% ISB File: JoruKaaGhulaam_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{gho.Dii cha.Dhake ... niiche phuulo.n kii dukaan}%
\film{Joru Kaa Ghulaam}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Twinkle Khanna}%
\singer{Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

gho.Dii cha.Dhake baa.ndh ke seharaa usake ghar mai.n jaa_uu.ngaa
sach kahataa huu.n raam kasam mai.n joruu use banaa_uu.ngaa
aahaa aa_e re aa_e re aa_e re

o niiche phuulo.n kii dukaan uupar gorii kaa makaan
aahaa aa_e re aa_e re aa_e re
o niiche phuulo.n kii \threedots

jab chaubaare se dekhe
o jab vo chaubaare se dekhe meraa dil ho be_iimaan
niiche phuulo.n kii \threedots

maTak maTak chale a_ise chhukariyaa are baap re baap
sarak sarak jaa_e tan se chunariyaa
sar sar
laale laale ho.nThavaa se barasaa_e muskaan
o niiche phuulo.n kii \threedots

kaalii kaalii matavaalii akhiyo.n se maare
are maar Daalaa re
miiThii miiThii bholii bhaalii batiyo.n se maare
haiaa hurr
solah saal kii javaanii le le le le merii jaan
niiche phuulo.n kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khulaa hai meraa pi.njaraa ... tuu hai shikaarii mujhe hai pataa}%
\film{Joru Kaa Ghulaam}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Twinkle Khanna}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

khulaa hai meraa pi.njaraa
haa.n khulaa hai meraa pi.njaraa aa merii mainaa
churaa naa aise akhiyaa.n la.Dane de nainaa
tuu hai shikaarii mujhe hai pataa
julmii tuu apanaa iraadaa bataa
haa.n khulaa hai meraa pi.njaraa \threedots

maine dekhaa tuune dekhaa mai.n mar ga_ii
are jaaduu ko_ii dil pe mere tuu kar ga_ii
tujhe palako.n me.n mai.n ba.nd karake rakhuu.n
mai.n tujhe apanii baaho.n me.n bharake rakhuu.n
na yuu.n jhuuThe muuThe bahaane banaa
mujhe yaar hai terii marzii pataa
khulaa hai meraa pi.njaraa \threedots

tuune mere dil ko chhiinaa tuu maan le
are mai.n huu.n tere dil kaa raajaa tuu jaan le
tere pahaluu me.n jiine me.n aa_e mazaa
terii aa.Nkho.n se piine me.n aa_e mazaa
mujhe piine vaalaa mahakataa rahe
muhabbat me.n hai merii aisaa nashaa
khulaa hai meraa pi.njaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere dil me.n hai joruu ... mai.n joruu kaa gulaam}%
\film{Joru Kaa Ghulaam}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Twinkle Khanna}%
\singer{Abhijit, Sunidhi Chauhan}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mere dil me.n hai joruu dil kii dha.Dakan me.n joruu
merii aa.Nkho.n me.n joruu merii saa.Nso.n me.n joruu
are aage joruu piichhe joruu daa_e.N joruu baa_e.N joruu
joruu joruu joruu joruu joruu
shaam savere ab mai.n joruu joruu kahuu.ngaa
mai.n joruu kaa gulaam banake rahuu.ngaa
mai.n to joruu kaa gulaam joruu joruu kaa gulaam banake rahuu.ngaa
shaam savere ab mai.n \threedots

mai.n joruu kaa gulaam are banake rahuu.ngaa
mai.n joruu kaa gulaam joruu joruu kaa gulaam banake rahuu.ngaa

hai kasam rab kii naa ishq duujaa karuu.n
mai.n to din raat joruu kii puujaa karuu.n
are joruu maiyaa kii jay ho jay ho
mai.n to joruu kaa gulaam \threedots

joruu bole to jaaguu.n joruu bole to so_uu.n
joruu bole to ha.Ns duu.n joruu bole to ro_uu.n
joruu ke li_e har sitam ab sahuu.ngaa
mai.n to joruu kaa gulaam \threedots

joruu shaadii se pahale lage apsaraa
dil lubhaa_e javaanii kii saarii adaa
kyuu.n sach ka.Davaa lagataa hai naa
haa.N
jahaa.n bachchaa ho jaa_e saarii ra.ngat kho jaa_e
adaa ko_ii biivii kii nahii.n shauhar ko bhaa_e
dilarubaa mai.n kabhii tujhako dhokhaa na duu.ngaa
mai.n to joruu kaa gulaam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii nazar chehare se ... dekh idhar patalii kamar}%
\film{Joru Kaa Ghulaam}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Twinkle Khanna}%
\singer{Rajesh Mishra, Jaspindar Narula}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

merii nazar chehare se ab tere haTe naa
tere binaa jaan merii raat kaTe naa

ai dekh idhar patalii kamar baalii umar
jaan\-e\-jigar maan bhii jaa kahanaa
mere dil ko naa ta.Dapaa ai aa ai

are samajho
o galiyo.n baazaaro.n me.n kahii.n pyaar ba.nTe naa
aise paTaane se kabhii la.Dakii paTe naa

