hai ghaTaa

la \:	aa
	patajha.D chhaa_ii chhaa_ii jalat udaas
	mai.n ghabaraa_ii
	nainaa ras kii pyaasii\-pyaasii
	patajha.D chhaa_ii
	patajha.D chhaa_ii chhaa_ii jalat udaas
	mai.n ghabaraa_ii
	nainaa ras kii pyaasii \-3

	aa
	ab to saajan ghar aa jaa
	o more saiyaa.N man kaa phuul khilaa jaa
	ab to saajan ghar aa jaa

	ta.Dap\-ta.Dap ke ye barakhaa bahaar guzarii hai
	jo rut thii aa_ii vo beqaraar guzarii hai
	ho raag milan ke sunaa jaa
	ab to saajan ghar aa jaa
	aa jaa
	ab to saajan ghar aa jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jhanak\-jhanak paayal baaje}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Amir Khan}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

jhanak\-jhanak paayal baaje
paayaliyaa kii runak\-jhunak par
chham\-chham maanvavaa naache

jhanak\-jhanak paayal baaje

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaisii ye mohabbat kii sazaa}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Diwan Sharar}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

aa
kaisii ye mohabbat
kaisii ye mohabbat kii sazaa \-2
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
duniyaa hii mere dil dil kii \-2
luuTaa dil hai kisii ne kisii ne
haay dii hai kisii ne kisii ne

rah\-rah ke machalanaa kabhii ro\-ro ke ta.Dapanaa
ho haalat ye merii aaj banaa dii hai kisii ne

kaisii ye mohabbat kii sazaa
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
duniyaa hii mere dil dil kii \-2
luuTaa dil hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa

aa dil phu.Nkataa hai dam ghuTataa hai aaho.n ko ghume.n chain
ho kuchh aisii Kushii aaj machaa dii hai kisii ne kisii ne

kaisii ye mohabbat kii sazaa
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
duniyaa hii mere dil dil kii \-2
luuTaa dil hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa

aa parawaanaa tarasataa hai jalane kaa nahii.n saamaa.N
ho ik shamaa thii to wo bhii bujhaa dii hai kisii ne kisii ne

kaisii ye mohabbat kii sazaa
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
duniyaa hii mere dil dil kii \-2
luuTaa dil hai \-2
luuTaa dil hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa
haay dii hai kisii ne kisii ne
kaisii ye mohabbat kii sazaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kR^iShNaa jo tum to.Do piyaa}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Meerabai}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: GEETanjalii series, LATAnjalii series
%           This bhajan also appears in 'Silsila' MD: Shiv-Hari
%           First film of Jaishri Gadkar, in a dancer's role   

\printtitle
#indian

kR^iShNaa
jo tum to.Do piyaa mai.n naahii.n to.Duu.N re
tose priit to.D kaanhaa kaun sa.ng jo.Duu.N re

tum bhaye taruvar mai.n bha_ii patiyaa
tum bhaye sarovar mai.n bha_ii machhiyaa
tum bhaye giravar mai.n bha_ii chaaraa
tum bhaye cha.ndaa mai.n bha_ii chakorii
jo tum to.Do piyaa \threedots

tum bhaye motii prabhujii ham bhaye dhaagaa
tum bhaye sonaa ham bhaye suhaagaa
daasii miiraa ke prabhujii brij ke vaasii
suno he gopaal
tum mere Thaakur mai.n torii daasii
jo tum to.Do piyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere ai dil bataa, pyaar tuune kiyaa}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata/ Lata, Manna Dey}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

% Part I

aa
mere ai dil bataa \-2
pyaar tuune kiyaa, paa_ii mai.nne sazaa
kyaa karuu.N \-4
mere ai dil bataa \-2

aa
tuu Kushii ke sama.ndar se khelaa kiyaa
kis maze se mujhe tuune dhokhaa diyaa
tujhako motii mile, mujhako aa.Nsuu mile
kyaa karuu.N \-4
mere ai dil bataa \-2

aa
tuu to paagal rahaa pyaar ke raag me.n
tuune Daalaa mujhe dard kii aag me.n
terii kisamat khulii merii duniyaa jalii
kyaa karuu.N \-4
mere ai dil bataa \-2
pyaar tuune kiyaa, paa_ii mai.nne sazaa
kyaa karuu.N \-4
mere ai dil bataa \-2

