% ISB File: Josh_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{apun bolaa tuu merii lailaa ... ye usakaa ##style## ho_e.ngaa}%
\film{Josh}%
\year{2001}%
\starring{Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Sharad Kapoor, Priya Gil}%
\singer{Hema Sardesai, Shahrukh Khan}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Nitin Raikwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

apun bolaa tuu merii lailaa
vo bolii phe.nkataa hai saalaa
apun jab bhii sachchii bolataa hai
ai usako jhuuTh kaayako lagataa hai re

ye usakaa ##style## ho_e.ngaa
ho.nTho.n pe naa dil me.n haa.N ho_e.ngaa
aaj nahii.n to kal bolegii
ai tuu ##tension## kaa_eko letaa re
apun bolaa tuu \threedots

ek kaam kar usako bulaa
hoTal me.n khaanaa khilaa
sama.ndar kinaare le jaake re
bol de khullam khullaa
are maine use bulaayaa
kokam karii khilaayaa
phir dekh ke maukaa maaraa chaukaa
dil kii baat bataayaa re
ai kyaa bataayaa re
apun bolaa tuu \threedots

apun jab bhii sachchii bolataa hai
ai usako jhuuThiich lagataa hai yaar

sau lafa.De dekhe maine
teraa lafa.Daa haTake hai
sab kuchh ##clear## hoke bhii
tuu kisame.n aTake hai

apun bolaa tuu merii lai

ghar se bhagaa ke le jaa
samajhegii terii baat ko
are ghar se bhagaa ke le gayaa thaa
mai.n usako aadhii raat ko
ai ##setting##hu_ii kyaa
apun bolaa tuu \threedots

apun jab bhii sachchii bolataa hai
ai usako hameshaa jhuuTh hii lagataa hai yaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham bhii hai.n josh me.n ... saa_iilaaro saa_iilaare}%
\film{Josh}%
\year{2000}%
\starring{Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Sharad Kapoor, Priya Gil}%
\singer{Suresh Peter, Mano}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham bhii hai.n josh me.n
baate.n kar hosh me.n
yuu.n na aa.Nkhe.n dikhaa
saa_iilaaro saa_iilaare
kyaa bolaa phir bol re
ham bhii hai.n \threedots

dekhe.n hai tere jaise teraa iraadaa kyaa hai bataa
jaa re yahaa.n naa aa re na hamase karanaa ko_ii Kataa
tuu kaun re chal duur jaa baate.n na kar yuu.n naa Daraa
sun beKabar jo dam hai agar
aajaa ruu\-ba\-ruu kare.n ja.ng shuruu
samajhaa hai tuu kyaa
saa_iilaaro saa_iilaare \threedots

yayyaa yayyaa yayyaa re yayyaa yayyaa re yayyaa re
bachake zaraa saa bachake tuu rahanaa hamase pyaare yahaa.n
haTake zaraa saa haTake hai Darataa hamase saaraa jahaa.n
na yuu.n shor kar hai la.Danaa agar
to maidaa.n me.n aa na sar ko chhupaa
Kabaradaar huu.n mai.n taiyaar huu.n
auqaat kyaa terii jaat kyaa
ye to mujhako bataa
saa_iilaaro saa_iilaare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kitanaa pyaaraa hai ye pyaar ... haay meraa dil}%
\film{Josh}%
\year{2000}%
\starring{Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Sharad Kapoor, Priya Gil}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

kitanaa pyaaraa hai ye pyaar pyaaraa pyaaraa
hu_aa hai pahalii baar hotaa hai ek baar
phir naa hogaa ye dobaaraa

haay meraa dil churaake le gayaa
churaane vaalaa meraa qaatil

haay meraa dil churaake le ga_ii
churaane vaalii merii qaatil

ye dil tujhape aayaa hai aate aate
dard\-e\-dil to jaataa hai jaate jaate
jaage hai.n so_e hai.n
ham dono kho_e hai.n
kaisii tanhaa_ii hai
mastii sii chhaa_ii hai
ye mausam hai pyaar ke qaabil
haay meraa dil \threedots

