% ISB File: Jhumroo_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baabuu aanaa sunate jaanaa}%
\film{Jhumroo}%
\year{1961}%
\starring{Kishore Kumar,Madhubala}%
\singer{Kishore, Asha, chorus}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Ramesh S
% Date:19 December 2001

\printtitle
#indian

Asha       :Aaa aa aah aah aaaaa yahhh.
MChorus    :oh ho ho oh ho ho yah yah
Asha       :Aa aaa a aaa a aaaaaa yaah 
FChorus    :Aaa aa a  aaa aaa a yah
MChorus    :Ohhhhhhhhh yah

A: baabuu aanaa, sunate jaanaa
K: maha.ngaa saudaa hai is kaa
   luT naa jaanaa
A: ye sab hai jaal is kaa
   maaluum hai haal is kaa
K: chorii kaa hai maal is kaa
   dhokhaa na khaanaa

MC :timolti molobol \-3

K: baabuu aanaa, sunate jaanaa
A: dhat.h dhat.h
   maha.ngaa saudaa hai is kaa
   luT naa jaanaa
K: ye sab hai jaal is kaa
   maaluum hai haal is kaa
A: chorii kaa hai maal is kaa
   dhokhaa na khaanaa

FC :nintineen tinana \-3

FC :aa aa ee ee 
    ee ee uu u uu

A: kajaraa lagaa ke gorii ban ke dulhan sii Dolanaa \-2
K: chashmaa lagaa ke babu_aa tum kuka.Duu kuu bolanaa 
   chashmaa lagaa ke babu_aa tum kuka.Duu kuu bolanaa
A: le lo ye kha.njar baabuu dekho ravaanii \-2
K: le lo ye ##hunter##, bhaage dushman kii naanii \-2
A: are jaa jaa
K: tu jaa jaa  
   are jaa jaa mu.Nh dho ke aa
A: are jaa jaa
K: tuu jaa jaa
   are jaa jaa mu.Nh dho ke aa
K: he! baabuu aanaa, sunate jaanaa
A: maha.ngaa saudaa hai is kaa
   luT naa jaanaa
K: ye sab hai jaal is kaa
   maaluum hai haal is kaa
A: chorii kaa hai maal is kaa
   dhokhaa na khaanaa

FC :nintineen tinana \-3

K : le lo ja.ngal kii buuTii khaa ke patthar bhii to.Danaa \-2
A : ye hai ##german## kaa masaalaa TuuTe baratan bhii jo.Dana \-2
FC: oh ho ho aa hhhhh ahhh 
K : la.Dakii pahaa.Di hai, kaaTegii laalaa
A : la.Dake ke bheje me.n hai ga.Daba.D ghoTalaa
K: are jaa jaa 
A: tuu jaa jaa
   are jaa jaa jaa ke ghaas khaa
A: baabuu aanaa, sunate jaanaa
K: maha.ngaa saudaa hai is kaa
   luT naa jaanaa
A: ye sab hai jaal is kaa
   maaluum hai haal is kaa
K: chorii kaa hai maal is kaa
   dhokhaa na khaanaa

MC :timolti molobol \-3

A: chhore mat la.Danaa mujh se varanaa mai.n duu.Ngii gaaliyaa.N \-2
K: sunate ho sunane vaalo.n maaro ek baar taaliyaa.N \-2
A :ruk jaa nikaalatii mai.n teraa diivaalaa
K :ja re tuu piis jaa ke garam masaalaa
A: are jaa jaa
K: tuu jaa jaa  
   tuu jaa jaa ghar jaa ke aaluu bhaat khaa
K: baabuu aanaa, sunate jaanaa
A: maha.ngaa saudaa hai is kaa
   luT naa jaanaa
K: ye sab hai jaal is kaa
   maaluum hai haal is kaa
A: chorii kaa hai maal is kaa
   dhokhaa na khaanaa

FC :nintineen tinana \-3
MC :timolti molobol  \-2
FC :nintineen tinana \-2

MC :timolti molobol 
FC :nintineen tinana

MC :moltii..
FC :nintii..

