% ISB File: JungleLove_1990.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##He-man, o my He-man## ... baa.Nho.n me.n kas le}%
\film{Jungle Love}%
\year{1990}%
\starring{Rockey, Kirti Singh, Goga Kapoor, Mahesh Anand, Shiva, Gajendra Chauhan}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##He-man, o my He-man##
baaho.n me.n kas le ho.nTho.n kaa ras le aise mujhe na ta.Dapaa
aake lipaT jaa tho.Daa simaT jaa siine se mujhako lagaa
##He-man## haa.N haa.N o haa.N \threedots

haatho.n se badan sahalaa_uu.ngii mai.n
pyaar kii garmii ba.Dhaa_uu.ngii mai.n
tere dil ko bhii pighalaa_uu.ngii mai.n
tho.Daa laharaane de mastii cha.Dh jaane de chhaane de tho.Daa nashaa
##He-man## haa.N haa.N o haa.N \threedots

duniyaa me.n dekhe maine laakho.n javaa.n
tere jaisaa dekhaa nahii.n ko_ii yahaa.n
aa.Nkho.n me.n basaa lo mujhe jaan\-e\-jahaa.n
aisaa mujhe mard milegaa kahaa.n
bhiige mere khyaalo.n ko chhuu le mere gaalo.n ko pyaasii huu.N pyaas bujhaa
##He-man## haa.N haa.N o haa.N \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham to the anajaane ... yaar dilabar yaar}%
\film{Jungle Love}%
\year{1990}%
\starring{Rockey, Kirti Singh, Goga Kapoor, Mahesh Anand, Shiva, Gajendra Chauhan}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham to the anajaane ham dono.n ye na jaane
yaar dilabar yaar kab ham pyaar kar baiThe
ham to the anajaane \threedots

pyaar kii ko_ii jaat nahii.n naa jaane isakii bolii
nazar to pahalii nazar se bolii binaa kuchh bole hamajolii
naa kuchh soche naa kuchh samajhe yaar
yaar dilabar yaar aa.Nkhe.n chaar kar baiThe
ham to the anajaane \threedots

aap kuchh bolo haa.N haa.N
haa.N hamajolii haa.n lagataa tho.Daa samajh rahe ho 

khvaab me.n bhii naa sochaa thaa ke ham aise mil jaa_e.nge
do Daalii ke phuul ek Daalii me.n khil jaa_e.nge
naa kuchh soche naa kuchh samajhe 
ham to the anajaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koyaliyaa jab gaatii hai ... nadiyaa ke paanii ne chhu_aa}%
\film{Jungle Love}%
\year{1990}%
\starring{Rockey, Kirti Singh, Goga Kapoor, Mahesh Anand, Shiva, Gajendra Chauhan}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

koyaliyaa jab gaatii hai paayaliyaa chhanakaatii hai
sard havaa jab aatii hai su_ii chubhaa ke jaatii hai
nadiyaa ke paanii ne chhu_aa kaise bataa_uu.n kyaa hu_aa 
koyaliyaa jab gaatii \threedots

miiThaa miiThaa dard hai miiThii miiThii pyaas hai
cha.Dhatii javaanii kaa ehasaas hai
baaho.n me.n sameT luu.n mahakii bahaar ko
dil kahe rok luu.n nadiyaa kii dhaar ko
Dolo tum balakhaa_o bin saavan laharaa_o
nadiyaa ke paanii ne \threedots

Tha.nDii Tha.nDii aag hai bhiigaa bhiigaa a.ng hai
Dase.n tanhaa_iyaa.n ko_ii nahii.n sa.ng hai
saa.Nse.n hai dhu_aa.N jalataa hai man meraa
rah rah ke ghabaraa_uu.n jal me.n na jal jaa_uu.n
nadiyaa ke paanii ne \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lailaa ne kahaa hai majanuu.n se ... ##I love you##}%
\film{Jungle Love}%
\year{1990}%
\starring{Rockey, Kirti Singh, Goga Kapoor, Mahesh Anand, Shiva, Gajendra Chauhan}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

lailaa ne kahaa jo majanuu.n se raa.njhaa ne kahaa jo hiir se
vahii mujhase kah de tuu ##I love you.##

nazaro.n se chaahat kaa intazaar karate hai.n
pyaar to ham premii ik baar karate hai.n
meraa husn kahataa hai terii javaanii se
shuru_aat ulfat kii apanii kahaanii se mere hamadam kar shuruu
##I love you.## \threedots

bhuul ke duniyaa ko tere saath jiinaa hai
pyaarii nigaaho.n me.n ab Duub jaane do
zulfo.n ke parade me.n mahabuub aane do mujhako terii aarazuu
##I love you.## \threedots

terii muhabbat me.n ham Duub jaa_e.nge
teraa hasii.n cheharaa dil me.n basaa_e.nge
baaho.n me.n jiinaa hai baaho.n me.n maranaa hai
mujhako kabhii dil se ab duur na karanaa rakhanaa sadaa ruu ba ruu
##I love you.## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{meraa mahabuub aa_egaa khaaq me.n tujhe milaa_egaa}%
\film{Jungle Love}%
\year{1990}%
\starring{Rockey, Kirti Singh, Goga Kapoor, Mahesh Anand, Shiva, Gajendra Chauhan}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye lo ye lo ai le le aajaa aa aa 
meraa mahabuub aa_egaa khaaq me.n tujhe milaa_egaa
muhabbat karane vaalo.n ko judaa tuu kar na paa_egaa

muhabbat aisii aa.Ndhii hai jo roke se nahii.n rukatii
kisii ke saamane aa_e kabhii ulfat nahii.n jhukatii
terii auqaat kyaa hai jo mujhe tuu aajamaa_egaa
meraa mahabuub aa_egaa \threedots

zamii.n kyaa aasamaa.n tak bhii merii aavaaz aa_egii
ko_ii diivaar duniyaa kii use na rok paa_egii
vo aa ke terii hastii miTaa_egaa terii bastii miTaa_egaa 
meraa mahabuub aa_egaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
