% ISB File: JoharMehmoodInHongkong_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{he ma_ii jab\-jab piir pa.Dii ... o ambe mayyaa}%
\film{Johar Mehmood In Hongkong}%
\year{1971}%
\starring{Mehmood, I S Jauhar, Soniya Sahni, Aruna Irani, Pran}%
\singer{Mukesh, Rafi}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11155 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	he ma_ii jab\-jab piir pa.Dii bhagatan par tuune sunii pukaar
mu \:	he ma_ii jisakii raxaa tuu kare use kyaa maare sa.nsaar
do \:	use kyaa maare sa.nsaar

ra \:	he aayo\-aayo navaraatri tyauhaar o ambe maiyaa
ko \:	terii jay\-jayakaar ho ambe maiyaa terii jay\-jayakaar
mu \:	he ( kar de kar de bhakto.n kaa be.Daa paar ) \-2 o ambe maiyaa
ko \:	terii jay\-jayakaar \threedots

ra \:	ham to baalak tere maataa aur tuu jiivan daataa hai
ko \:	aur tuu jiivan daataa hai
mu \:	ko_ii usako chhuu nahii.n paataa terii sharan jo aataa hai
ko \:	terii sharan jo aataa hai
ra \:	ho aa_ii si.nh pe savaar terii shakti apaar
	tujhe ambe jagadambe jag saaraa jaane re
ko \:	ho jag saaraa jaane re
mu \:	aaj apanaa aaj apanaa dikhaa de chamatkaar
ko \:	ho aaj apanaa aaj apanaa dikhaa de chamatkaar ho ambe maiyaa
ra \:	kar de kar de \threedots

ra \:	vipadaa me.n hai desh hamaaraa tuu hii bachaane vaalii hai
ko \:	tuu hii bachaane vaalii hai
mu \:	aa.Nchal me.n ye diip chhupaa le aa.Ndhii aane vaalii hai
ko \:	aa.Ndhii aane vaalii hai
ra \:	ho bairii piichhe pa.De hame.n ghere kha.De
	tujhe ambe jagadambe jag saaraa jaane re
ko \:	ho jag saaraa jaane re
mu \:	deshadrohii kii kar de ba.nTaadhaar ambe maiyaa
ko \:	ho ambe maiyaa
ra \:	kar de kar de \threedots

ra \:	chaaro.n khaane chitt hai dushman usane hamako maan liyaa
ko \:	usane hamako maan liyaa
mu \:	naacho gaa_o mauj manaa_o maiyaa ne kalyaaN kiyaa
ko \:	maiyaa ne kalyaaN kiyaa
ra \:	he aisii devii ne aaj rakhii bhakto.n kii laaj
	tujhe ambe jagadambe jag saaraa jaane re
ko \:	ho jag saaraa jaane re
mu \:	nahii.n bhuule.nge teraa upakaar
ko \:	ho nahii.n bhuule.nge teraa upakaar ho ambe maiyaa
	aayo\-aayo navaraatri \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jalatii hai duniyaa ... pyaar kii gaa.Dii chalatii rahe}%
\film{Johar Mehmood In Hongkong}%
\year{1971}%
\starring{Mehmood, I S Jauhar, Soniya Sahni, Aruna Irani, Pran}%
\singer{Mukesh, Usha Khanna}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11154 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

mu \:	jalatii hai duniyaa jalatii rahe sau\-sau ra.ng badalatii rahe
do \:		pyaar kii gaa.Dii chalatii rahe apanii pyaar kii gaa.Dii chalatii rahe
ko \:	pyaar kii gaa.Dii \threedots

mu \:	pyaar kii gaa.Dii ba.Dii niraalii jiatanii bharalo utanii khaalii
ko \:	jiatanii bharalo utanii khaalii
mu \:	jaat na puuchho paat na puuchho ho dilavaalaa yaa dilavaalii
ko \:	ho dilavaalaa yaa dilavaalii
mu \:	he laalaa ho ki laalii ho
uu \:	seTh ho yaa seThaanii ho
mu \:	ho raajaa ho yaa raanii ho Daranaa kisii se kyaa
ko \:	kyaa
mu \:	duniyaa kaa.NTe badalatii rahe
do \:	Kud hii jal\-jal maratii rahe
mu \:	pyaar kii gaa.Dii \threedots
ko \:	pyaar kii gaa.Dii \threedots

mu \:	dil kii TikaTe.n ruup kaa Dabbaa pyaar kaa i.njan vaah\-vaah rabbaa
ko \:	pyaar kaa i.njan vaah\-vaah rabbaa
mu \:	laal jhaNDii haath me.n le ke aa_e beshak ammii\-abbaa
ko \:	aa_e beshak ammii\-abbaa
mu \:	he maamaa ho ki maamii ho
uu \:	naanaa ho ki naanii ho
mu \:	daadaa ho ki daadii ho Daranaa kisii se kyaa
ko \:	kyaa
mu \:	haath ##family## malatii rahe
do \:	koyalaa ban ke jalatii rahe
	pyaar kii gaa.Dii \threedots
ko \:	pyaar kii gaa.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