% Part II

ma \:	siitaa ban ko chalii raam ke saath me.n
	sukh ko Thukaraa diyaa
	tyaag ke kaa.NTo.n par ha.Ns ke chalatii rahii
	ye janak kii sutaa

la \:	mere ai dil bataa
	kyaa karuu.N \-2

ma \:	maharaanii miiraa ne jogan ban mahalo.n kaa tyaag kiyaa
	le ikataaraa chalii Dhuu.NDhane manamohan kaa kahaa.N pataa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muralii manohar ... hame.n gop gu_aalaa kahate hai.n%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata, Manna Dey}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Diwan Sharar}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

muralii manohar kR^iShN kanhaiyaa
jamunaa ke taT pe viraaje hai.n

muralii manohar kR^iShN kanhaiyaa
jamunaa ke taT pe viraaje hai.n

mor mukuT par kaano.n me.n kuNDal
kar me.n muraliyaa muraliyaa muraliyaa saaje hai

itane me.n dii dikhaa_ii raadhaa
raadhaa raadhaa raadhaa

panaghaT par se aay rahii

kataraay rahii
sharamaay rahii
musakaay rahii balakhaay rahii

idhar ba.nshii me.n lahar sii uThii
kR^iShN ke mukh par sajane lagii

par aap hii aap se bajane lagii bajane lagii bajane lagii

lambaa saa ghuu.NghaT kaa.Dh liyaa
ba.nshii ke suro.n par jhuum ga_ii
har sarat Dagariyaa moh lii
mohan kii or hii dumakit dumakit dumakit dhuum ga_ii

phir kR^iShN kanhaiyaa naTakhaT ne
raadhaa kii kalaiyaa thaam la_ii
raadhaa ne pukaaraa
raadhaa ne pukaaraa
haay da_ii ko_ii aa_o sakhii ko_ii aa_o sakhii
phir haath chhu.Daa kar bolii haTo
phir haath chhu.Daa kar bolii haTo
ab jaavo Dagariyaa chho.D morii
kahaa kR^iShN ne chup rah
varanaa duu.Ngaa gagariyaa pho.D torii

raadhaa tab usakii shoKii par kuchh biga.Dii bhii
musakaa_ii bhii
phir kR^IShN se puuchhaa
kaun ho tum kyaa naam hai jii
kyaa kaam hai jii kyaa kaam hai jii

ma \:	o
	hame.n gop gu_aalaa kahate hai.n \-2
	aur kR^iShN diyaa hai naam hame.n naam hame.n
	ko_ii naTawar giradhar kahataa hai \-2
	aur ko_ii kahe ghanashyaam hame.n

la \:	ghanashyaam nahii.n tum kaale ho \-2
	tum naTakhaT ho matawaale ho matawaale ho
	chitachor ho maakhan chor nahii.n \-2
	sukh\-chain churaane waale ho
	ghanashyaam nahii.n

raadhaa ne unako haath diyaa
aur kR^iShN ne unakaa saath diyaa
kuchh baat hu_ii kuchh ghaat hu_ii
itane me.n suuraj Duub gayaa \-2
raadhaa kii paayal jaag uThii
dono.n me.n kalaa kii raag uThii

ab rain ko diip sa.Nwaare the
aur niil gagan pe taare the
rain ko diip sa.Nwaare the
aur niil gagan pe taare the
raadhaa ko vidaa ke ishaare
raadhaa ko vidaa ke ishaare the
raadhaa ne aa.Nchal baa.Ndh liyaa
muralii ko sambhaalaa maadhav ne

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nain so nain naahii milaao}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya}%
\singer{Hemant, Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
%          Surajit Bose
% Comments: Based on Raag Malgunji