MC :ha
FC :haa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ge ge ge gele zaraa TimbakaTuu}%
\film{Jhumroo}%
\year{1961}%
\starring{Kishore, Madhubala}%
\singer{Kishore}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Kishore}%

% Contributor: Sanjeev Ramabhadran <sanjeevr@phoenix.princeton.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/26/1996

\printtitle
#indian

he, gorii zaraa batiyaa.N suno jii morii
(koras: dhin tak tak tak)

koii terii galii aayaa chorii chorii chorii
(koras: dhin tak tak tak)

kakharii makharii, aakharii makharii
kakharii makharii, aakharii makharii
he he he he
(koras: dhin tak tak taak)

ge ge ge gele zaraa TimbakaTuu, kaaThama.nDuu kaaThama.nDuu balle huu
mai.n mai.n mai.n mai.n hU.N lohA chumbak tuu
kaise bhalA bach bachake rahU.N?

o, ho, ho
bha.Nvare ko kyaa roke.ngii diivaare.n
kaa.NTe chamakaae.n cham cham talvaare.n
pavan jab chalii, o gorii gorii kalii
mai.n aayaa terii galii, koii kyaa karegaa, gaa gaa?

ge ge gelezaraa \threedots

o, ho, ho
milane aayaa tujhase yah parvaanaa
ai merii shamaa, tuune nahii.n pahachaanaa
mai.n vahii huu.N diivaanaa, palak ha giraanaa
tuu zaraa saa uThaanaa, aa.Nkho.n kaa pardaa, daa, daa

ge ge gelezaraa \threedots

o, ho, ho
tujhako mere sa.ng\-sa.ng chalanaa hai
cha.Ndaa ko baadal se milanaa hai
roke jo koii aake, tuu laT bikharaake
nazar ko bachaake, a.ndheraa kiye jaa, jaa, jaa

ge ge gelezaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii hamadam naa rahaa}%
\film{Jhumroo}%
\year{1961}%
\starring{Kishore Kumar, Madhubala, Chanchal, Anoop Kumar, Lalita Pawar}%
\singer{Kishor}%
\music{Kishor Kumar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10277 [V S Rawat]
% Comments: First film of Kishor Kumar as Music Director

\printtitle
#indian

ko_ii hamadam naa rahaa ko_ii sahaaraa na rahaa
ham kisii ke na rahe ko_ii hamaaraa na rahaa
ko_ii hamadam naa rahaa \threedots

shaam tanhaa_ii kii hai aa_egii ma.nzil kaise \-2
jo mujhe raah dikhaa_e vahii taaraa na rahaa
ko_ii hamadam naa rahaa \threedots

ai nazaaro.n naa ha.Nso mil naa sakuu.Ngaa tumase \-2
tum mere ho naa sake mai.n tumhaaraa naa rahaa
ko_ii hamadam naa rahaa \threedots

kyaa bataa_uu.N mai.n kahaa.N yuu.N hii chalaa jaataa huu.N \-2
jo mujhe phir se bulaa_e vo ishaaraa naa rahaa
ko_ii hamadam naa rahaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n huu.N jhum jhum jhum jhum jhumaruu}%
\film{Jhumroo}%
\year{1961}%
\starring{Kishore, Madhubala}%
\singer{Kishore}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Rajan Parrikar (parrikar@mimicad.colorado.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

oDii DuruDuru DoruDoru DeI
uD.hDu DuD.hDu DeI Dii

mai.n huu.N jhum jhum jhum jhum jhumaruu  
fakka.D ghum ghum banake ghumaruu
mai.n ye pyaar kaa giit sunaataa chalaa
o ma.nzil pe merii nazar,  mai.n duniyaa se bekhabar
biitii baato.n pe dhuul u.Daataa chalaa
mai.n huu.N jhum jhum jhum jhum \threedots

heI DiriDiri DiriDiri pakkur\threedots
yuDaDeI bagaayo.n kaa baagaa
heii DiriDiri DiriDiri pakkur\threedots
minimini minimini aav
yuDaDeI bagaayo.n kaa baagaa
eii DuruDuru DoruDoru DuruDuru oDu Deyii
## [that's the main part of the song.
How can I leave it? :-)] ##

