% ISB File: JhankaarBeats_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##boss## kaun thaa maaluum hai kyaa}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Amit Kumar, Vishal Dadlani, Shekhar Ravijiani}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11745 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

% This song is a story on late music director Rahul Dev Burman

##boss## kaun thaa maaluum hai kyaa
##boss## kaun hai maaluum hai kyaa
##boss## kaun thaa maaluum hai kyaa
hai.n maaluum hai
##boss## kaun hai maaluum hai kyaa

TvenTii seven juun naa_i.nTii tharTii naa_in

% 27 June 1939, Date of Birth of RDB

es Dii aur misez es Dii ko la.Dakaa hu_aa

% S D and Mrs S D (Burmans ): Parents of R D Burman

Tabaluu ##yeah as we know him## pa.ncham
##that's right## pa.ncham

ba.Daa hu_aa kailakaTaa me.n pa.Dhaa_ii kii
pa.Dhaa_ii Katam hote hii asalii pa.Dhaa_ii shuruu kii
##music. music. music.##
##under S D saaheb's## chhatrachhaayaa

achchhaa paidaa naa_i.nTii tharTii naa_in me.n hu_e aur
ai ai ai ehaa.n
zindaa hai \-2
hamaare dil me.n
he ##boss## kaun thaa ( maaluum hai kyaa ) \-2
##boss## kaun hai maaluum hai kyaa

ek raaz kii baat bataa_uu.N pahalii ##picture## raaz nikalii nahii.n
phir es Dii saahab ke chhoTe navaab yaanii ##you know who##
##did a film called## chhoTe navaab ##and the rest is history##
##history history##
he ( ##boss## kaun thaa maaluum hai kyaa
##boss## kaun hai maaluum hai kyaa ) \-2

are ##bore## mat kar yaar sab maaluum hai
maaluum hai phir bol teraa ##favourite R D song## kyaa hai
ai
ruup teraa mastaanaa
ai be gadhe vo ##boss## nahii.n vo to es Dii saahab kaa gaanaa hai
yaani ##super boss##
##super boss##
samajhaa
##boss## kaun thaa maaluum hai kyaa
##boss## kaun hai maaluum hai kyaa

tabalaa sarod ##mouth organ, guitar##
aur naa jaane kitane hazaar ##instruments## bajaate the
aur ek baar shaayad zamaane ko dikhaanaa thaa
yaa ek ##unique sound## banaanaa thaa
ke apane ##musician## ke ##back## pe ##rhythm## bajaa liyaa
kitane aa_e kitane ga_e kitane aa_e.Nge kitane jaa_e.Nge
kal kyaa hogaa kisako pataa
par ##boss## to ##boss## hii kahalaa_e.Nge naa yaar
sahii baat hai bhaa_ii
##boss## kaun thaa maaluum hai kyaa
##boss## kaun hai maaluum hai kyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{arre pahale to ##bombay## thaa ... sahii hai re}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Udit Narayan}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11747 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

dhum dhudhum dhuum dhudhum dhum dhuum dhuum dhudhum \-4
arre pahale to ##bombay## thaa mumba_ii ho gayaa
##bombay## bamba_ii mumba_ii me.n mai.n paagal ho gayaa
ho ho ho o
arre pahale to ##bombay## thaa mumba_ii ho gayaa
##bombay## bamba_ii mumba_ii me.n mai.n paagal ho gayaa
are jo bhii isako pukaaro kal ye jo thaa aaj bhii vahii hai re
hai ye jaisaa vaisaa hii 
sahii hai re \-3
ai ( sahii hai re ) \-3
ai ( sahii hai re ) \-3
sahii hai re \-3

gardii hai are garmii hai bedardii hai besharmii hai
ho ho ho
gardii hai garmii bedardii besharmii hai
baahar se saKtii hai par andar se narmii hai
are andar se narmii hai
he jo bhii isako pukaaro kal ye jo thaa aaj bhii vahii hai re
hai ye jaisaa vaisaa hii 
ai ( sahii hai re ) \-3
ai ( sahii hai re ) \-3

ho ho ho o ho o ho \-4
yaa
hoy ba.Dii\-ba.Dii ##building## hai ba.Dii\-ba.Dii bastii hai
tho.Daa\-tho.Daa ##tension## hai tho.Dii\-tho.Dii mastii hai
ho o o
##building## hai bastii hai ##tension## hai mastii hai
jitanii maha.ngaa_ii hai jaan utanii sastii hai
are jaan utanii sastii hai
duniyaa ke shaharo.n ko dekhaa phir bhii aisaa aur nahii.n hai re
hai ye jaisaa vaisaa hii 
sahii hai re \-3
are ( sahii hai re ) \-3
pahale to ##bombay## thaa mumba_ii ho gayaa
##bombay## bamba_ii mumba_ii me.n mai.n paagal ho gayaa
are jo bhii isako pukaaro kal ye jo thaa aaj bhii vahii hai re
hai ye jaisaa vaisaa hii 
sahii hai re \-3
sahii hai re \-3
he ( sahii hai re ) \-3
sahii hai re \-3
haa haa ( sahii hai re ) \-3
sahii hai re \-3
o ( sahii hai re ) \-3
hoy