ab to kaaTe naa kaTe.n pyaasii raate.n
kuchh kuchh hotaa hai sunake aisii baate.n
bechainii sahane de
palako.n me.n rahane de
terii baaho.n me.n hai
terii raaho.n me.n hai
jaan\-e\-jaa.n merii ma.nzil
haay meraa dil \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere Kayaalo.n kii mallikaa}%
\film{Josh}%
\year{2000}%
\starring{Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Sharad Kapoor, Priya Gil}%
\singer{Abhijit}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

mere khyaalo.n kii mallikaa
chaaro.n taraf terii chhai.nyaa re
thaam le aake bai.nyaa 
chaaro.n taraf terii chhai.nyaa re chhai.nyaa

aa_ii phuulo.n ke ras me.n nahaake
laa_ii bhiinii sii Kushbuu churaake
terii aa.Nkho.n me.n hai halkaa saa nashaa
teraa ruup merii nazaro.n me.n basaa
mere khyaalo.n kii \threedots

jaaduu chhaayaa hai teraa jaaduu
qaabuu dil pe nahii.n hai qaabuu
sapano.n kii parii itanaa to bataa
rahatii hai kahaa.N teraa naam hai kyaa
mere khyaalo.n kii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii yaad me.n paagal ... ham to dil se haare}%
\film{Josh}%
\year{2000}%
\starring{Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Sharad Kapoor, Priya Gil}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

terii yaad me.n paagal pal pal rotaa hai
bin tere naa jaage ye na sotaa hai
aksar tanhaa_ii me.n tujhe pukaare
naa zor dil pe chale
haare haare haare ham to dil se haare
terii yaad me.n \threedots

ab jaane ham ye pyaar kyaa hai
dard\-e\-jigar mushqil ba.Daa hai
sunataa nahii.n kahanaa ko_ii bhii
dil bekhabar zid pe a.Daa hai
samajhaa_uu.n kaise ise jaan\-e\-jaa.n
haare haare haare ham to \threedots

har aa_iinaa TuuTaa lage hai
sach bhii hame.n jhuuThaa lage hai
jaane kahaa.n ham aa ga_e hai.n
saaraa jahaa.n ruuThaa lage hai
kyaa dard dil ne diyaa kyaa kahe.n
haare haare haare ham to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zi.ndaa hai.n ham to tere hii ... ##O Maria, O Maria##}%
\film{Josh}%
\year{2000}%
\starring{Shahrukh Khan, Aishwarya Rai, Chandrachud Singh, Sharad Kapoor, Priya Gil}%
\singer{Abhijit, Jolly Mukherji, Hema Sardesai}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Nitin Raikwar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

zi.ndaa hai.n ham to tere hii ##love## se
nahii.n to mar jaataa ##darling## ham kab se
dil na to.Do mu.Nh na mo.Do
##O Maria, O Maria##
zi.ndaa hai.n ham \threedots

itanaa maskaa nako maaro hame.n
aisii baato.n se Dar lagataa hame.n
tum pyaar kaise bolo karegaa
Darataa hai kyuu.N maariyaa
aa_iilaa saalaa hamape marataa hai ye
lagataa hai ##love## hamako karataa hai ye
kyuu.n naa karegaa ham to kahegaa
tumasaa nahii.n maariyaa
zi.ndaa hai.n ham \threedots

o saa_ebaa tum bhulaanaa nahii.n
dil me.n aake duur jaanaa nahii.n
dil jo liyaa hai dil bhii diyaa hai
bevafaa ham nahii.n
o dil jo Daregaa ham kuchh kar jaa_egaa
lagataa hai ham to mar jaa_egaa
tumase mohabbat hamako hai
kitanaa kaise kahe.n maariyaa
o raambaa o saambaa aa aa uu aa
zi.ndaa hai.n ham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