are yaar sa.mbhal bachake nikal
chikane badan pe na phisal
karake aisii baat mere dil ko naa ta.Dapaa
ai naa ai are baabaa naa
joban pe Thahare na mu.Dii mu.Dii jaa_e
chunarii havaa_o.n me.n u.Dii u.Dii jaa_e
a.ngiyaa kaa paiba.nd khulaa khulaa jaa_e
ra.ng ko_ii is tan me.n ghulaa ghulaa jaa_e
o uf kyaa javaanii hai a.nguurii paanii hai
tujhame.n hai ko_ii nashaa
tho.Dii sii mastii hai tho.Daa saa jaaduu hai
mujhame.n hai tho.Dii hayaa
are dekh idhar patalii kamar \threedots

ab naa jiyaa pe chale meraa jor
tuu to lage mujhako ko_ii chitachor
aa baa.Ndh le dil se dil kii tuu Dor
raanii machaatii hai kyuu.n itanaa shor
jaane de jaane de naa chhe.D jaane de
raste me.n hai kyuu.n kha.Daa
qaatil nigaaho.n pe terii adaa_o.n pe
mai.n to hu_aa re fidaa
are yaar sa.mbhal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumhaare binaa ab bahalataa nahii.n dil}%
\film{Joru Kaa Ghulaam}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Twinkle Khanna}%
\singer{Sonu Nigam, Hema Sardesai}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tumhaare binaa ab bahalataa nahii.n dil
ai karo kuchh sanam haay karo kuchh sanam
ab to sa.mbhaale sa.mbhalataa nahii.n dil
karo kuchh sanam haay karo kuchh sanam
karo naa bahaanaa tumhe.n hai kasam
ai karo kuchh sanam \threedots

ye chubhatii havaa_e.n ye mausam kaa jaaduu
ye jismo.n kii garamii ye saa.Nso.n kii khushbuu
o hai ho.nTho.n kii shabanam churaane kii hasarat
bahut paas aane ko kahatii hai chaahat
suno besabab to machalataa nahii.n dil
karo kuchh sanam \threedots

ye tanhaa_iyaa.n aur ra.ngiin ma.nzar
ko_ii pyaas jaagii hai siine ke a.ndar
aa ke motii ke daane bikhar jaa_e.n jaise
chalo TuuT ke ham bikhar jaa_e.n aise
agan ki binaa yuu.n hii jalataa nahii.n dil
karo kuchh sanam \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo aa_ii laharaa_ii balakhaa_ii sharamaa_ii ghabaraa_ii}%
\film{Joru Kaa Ghulaam}%
\year{2000}%
\starring{Govinda, Twinkle Khanna}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he vo aa_ii laharaa_ii balakhaa_ii sharamaa_ii ghabaraa_ii
shabanam hai bijalii hai kyaa karane nikalii hai
he vo aa_ii

goraa goraa ra.ng hai haay taubaa
tiikhaa tiikhaa a.ng hai haay taubaa
haay kapa.Daa ta.ng hai haay taubaa
are duniyaa da.ng hai haay taubaa
khule khule gesuu haay taubaa
jaise ko_ii jaaduu haay taubaa
ye naadaan hai haay taubaa
ye anjaan hai haay taubaa
haa.n ye hairaan hai haay taubaa
oy hoy ye be_imaan hai haay taubaa
chhaTak chhaTak jaa_e dil isakaa
bhaTak bhaTak jaa_e dil isakaa
pachhii goraa goraa ra.ng \threedots

isakii javaanii to gaagar hai ras kii
are abhii abhii hu_ii ye aTharaa baras kii
ho.nTho.n pe laalii hai aa.Nkho.n me.n kaajal
isane banaayaa hai mujhako to paagal
haay phasii gayo re mhaaraa paapaa
uf kyaa chaal hai haay taubaa
uf kyaa haal hai haay taubaa
o dekho uf kyaa maal hai haay taubaa
uf kyaa baal hai haay taubaa
kare hai ishaare mu.D mu.D ke
nazar mujhe maare mu.D mu.D ke haay
ye naadaan hai haay taubaa
haay haay ye anjaan hai haay taubaa
vo aa_ii laharaa_ii \threedots

are dilaphe.nk lagataa hai la.Dakaa ku.nvaaraa
mai.n to samajhatii huu.n isakaa ishaaraa
mai.n isakii baato.n me.n naa aane vaalii
isakaa to jaa_egaa har vaar khaalii
he naa
phe.nkam phaa.nk hai haay taubaa
ba.nDalabaaj hai haay taubaa
ai ye chaalaak hai haay taubaa
haay dhokhebaaz hai haay taubaa
dekho mujhe dekhaa hai jabase
pa.Daa mere piichhe ye tabase
he goraa goraa ra.ng hai \threedots

ai aa
ai paka.D paka.D re isako paka.D re
re pho.Dii naakh tabalaa ne to.Dii naakh peTii re
haay
pachhii suu have to thaakii ga_ii baduu aal raa_iiT chhene

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