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ne tumako chun liyaa hai tum bhii isako chuno naa}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Shaan}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11744 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

( dil ne tumako chun liyaa hai tum bhii isako chuno naa
Kaab ko_ii dekhataa hai tum bhii sapane buno naa ) \-2
dil ye meraa tumase kuchh kah rahaa hai suno naa \-2

dil ne tumako chun liyaa hai tum bhii isako chuno naa
Kaab ko_ii dekhataa hai tum bhii sapane buno naa
dil ye meraa tumase kuchh kah rahaa hai suno naa \-2

( duur ho kar bhii duur tum nahii.n ho
paas ho lekin paas kyo.n nahii.n ho ) \-2
tanahaa\-tanahaa samaa mahakii\-mahakii havaa
kah rahaa hai jahaa.N jo suno naa
dil ne tumako chun liyaa hai tum bhii isako chuno naa
Kaab ko_ii dekhataa hai tum bhii sapane buno naa
dil ye meraa tumase kuchh kah rahaa hai suno naa \-2

( dekh lo mausam kitanaa suhaanaa hai
pyaar karane kaa ye ko_ii bahaanaa hai ) \-2
muskuraatii fizaa gunagunaatii havaa
kah rahaa hai jahaa.N jo suno naa
dil ne tumako chun liyaa hai tum bhii isako chuno naa
Kaab ko_ii dekhataa hai tum bhii sapane buno naa
dil ye meraa tumase kuchh kah rahaa hai suno naa \-2
suno naa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab kabhii chaa.Nd naa ho ... agar tum saath ho}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{KK, Mahalaxmi Iyer}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11749 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

ke \:	jab kabhii chaa.Nd naa ho andherii raat ho
	Dar naa ho hogaa mujhako agar tum saath ho
	jab kabhii baadal chhaa_e yaa ghanii barasaat ho	
	hogii Kushii har ik buu.nd me.n agar tum saath ho
	is jahaa.N me.n ko_ii meraa ho bhii yaa naa ho
	har ik lamhaa bhar jaa_egaa roshanii se bas agar tum saath ho
	jab kabhii
ma \:	jab kabhii
ke \:	aa.Nsuu aa_e
ma \:	aa.Nsuu aa_e
ke \:	yaa burii
ma \:	yaa burii
ke \:	sauGaat ho
ma \:	sauGaat ho
ke \:	muskaraa luu.Ngaa mai.n to phir bhii
do \:	agar tum saath ho

ke \:	tum yahaa.N ho to kyaa ra.nj duniyaa hai udhar
	saare aramaa.N Kaab saare ban ga_e hai.n ab tumhaarii ik nazar
	jab kabhii
ma \:	jab kabhii
ke \:	dil ghabaraa_e
ma \:	dil ghabaraa_e
ke \:	saamane
ma \:	saamane
ke \:	maat ho
	jiit ke mai.n dikhalaa_uu.Ngaa
do \:	agar tum saath ho

	jab kabhii
ma \:	jab kabhii
ke \:	ha.Ns de aalam
ma \:	ha.Ns de aalam
ke \:	Kushiyo.n kii
ma \:	Kushiyo.n kii
ke \:	baaraat ho
do \:	zindagii hogii jannat agar tum saath ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jha.nkaar ... taraa taraa ... tho.Dii mastii tho.Dii yaarii}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Sudesh Bhosle}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11743 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

jha.nkaar
taraa taraa taraa taraa taraa raa
hoy ho he ho huu ho ho he he
he yaa tho.Dii mastii he tho.Dii yaarii hu haa
tho.Dii mastii haa tho.Dii yaarii tho.Daa pyaar jha.nkaar
he tho.Dii mastii he tho.Dii yaarii hu tho.Daa pyaar jha.nkaar
isake binaa ho ho jiinaa kyaa bilakul bekaar
taraa raa raa raa raa raa raa raa
jha.nkaar
kahe ko_ii kahe jo kahe rahe ko_ii jahaa.N bhii rahe
karanaa to hogaa ikaraar
samajh sake ko_ii to samajhe varanaa aa ke siikhe hamase
har pal ko karanaa mazedaar
jha.nkaar
taraa taraa taraa taraa taraa
jha.nkaar
ho ho
jha.nkaar
taraa taraa taraa taraa taraa
jha.nkaar