mai.n huu.N jhum jhum jhum jhum jhumaruu
fakka.D ghum ghum banake ghumaruu
saath me.n hamasafar na koI kaaravaa.n
o bholaa bhaalaa siidhaa saadaa,
lekin dil kaa huu.N shahazaadaa
hai ye merii zamii.n ye meraa aasamaa.n
## [yodelling again] ##

mai.n huu.N jhum jhum jhum jhum jhumaruu
fakka.D ghum ghum banake ghumaruu
mere dil me.n hai pyaar har kisii ke liye
o mujhako pyaaraa har inasaan,  dilavaalo.n pe huu.N qurabaan
zindagii hai merii zindagii ke liye

yeDili yuDili o ho yuDili yeDili o
aDili yuDili o ho yuDili yuDili o
## [some stuff like that] ##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{matavaale ham matavaale tum chalate rahe.n}%
\film{Jhumroo}%
\year{1961}%
\starring{Kishore Kumar, Madhubala, Chanchal, Anoop Kumar, Lalita Pawar}%
\singer{Kishor}%
\music{Kishor Kumar}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10278 [V S Rawat]
% Comments: First film of Kishor Kumar as Music Director

\printtitle
#indian

matavaale ham matavaale tum chalate rahe.n yuu.N hii qadam
dilavaale ham dilavaale tum ba.Dhate rahe.n yuu.N hii qadam
matavaale ham \threedots

auro.n ke kaam aa jaa hil\-mil ke jhelataa jaa mushkil jo raaho.n me.n hai
matavaalaa jaam hai mastii se kaam hai mastii niGaaho.n me.n hai
dil jab Dole machal\-machal ke phir kyaa chalanaa sa.mbhal\-sa.mbhal ke
dil hai javaa.N kaahe kaa Gam
matavaale ham \threedots

saare ra.ngii.n nazaare apane dam se hai.n pyaare hamako nazaaro.n se kyaa
har dil ke pyaar ham sabakii bahaar ham ham ko bahaaro.n se kyaa
sabase nainaa milaa\-milaa ke dil kii kaliyaa.N khilaa\-khilaa ke
chalate chale.n laharaa ke ham
matavaale ham \threedots

kaisaa jiinaa akele Gairo.n kaa dard le le.n apanaa to kaam yahii
apanaa to ##sin## yahii apanaa to din yahii apanii to shaam yahii
girate jan ko uThaa\-uThaa ke har rote ko ha.Nsaa\-ha.Nsaa ke
gaa_e jaa tuu jab\-tak hai dam
matavaale ham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ThaNDii havaa ye chaa.Ndanii suhaanii}%
\film{Jhumroo}%
\year{1961}%
\starring{Kishore, Madhubala}%
\singer{Kishore}%
\music{Kishore}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Hemlata Khemani

\printtitle
#indian

% Beat:   Waltz
% Tempo:  180
% Scale:  C

ThaNDii havaa ye chaa.Ndanii suhaanii 
ai mere dil sunaa koI kahAnI 
lambI sI ek Dagar hai zi.ndagaanii 
ai mere dil sunaa koI kahAnI 

saare hasii.n nazaare, sapano.n me.n kho gaye 
sar rakh ke aasamaa.N pe, parvat bhI so gaye 
mere dil, tU sunaa, koI aisI daastaa.n 
jisako, sunakar, mile chain mujhe merI jaa.N
ma.nzil hai anjaanii \threedots

aise mai.n chal rahaa huu.N pe.Do.n kii chhaa.Nv me.n
jaise koii sitaaraa baadal ke gaa.Nv me.n
mere dil, tU sunaa, koI aisI daastaa.n 
jisako sunakar, mile chain mujhe merI jaa.N
ma.nzil hai anjaanii \threedots

tho.Dii sI raat biitii, tho.Dii sI raah gaI
khaamosh rut nA jaane, kyA baat kah gaI 
mere dil, tU sunaa, koI aisI daastaa.n 
jisako sunakar, mile chain mujhe merI jaa.N
ma.nzil hai anjaanii

ThaNDii havaa ye chaa.Ndanii suhaanii 
ai mere dil sunaa koI kahAnI 
lambI sI ek Dagar hai zi.ndagaanii 
ai mere dil sunaa koI kahAnI 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
