% ISB File: JohnnyWalker_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{mu.Nh se mat lagaa chiiz hai burii}%
\film{Johnny Walker}%
\year{1957}%
\starring{Johnny Walker, Shyama}%
\singer{Rafi, Manna Day}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10525 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ma \:	mu.Nh se mat lagaa chiiz hai burii
	dekh bach zaraa chiiz hai burii
	chho.D de ye maikashii
	hamanashii.n mere hamanashii.n

ra \:	baat mat ba.Dhaa chho.D dillagii
	hosh kar zaraa chho.D dillagii
	jhuuTh bolataa hai tuu ( maine pii nahii.n ) \-2
do \:	ta raa raa raa ruu

ma \:	degii yah dagaa phuu.Nk degii ghar
	mujhase naa sahii par Kudaa se Dar
	gunahagaar hai jo pii le aadamii
	mu.Nh se mat lagaa \threedots

ra \:	apanii raah le mujhase mat jhaga.D
	to.D duu.Ngaa dil mujhase mat aka.D
	are khaalii\-piilii chhe.D bhii hai yaad rakh burii
	baat mat ba.Dhaa \threedots

ma \:	dekh saamane havaladaar hai
	gar paka.D liyaa be.Daa paar hai
	jel me.n kaTegii phir to saarii zindagii
	mu.Nh se mat lagaa \threedots

ra \:	jaanataa huu.N mai.n paharedaar hai
	bachapane kaa ye apanaa yaar hai
	Darane vaalaa mai.n nahii.n aa_e ko_ii bhii
	baat mat ba.Dhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ThaNDii ThaNDii havaa puuchhe unakaa pataa}%
\film{Johnny Walker}%
\year{1957}%
\starring{Johnny Walker, Shyama}%
\singer{Geeta, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Mar 19, 2001

\printtitle
#indian

aa: laa laa laa laa raa raa raa
u.N huu.N huu.N aa haa haa haa

aa:  ThaNDii ThaNDii havaa puuchhe unakaa pataa
     laaj aa_e sakhii kaise duu.N mai.n bataa

gii: ham se Daratii ho kyo.n aahe.n bharatii kyo.n
     mu.Nh se kuchh to kaho us pe maratii ho kyo.n
     tum ho aisii adaa jis pe duniyaa fidaa
     hai vo kitanaa hasiin jis pe tum ho fidaa
aa:  ThaNDii ThaNDii havaa \threedots

aa:  dil se puuchhuu.N mere us me.n kyaa baat hai
     vo uma.ngo.n bharii chaa.Ndanii raat hai
     chaa.Nd jab jab uThaa usako dekhaa kiyaa
     har sitaare kaa dil phir to dha.Dakaa kiyaa
     ThaNDii ThaNDii havaa \threedots

gii: yuu.N na ta.Dapaa_o jii ab bataa do hame.n
     laa ke tasaviir hii tum dikhaa do hame.n
     dard ba.Dhane lagaa siinaa jalane lagaa
     dil hamaaraa bhii dekho machalane lagaa
aa:  ThaNDii ThaNDii havaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