ho ho ho
ha aa

haa aa haa aa haa aa haa
tho.Dii mastii haa aa haa aa haa aa haa
tho.Dii yaarii haa aa haa aa haa aa haa
tho.Dii mastii tho.Dii yaarii tho.Daa pyaar jha.nkaar
laa laa laa laa laa 
isake binaa he he jiinaa kyaa bilakul bekaar
laa laa laa laa laa 
jha.nkaar
Tii raa raa raa raa he
kahe ko_ii kahe jo kahe he rahe ko_ii jahaa.N bhii rahe he
karanaa to hogaa ikaraar he
samajh sake ko_ii to samajhe he varanaa aa ke siikhe hamase he
har pal ko karanaa mazedaar
jha.nkaar
ai ai ai ai
jha.nkaar
he he
jha.nkaar
Tii raa raa raa raa
jha.nkaar
he
jha.nkaar
taraa raa raa raa raa
jha.nkaar
barabaa barabaaa baa baa baa
jha.nkaar
taraa taraa taraa taraa taraa
jha.nkaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jo gayaa vo gayaa jo aa_egaa dekhaa jaa_egaa}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{KK, Vishal Dadlani}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11746 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

o o o o o
ho o o o o o o o
##sing with me##

ho o o o o o o o

jo gayaa vo gayaa vo gayaa vo gayaa \-2
jo gayaa vo gayaa jo aa_egaa dekhaa jaa_egaa
he jo hu_aa ho gayaa honaa hai jo vo ho jaa_egaa

naa tuu kisii ma.nzil me.n naa aane vaale kal me.n
saare jahaa.N kii saarii Kushii hai yahaa.N abhii isii pal me.n
jo gayaa vo gayaa jo aa_egaa dekhaa jaa_egaa

o o o o o o o \-8

kal to hai havaa jo naa ruke naa haath aa_e
isako dekhaa hai naa kisane jaane kyaa vo saath laa_e
aaj ham hai.n aaj tum ho phir ho.n naa ho kal me.n
saare jahaa.N kii saarii Kushii hai yahaa.N abhii isii pal me.n
jo gayaa vo gayaa jo aa_egaa dekhaa jaa_egaa
he jo hu_aa ho gayaa honaa hai jo vo ho jaa_egaa

o o o o o o o \-15

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruk\-ruk rukanaa naa ... chalanaa hai chalate jaanaa hai}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Amit Kumar, Vishal Dadlani}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11751 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

( ruk\-ruk rukanaa naa jhuk\-jhuk jhukanaa hai
chalanaa hai chalate jaanaa hai
jiite to jiite haare to haare
har dil ko apanaa banaanaa hai ) \-2

miTTii me.n mil jaa_egaa jo hamase Takaraa_egaa
aise jo tuu gaa_egaa to kaun Takaraa_egaa
Dar ke bhaag jaa_egaa
jiite to jiite haare to haare \-2
har dil ko apanaa banaanaa hai
he he he
ruk\-ruk rukanaa naa jhuk\-jhuk jhukanaa hai
chalanaa hai chalate jaanaa hai
jiite to jiite haare to haare
har dil ko apanaa banaanaa hai

are miTTii me.n mil jaa_egaa jo hamase Takaraa_egaa
ham jisake ho.n saamane jiit nahii.n paa_egaa
Kaaq ban jaa_egaa
are jiite to jiite haare to haare
hai saath apane ##boss## hamaare
##boss## hai to kyaa ghabaraanaa hai
he he he
ruk\-ruk rukanaa naa jhuk\-jhuk jhukanaa hai
chalanaa hai chalate jaanaa hai
har dil ko apanaa banaanaa hai

ruk\-ruk rukanaa naa jhuk\-jhuk jhukanaa hai
chalanaa hai chalate jaanaa hai
jiite to jiite haare to haare
har dil ko apanaa banaanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa muskuraanaa ... kaisaa ye nashaa hai}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Shaan}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11752 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 

