% ISB File: JodiNo1_1999.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil dhak dhak karataa hai ... laal chundariyaa vaalii}%
\film{Jodi No.1}%
\year{1999}%
\starring{}%
\singer{Sonu Nigam}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Dev Kohli, Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil dhak dhak karataa hai tujhape hii marataa hai re
sun kyaa kyaa kahataa hai re
o mere soNaa haay ruup salonaa teraa kyaa kahanaa re
laal chundariyaa vaalii par dil aayaa re
dil dhak dhak \threedots

o jab chaa.Nd saa ra.ng chhat pe aa_e
terii yaad mujhe ta.Dapaa jaa_e
yaad me.n rahanaa gum taare ginate rahanaa tum
khyaalo.n ke laDDuu khaate rahanaa tum
maine laDDuu ba.nTavaanaa ##band## bajavaanaa
tainuu.n pyaar sikhaanaa re
laal chundariyaa vaalii \threedots

karale karale pyaar karale o salonii pyaar karale re
laa laa

kyaa chiiz hai tuu kyaa lagatii hai
kyaa adaa hai ye kyaa mastii hai
mastiyaa.n luTaa_uu.ngii adaa_e.n dikhaa_uu.ngii
par mai.n terii baato.n me.n na aa_uu.ngii
tainuu.n apanaa banaanaa tainuu.n Dolii me.n biThaanaa
tainuu.n a.nganaa me.n laanaa re
laal chundariyaa vaalii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n mast ku.Dii tuu bhii mast mast mu.nDaa hai}%
\film{Jodi No.1}%
\year{1999}%
\starring{}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Dev Kohli, Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mast mast mast
mai.n mast ku.Dii tuu bhii mast mast mu.nDaa hai
mai.n bhii hasiin tuu bhii jabaradast mu.nDaa hai
mai.n mast ku.Dii \threedots

tujhase nazar la.Dii khushbuu sii u.Dii
tuune chhu_aa to ruup kii mastii chhalak pa.Dii
ai merii phulajha.Dii ruk jaa tuu ik gha.Dii
ye dil phisal gayaa meraa chikanii hai tuu ba.Dii
baate.n banaa rahaa hai ba.Daa chikanaa chust mu.nDaa hai
mai.n bhii hasiin \threedots

ye husn kaa dariyaa chhalakaa hu_aa nashaa
mai.n tujhape fida ho gayaa ho.nTho.n se tuu pilaa
kyaa khuub jamegii dono.n kii ye jo.Dii
chaahat ke faisale me.n abhii der hai tho.Dii
dil chhiin liyaa tuune ba.Daa sakht mu.nDaa hai
mai.n bhii hasiin \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii bi.ndiyaa u.Daa ke ... so gayaa saaraa ##India##}%
\film{Jodi No.1}%
\year{1999}%
\starring{}%
\singer{Abhijit, Sunidhi Chauhan}%
\music{Anand Raj Anand}%
\lyrics{Dev Kohli, Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

terii bi.ndiyaa u.Daa ke le ga_ii merii ni.ndiyaa
mai.n jaag rahaa huu.N so gayaa saaraa ##India##

merii bi.ndiyaa u.Daa ke le ga_ii terii ni.ndiyaa
tuu jaag rahaa hai so gayaa saaraa ##India##
terii bi.ndiyaa u.Daa ke \threedots

merii jaan kisii kii jaan ko jaate dekhaa hai
mai.n jaan luTaa duu.ngaa tujhape ye sochaa hai
tuu ek luTeraa hai dil tuune luuTaa hai
mai.n kyaa jaanuu.n tuu sachchaa hai ki jhuuThaa hai
tuune kar liyaa kaabuu jaaduu mujhape kiyaa
mai.n jaag rahaa huu.N \threedots

maine jab se diyaa hai jaan\-e\-man ye dil tujhako
mujhe terii kasam hai chain nahii.n ik pal mujhako
haalat merii bhii kuchh kuchh tere jaisii hai
bechain ba.Daa karatii hai muhabbat kaisii hai
ab kyaa Daranaa jab pyaar kiyaa to kiyaa
mai.n jaag rahaa huu.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
