% ISB File: JoruKaBhaai_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jogii re tuu sach batalaa mujhe jogii}%
\film{Joru Ka Bhaai}%
\year{1955}%
\starring{Balraj Sahani, Sheila Ramani}%
\singer{Lata}%
\lyrics{Viswamitra Adil}%
\music{Jaidev}%

%Contributor:Srinivas Ganti
%Transliterator:Srinivas Ganti

\printtitle
#indian

(jogii re)\-2
tuu sach batalaa mujhe jogii
balam se baat kab hogii
(virah ke din kaTe.nge kab)\-2
milan kii raat kab hogii
tuu sach batalaa mujhe jogii

(hai yaad mujhe, mile the gale)\-2
Gamo.n se duur chaa.Nd tale
(jo shaam dhale jo diip jale)\-2
kabhii ye bhiigii palako.n me.n pyaar pale
tuu sach batalaa mujhe jogii
balam se baat kab hogii

(jiyaa roye ha.Nse taare)\-2
bane hai.n phuul a.ngaare
(kiyaa kisane judaa hamako)\-2
judaa_ii vaale tiir hame.n kaun maare
tuu sach batalaa mujhe jogii
balam se baat kab hogii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suramaii raat hai ... ab teraa i.ntezaar kaun kare}%
\film{Joru Ka Bhai}%
\year{1955}%
\starring{Balraj Sahni, Sheila Ramani}%
\singer{Lata / Talat}%
\music{Jaidev}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Vandana Venkatesan <vvenkate@pcocd2.intel.com>, Vijay Kumar
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 1/10/1997

\printtitle
#indian

suramaii raat hai sitaare hai.n
aaj dono.n jahaa.N hamaare hai.n

subah kaa i.ntezaar kaun kare \- 2

phir yah rut yah samaa mile na mile
aarzuu kaa chaman khile na khile
vaqt kaa aitabaar kaun kare
subah kaa i.ntezaar kaun kare

le bhii lo ham ko apanii baaho.n me.n
ruuh bechain hai nigaaho.n me.n
iltejaa baar baar kaun kare
subah kaa i.ntezaar kaun kare

% Talat version
na_ii raat Dhalatii jaatii hai
ruuh Gam se pighalatii jaatii hai

terii zulfo.n se pyaar kaun kare
ab teraa i.ntazaar kaun kare

tum ko apanaa banaa ke dekh liyaa
ek baar aazamaa ke dekh liyaa
baar baar aitabaar kaun kare
ab teraa i.ntazaar \threedots

ai dil\-e\-zaar soGavaar na ho
unakii chaahat me.n beqaraar na ho
haay, badanasiibo.n se pyaar kaun kare
ab teraa i.ntazaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