\printtitle
#indian

teraa muskuraanaa phir ha.Ns ke paas aanaa
mujhe apanaa naam bataanaa phir pal me.n gum ho jaanaa
ehasaas hai ab bhii us pahalii baar kaa
kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa

dil se dil mile the jaise do phuul khile the
tab maine kuchh kahaa thaa tumhaare ho.nTh sile the
mujhe yaad hai vo lamhaa intazaar kaa
kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa

chaa.Nd cheharaa hai teraa raat zulfe.n hai.n terii
ye havaa terii Kushbuu hai
ye samandar kii lahare.n tere ha.Nsane kii dhun hai
duniyaa me.n bas tuu hai
tuu paas hai to saa.Ns hai Kazaanaa hai dil ke qaraar kaa
kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa \-2

raat gaharii hai lekin terii aa.Nkho.n ke aage
bas shaam sii ye lagatii hai
din suhaanaa agar hai to teraa naam le ke
tere pyaar se fizaa mahakatii hai
aage hashar kyaa hogaa agar asar hai ye ek diidaar kaa
kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa

teraa muskuraanaa phir ha.Ns ke paas aanaa
mujhe apanaa naam bataanaa phir pal me.n gum ho jaanaa
kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa \-2
tere pyaar kaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu hai aasmaa.N me.n ... tuu aashiqii hai}%
\film{Jhankar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Sanjay Suri, Juhi Chawla, Rahul Bose}%
\singer{KK, chorus}%
\music{Vishal, Shekar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: Hema
% Transliterator: Hema
% Date: 17 Nov 2003
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

( tuu hai aasamaa.N me.n terii ye zamii.n hai
tuu jo hai to sab kuchh hai naa ko_ii kamii hai ) \-2
tuu hii dil hai tuu hii jaa.N bhii hai
tuu Kushii hai aasaraa bhii hai
terii chaahat zindagii hai
tuu mohabbat ( tuu aashiqii hai ) \-2

tuu hii dil hai tuu hii jaa.N bhii hai
tuu Kushii hai aasaraa bhii hai
terii chaahat zindagii hai
tuu mohabbat ( tuu aashiqii hai ) \-4

pyaar me.n hii Dhuu.NDhataa huu.N pyaar se hii puuchhataa huu.N tujhe
pyaar me.n hii Dhuu.NDhate hai.n pyaar se hii puuchhate hai.n tujhe
teraa cheharaa roshanii hai
tuu mohabbat ( tuu aashiqii hai ) \-2

tuu hai aasamaa.N me.n terii ye zamii.n hai
tuu jo hai to sab kuchh hai naa ko_ii kamii hai
tuu hii dil hai tuu hii jaa.N bhii hai
tuu Kushii hai aasaraa bhii hai
terii chaahat zindagii hai
tuu mohabbat ( tuu aashiqii hai ) \-2

ho o o o ho o o \-4

har safar me.n har nazar me.n har sahar me.n dekhataa huu.N tujhe
har safar me.n har nazar me.n har sahar me.n dekhate hai.n tujhe
pyaar hai jo tuu vahii hai
tuu mohabbat ( tuu aashiqii hai ) \-2

tuu hai aasamaa.N me.n terii ye zamii.n hai
tuu jo hai to sab kuchh hai naa ko_ii kamii hai
tuu hii dil hai tuu hii jaa.N bhii hai
tuu Kushii hai aasaraa bhii hai
terii chaahat zindagii hai
tuu mohabbat ( tuu aashiqii hai ) \-10

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu jo hai to sab kuchh hai ... hame.n tumase pyaar kitanaa}%
\film{Jhankaar Beats}%
\year{2003}%
\starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}%
\singer{Amit Kumar, KK}%
\music{Vishal-Shekhar}%
\lyrics{Vishal Dadlani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11750 [V S Rawat]
% Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: 
% The song is remix version of Qudrat song.

\printtitle
#indian

tuu jo hai to sab kuchh hai naa ko_ii kamii hai
hame.n tumase pyaar kitanaa ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa aa aa aa

hame.n tumase pyaar kitanaa ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa

hame.n tumase pyaar kitanaa 
tuu hii jaa.N
ye ham nahii.n jaanate
tuu hii jaa.N
magar jii nahii.n sakate
tuu Kushii hai
tumhaare binaa haa.N haa.N haa.N
tuu hii dil hai
tuu hii jaa.N bhii hai
tuu Kushii hai
aasaraa bhii hai
terii chaahat zindagii hai
tuu mohabbat
tuu aashiqii hai

tumhe.n ko_ii aur dekhe to jalataa hai dil
ba.Dii mushqilo.n se phir sambhalataa hai dil
kyaa\-kyaa jatan karate hai.n tumhe.n kyaa pataa
ye dil beqaraar kitanaa ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tumase pyaar kitanaa 

sunaa Gam judaa_ii kaa uThaate hai.n log
jaane zindagii kaise bitaate hai.n log
din bhii yahaa.N to lage baras ke samaan
hame.n intazaar kitanaa ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa
hame.n tumase pyaar kitanaa ye ham nahii.n jaanate
magar jii nahii.n sakate tumhaare binaa aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
