% ISB File: JhoothaaKahinKa_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jhuuThaa kahii.n kaa mujhe aisaa milaa}%
\film{Jhoothaa Kahin Ka}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Vinay P Jain
% Transliterator: Vinay P Jain
% Date: Nov 20, 2002
% Comments: Tere Hamsafar Geet Hain Tere 10
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

jhuuThaa kahii.n kaa mujhe aisaa milaa
jise hai merii wafaao.n se gilaa
ruuThe tuu jabhii tabhii terii qasam jaan jaa_e
ko_ii samajhaa_e ise ab to zaraa maan jaa_e

dekhe agar tuu pyaar se mujhako
ha.Ns ke mai.n de duu.Ngii piyaa jaan bhii tujhako
ho~ hoTho.n pe gha.Dii gha.Dii teraa hii bas naam aa_e
ko_ii samajhaa_e ise ab to zaraa maan jaa_e..

roz lage.n naa priit ke mele
aaj to bedardii mujhe baaho.n me.n le le
ho~ dekho nirmohii binaa baat ke hii ruuTh jaa_e
ko_ii samajhaa_e ise ab to zaraa maan jaa_e..

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiivan ke har mo.D pe mil jaae.nge hamasafar}%
\film{Jhoothaa Kahin Ka}%
\year{1979}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Sam Malhotra (Sam@bollyvista.com)
% Transliterator: Sam Malhotra (Sam@bollyvista.com)
% Date:  10th Feb, 2003

\printtitle
#indian

ki: jiivan ke har mo.D pe mil jaae.nge hamasafar
   jo duur tak saath de Dhuu.nDhe usii ko nazar \-2
   tu vo hii hai jisako Dhuu.nDhe kab se merii do nigaahe.n
   chalate chalate mil jaae.ngii tere mere dil kii raahe.n
   itane baDe is jahaa.n me.n basaae.nge ham apanaa chhoTaa saa ghar
   jiivan ke har mo.D pe\threedots

A: laa laa laa laa laa laa laa \-4
  jiivan ke har mo.D pe\threedots

A: tan ke piichhe koii bhaage koii tan kaa hai shikaarii
   ho man se man kaa jo.Danaa to vo hii sachchaa hai pujaarii
koras: (para pa para pa para pa
    para pa pa pa pa pa pa pa)\-3
A: saare shikaarii yahaa.n par bhii hai.n
   in par yakii.n ab na kar
   jiivan ke har mo.D pe\threedots

ki: vo laakho.n me.n ek hai yaaro, jis ko dil se mai.nne chaahaa
A: ho mai.nne thaamaa teraa daaman mai.nne teraa pyaar saraahaa
koras: (para pa para pa para pa
    para pa pa pa pa pa pa pa)\-3
A:  ho ab eka hii raaste pe chale.nge ham
ki: hai ik hamaarii Dagar
    jiivan ke har mo.D pe 
A:  para pa para pa para pa
ki: mil jaae.nge hamasafar
A:  para pa para pa para pa
ki: jo duur tak saath de 
A:  A.a.a.
ki: Dhuu.nDhe usii ko nazar
A:  A.a.a.a
    jiivan ke har mo.D pe mil jaae.nge hamasafar
   jo duur tak saath de Dhuu.nDhe usii ko nazar

(koras: la la la la la la la
A: para pa para pa para pa) \-2
koras: (la la la la la la la) \-2
A: A.a.a.a.a.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