\printtitle
#indian

nain so nain nAhI milAo \- 2
dekhat sUrat Avat lAj, saiyyA.n
pyAr se pyAr Ake sajAo \- 2
madhur milan gAvat Aj, gu_iyA.n
nain so nain \threedots

aa \threedots
khii.ncho kamAn mAro jI bAN
rut hai javAn o mere prAN
- ruk kyo.n gaye?
tumane chorI kar lI kamAn
kaise mArU.n prIt kA bAN, gu_iyA.n
nain so nain \threedots

rim jhim jhim gaaye jharano.n kii dhaar
dil ko lubhaaye koyal pukaar
 - nahii.n!
 - to phir?
jharano.n kii dhaaro.n me.n teraa sa.ngiit
gaaye koyal teraa hii giit, guiyaa.N
nain so nain \threedots

nIle gagan pe jhUme.nge Aj
bAdal kA pyAr dekhe.nge Aj
bAdal naiyyA hai bijalI patavAr
ham\-tum chal de.n duniyA ke pAr, saiyyA.n \threedots
nain so nain \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sayyaa.N jaa_o jaa_o mose na bolo}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Bharat Vyas}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

saiyaa.N jaa_o jaa_o mose na bolo ab naa mohe sataa_o \-2
saiyaa.N jaa_o

aa
phuul sii morii chho.Do kalaa_ii \-3
chhe.Do na mujhako o harajaa_ii \-2
priit kii pyaar kii batiyaa.N chho.Do jo
priit kii pyaar kii batiyaa.N chho.Do jo haTaa_o

saiyaa.N jaa_o jaa_o mose na bolo ab naa mohe sataa_o
saiyaa.N jaa_o

aa
suuraj din ke raat ke cha.ndaa \-2
Daalo na mo pe kirano.n kaa pha.ndaa \-2
jhuumat ghuumat more dwaare din
jhuumat ghuumat more dwaare din aa

saiyaa.N jaa_o \-4
saiyaa.N jaa_o jaa_o mose na bolo ab naa mohe sataa_o
saiyaa.N jaa_o \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{siyaaraam, ra.ng\-ra.ng kii chunarii pyaarii}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Rafi, Asha, Chorus}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

o
shrii siyaaraam, shrii siyaaraam
siyaaraam, siyaaraam, siyaaraam

oy ra.ng\-ra.ng kii chunarii pyaarii ye phulawaarii
mast havaa me.n u.Daa naa u.Daa naa
mast havaa me.n u.Daa naa

oy ra.ng\-ra.ng kii chunarii pyaarii ye phulawaarii
mast havaa me.n u.Daa naa u.Daa naa
mast havaa me.n u.Daa naa

ho
ra.ng saath ko kuchh nahii.n jaaye \-2
sab rah jaaye paap nagariyaa paanii

are paap nagariyaa paanii

hai aaj saath tuu kar le man ko
dhu.Ndhalepan ko
jiivan bahataa paanii
jiivan bahataa paanii

bujhaa dil kii agan, rahe apanii lagan, banaa dharatii gagan
teraa guu.Njegaa ghar ghar taraanaa, taraanaa, taraanaa
siyaaraam, siyaaraam, siyaaraam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno, suno, suno jii more rasiyaa}%
\film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}%
\year{1955}%
\starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

o suno, suno, suno, suno, suno jii
aa
o suno, suno, suno, suno re rasiyaa
ho man basiyaa
kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N
o kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N

dekh\-dekh tohe aashaa naache
chhak chhum chhum chhum \-2
chhak chhum chhum
jhuum jhuum man biinaa baaje
tara tum tum tum \-3
tara tum tum
kaTatii nahii.n ratiyaa ho rasiyaa kaTatii nahii.n ratiyaa

kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N
ho suno, suno, suno, suno jii more rasiyaa
ho man basiyaa
kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N

khol\-khol re man ke kiwa.Diyaa
mere bain mere nain mere bain more shyaam
haath jo.D ke aa_ii gujariyaa
mere tan mere man meraa dhan meraa pran
binatii karuu.N chhaliyaa ho rasiyaa binatii karuu.N chhaliyaa
kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N

jhuuTh\-muuTh kii raar ko chho.Do
mere raaj mere pyaar mere taaj mere haar
prem\-pyaar kii Dor na to.Do
mere mor mere chor more or mere shor \-2
jaan ga_ii batiyaa.N ho rasiyaa jaan ga_ii batiyaa.N
kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N
ho suno, suno, suno, suno re rasiyaa
ho man basiyaa
kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N

suno, suno, suno, suno re rasiyaa
ho man basiyaa
kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N
o kuchh\-kuchh tumase bole a.nkhiyaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
