% ISB File: Julee_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##My heart is beating##}%
\film{Julie}%
\year{1975}%
\starring{Vikram, Lakshmi}%
\singer{Preeti Sagar}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Harindranath Chattopadhyay}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)

\printtitle
#indian

(My heart is beating, keeps on repeating
I am waiting for you  ) \- 2
My love encloses, a plot of roses,
And when shall be then, our next meeting,
'Cos love (extended) you know,
That time is fleeting, \threedots (3 times,  3rd time is longer)

Oh, when I look at you,
The blue of heaven seems to be deeper blue,
And I can say that,
God Himself, seems to be looking through (hoo-hoo),
Zu-zu-zu---zu-ru-zu,    (that's what it sounds like)
I'll never part from you,
And if it is so, when are we meeting,
'Cos love, you know,
That time is fleeting, time is fleeting, time is fleeting.

Spring is the season,
That rolls the reason of lovers who are truly true,
Young birds are mating,
while I am waiting for you (hoo-hoo)
Darling you haunt me,
say do you want me?
And if it so, when are we meeting,
'Cos love you know,
That time is fleeting, time is fleeting, time is fleeting.

My heart is beating\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bhuul gayaa sab kuchh ... ##Julie I love you##}%
\film{Julee}%
\year{1975}%
\starring{Vikram, Lakshmi}%
\singer{Lata, Kishor}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10410 [V S Rawat], Surma Bhopali

\printtitle
#indian

ki \:	bhuul gayaa sab kuchh uu.n
	bhuul gayaa sab kuchh yaad nahii.n ab kuchh
la \:	ho ho uu.N huu.N
ki \:	he he ik yahii baat na bhuulii
	##Julie##
la \:	aa aa aa aa aa
ki \:	##I love you##
la \:	aa aa aa aa aa aa aa

la \:	bhuul ga_ii sab kuchh yaad nahii.n ab kuchh
	o ho uu.N huu.N o ho
	ik yahii baat na bhuulii
	##Julie##
	aa aa aa aa
	##Julie loves you##
	aa aa aa aa

	aa aa aa

ki \:	itanaa bhii duur mat jaa_o ke paas aanaa mushkil ho
la \:	ho o itanaa bhii paas mat aa_o ke duur jaanaa mushkil ho
	jaane bhii do kahaa maano meraa
ki \:	aisaa lagaa badan chhuu ke teraa
	ko_ii chingaarii chhuu lii
	##Julie##
la \:	aa aa aa aa aa
ki \:	##I love you##
la \:	aa aa aa aa aa

ki \:	aisaa na ho ta.Dap\-ta.Dap ke ye pyaar pyaasaa mar jaa_e
la \:	ho o aisaa naa ho ham dono.n ko ye shaam rusavaa kar jaa_e
ki \:	achchhaa to mai.n ye zid chho.D duu.N bolo.n
la \:	achchhaa mai.n ye kasam to.D duu.N bolo
	baat hai ye maamuulii
	##Julie##
	aa aa aa 
	##Julie loves you##
	aa aa aa 
ki \:	bhuul gayaa sab kuchh \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil kyaa kare jab kisii se kisii ko pyaar ho jaae}%
\film{Julie}%
\year{1975}%
\starring{Lakshmi, Vikram}%
\singer{Kishore}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Shanthi Pandit <SHANTHIPAN@aol.com>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 11/03/1996

\printtitle
#indian

dil kyaa kare jab kisii se kisii ko pyaar ho jaae
jaane kahaa.N kab kisii ko kisii se pyaar ho jaae
uu.Nchii\-uu.Nchii diivaaro.n sii is duniyaa kii rasme.n
na kuchh tere bas me.n julie, na kuchh mere bas me.n

(jaise parvat pe ghaTaa jhukatii hai
 jaise saagar se lahar uThatii hai
 aise kisii chahare pe nigaah rukatii hai)	\- 2
ho, rok nahii.n sakatii nazaro.n ko, duniyaa bhar kii rasme.n
na kuchh tere bas me.n julie, na kuchh mere bas me.n
dil kyaa kare \threedots

aa mai.n terii yaad me.n sab ko bhulaa duu.N
duniyaa ko terii tasaviir banaa duu.N
meraa bas chale to dil chiir ke dikhaa duu.N
ho, dau.D rahaa hai saath lahuu ke pyaar tere nas\-nas me.n
na kuchh tere bas me.n julie, na kuchh mere bas me.n
dil kyaa kare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa}%
\film{Julee}%
\year{1975}%
\starring{Laxmi, Vikram}%
\singer{Asha, Usha}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor : Surajit Bose
% Transliterator : Surajit Bose

\printtitle
#indian

aashaa: aa aa aa, huu.N uu.N, aa aa
        saa.Nchaa naam teraa
        ho, saa.Nchaa naam teraa
        tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa
        sagaraa jagat hai jhuuThaa saathii
        TuuTe diipak bujh jaaye baatii
ushaa:  har ra.ng me.n tuu sa.ng me.n hai
        chaahe saa.Njh ho chaahe saveraa
dono.n: saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa

aashaa: mai.n tujh me.n khoii re
uushaa: duujaa na koii re
aashaa: aa, jaagii yaa soii re
        tuu ek apanaa jiivan sapanaa
dono.n: sagaraa jagat hai jhuuThaa saathii
        TuuTe diipak bujh jaaye baatii
aashaa: mai.n ne bigaa.Daa har kaam apanaa
        tuune sa.Nvaaraa har kaam meraa
dono.n: saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa

aashaa: duHkh sukh kii dhaaraa
uushaa: tuu hai kinaaraa
aashaa: huu.N manamohan pyaaraa
        sab kaa khevaiyaa kR^ishhNa ka.nhaiyaa
dono.n: sagaraa jagat hai jhuuThaa saathii
        TuuTe diipak bujh jaaye baatii
aashaa: to.D ke ye man ma.ndir banaa duu.N
        ho man ke ma.ndir me.n dhaam teraa
dono.n: saa.Nchaa naam teraa, tuu shyaam meraa, saa.Nchaa naam teraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye raate.n na_ii puraanii aate aate\-jaate}%
\film{Julee}%
\year{1975}%
\starring{Vikram, Lakshmi}%
\singer{Lata}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10409 [V S Rawat]
% Comments: LATAnjali series:

\printtitle
#indian

ye raate.n na_ii puraanii \-2
aate aate\-jaate kahatii hai.n ko_ii kahaanii
ye raate.n \threedots

aa rahaa hai dekho ko_ii jaa rahaa hai dekho ko_ii
sabake dil hai.n jaage\-jaage sabakii aa.Nkhe.n kho_ii\-kho_ii
Kaamoshii karatii hai baate.n
ye raate.n \threedots

kyaa samaa.N hai jaise Kushbuu u.D rahii ho kaliyo.n se
guzarii ho ni.ndiyaa me.n palako.n kii galiyo.n se
sundar sapano.n kii baaraate.n
ye raate.n \threedots

kaun jaane kab chale.ngii kis taraf se ye havaa_e.N
saal bhar to yaad rakhanaa aisaa na ho bhuul jaa_e.N
is raat kii mulaakaate.n
ye raate.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
