% ISB File: JhoomUthaaAakaash_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ho nadiyaa kinaare nain hamaare tohe nihaare.n}%
\film{Jhoom Uthaa Aakaash}%
\year{1973}%
\starring{Sujit Kumar, Laxmichhaya, Anita, Rajdeep, Bharat Bhushan, Mohan Choti}%
\singer{Mukesh, Hemlata}%
\music{Kranti Kiran}%
\lyrics{Siraaz Aagaazi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10279 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	ho nadiyaa kinaare nain hamaare tohe nihaare.n
he \:	haay re da_iyaa u_ii morii ma_iyaa paa.Nv me.n chubh gayaa kaa.NTaa
	kaise chaluu.N man me.n jaluu.N mai.n ko_ii mujhe le jaataa
mu \:	ho nadiyaa kinaare \threedots

he \:	haay re haay kaisaa julam hai
	nadiyaa ke paar moraa balam hai
	baar\-baar bole ye morii paayaliyaa o mere sajanaa aa aajaa
mu \:	ho Das rahe hai.n hamako sab nazaare \-2
	ho nadiyaa kinaare \threedots

	aajaa pukaaruu.N mai.n tohe sajanii
	man ko jalaa_e birahaa kii aganii
	aaj tujhe hai priit nibhaanii
	biit na jaa_e rut yah suhaanii
	ho aa ta.Dap rahe hai.n bin tihaare \-2
	ho nadiyaa kinaare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
