% ISB File: Jungle_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##sorry## baabaa ##sorry## mujhako maaf kar do naa}%
\film{Jungle}%
\year{2000}%
\starring{Fardin Khan, Urmila Matondkar, Sunil Shetty, Shushant Singh}%
\singer{Sonu Nigam, Sadhana Sargam}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##sorry## baabaa ##sorry## mujhako maaf kar do naa
phir naa galatii hogii ab dil saaf kar do naa
mai.n kyaa karuu.n ho gayaa ##late## mai.n 
kuchh kaam se jaanaa thaa
raste me.n ##Traffic Jam## thaa
mushkil ba.Daa aanaa jaanaa thaa
##sorry## baabaa \threedots

aise dil ko to.Do naa jaanuu.n jaane bhii do
baahe.n merii chho.Do naa nazadiik aane bhii do
jaa jhuuThe terii baate.n naa maanuu.n re
##come on##
tuu kyaa hai kaisaa hai pahachaanuu.n re
naa naa
##sorry## baabaa \threedots

jhuuThaa vaadaa teraa hai naa thaa mujhako pataa
sachchaa gussaa meraa hai tuune kii hai khataa
kuchh ulTaa siidhaa mai.n kar jaa_uu.Ngaa
achchhaa
naa maanogii tum to mar jaa_uu.ngaa
mar jaa
##sorry## baabaa \threedots

are are ruko ruko kyaa kar rahe ho
Thiik hai baabaa Thiik hai
achchhaa baabaa achchhaa maine maaf kar diyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{a_iyo a_iyo raamaa ho gayaa ha.ngaamaa}%
\film{Jungle}%
\year{2000}%
\starring{Fardin Khan, Urmila Matondkar, Sunil Shetty, Shushant Singh}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Saumya, Makarand Deshpande}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ho gayaa ha.ngaamaa
a_iyo a_iyo raamaa ho gayaa ha.ngaamaa
a_iyo a_iyo raamaa ho gayaa ha.ngaamaa
chorii se dil meraa jo ko_ii le gayaa
a_iyo a_iyo raamaa oy ho gayaa ha.ngaamaa
chorii se dil mujhe jo ko_ii de gayaa

ai chhup ke chhupaa ke apanii aa.Nkh la.Dii hai
raat hai chhoTii lekin baat ba.Dii hai
ai kaise bataa_uu.n kaisii mushkil gha.Dii hai
agge zamaanaa piichhe duniyaa kha.Dii hai
a_iyo a_iyo raamaa
oy a_iyo a_iyo raamaa 
a_iyo a_iyo \threedots

ham bolaa tho.Daa ##happy## tho.Daa ai.nDaa
vaqt hai nashiilaa madabharaa samaa.n hai
chaa.Ndanii khilii hai chaa.Nd bhii javaa.n hai
ko_ii dekhataa hai palake.n jhukaa ke
aayaa hai ko_ii bach ke bachaa ke
o chhup ke chhupaa ke \threedots

ai dekhaa ham sab dekhaa huu.n huu.n
ik la.Dakaa ik la.Dakii tho.Daa Tha.nDaa tho.Dii garmii
a_iyo ai ammaa
paas me.n hai.n dono.n phir bhii duuriyaa.n hai.n
faasale na jaane kaise daramyaa.n hai.n
naa din mahiinaa naa saal puuchho
diivaanagagii kaa na haal puuchho
he chhup ke chhupaa ke \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do pyaar karane vaale ja.ngal me.n kho ga_e}%
\film{Jungle}%
\year{2000}%
\starring{Fardin Khan, Urmila Matondkar, Sunil Shetty, Shushant Singh}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

do pyaar karane vaale ja.ngal me.n kho ga_e
baagii bane paagal bane diivaane ho ga_e
kaho ab kyaa kare.n kare.n ab kyaa kare.n
are ab kyaa kare.n ajii ab kyaa kare.n
do pyaar karane vaale \threedots

Dar lagataa hai yaar kahii.n naa sher aa jaa_e
paa ke akele me.n na ham dono.n ko khaa jaa_e
dekhegaa jo tujhako tujhape mar jaa_egaa
merii jaan pe vo bhii apanii jaan luTaa_egaa
tere husn ke jaaduu se vo bach nahii.n paa_egaa
Dare.n ham kyuu.n Dare.n bhalaa ham kyuu.n Dare.n
are ham kyuu.n Dare.n ajii ham kyuu.n Dare.n
do pyaar karane vaale \threedots

hamane sunaa dilabar puraane log kahate hai.n
aise ghane ja.ngal me.n kaale bhuut rahate hai.n
tere naino.n se gar vo naino.n ko la.Daa_egaa
tiir nigaaho.n kaa usake dil me.n ga.D jaa_egaa
tere ishq kaa bhuut bhuuto.n pe cha.Dh jaa_egaa
gale mil ke gale chale aashiq chale
chale mil ke chale diivaane ham chale
do pyaar karane vaale \threedots

ik duusare ke pyaar me.n diivaane ho ga_e

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa.n kahaa.n hai tuu}%
\film{Jungle}%
\year{2000}%
\starring{Fardin Khan, Urmila Matondkar, Sunil Shetty, Shushant Singh}%
\singer{Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jaa.n kahaa.n hai tuu he jaa.n kahaa.n hai tuu
tanhaa nahii.n kaTataa safar Dhuu.nDhe tujhe merii nazar
mai.n yahaa.n mai.n yahaa.n mai.n yahaa.n
jaa.n kahaa.n hai \threedots

chaahato.n ke mahake gul khile
kyaa hasiin hai.n ye silasile
paagal kare diivaanagaii ab zor ko_ii naa chale
jaa.n kahaa.n hai \threedots

dekh naa mujhe yuu.n pyaar se Dar lage diivaanii umr se
tuune mujhe ghaayal kiyaa kaajalo.n kii tiikhii dhaar se
jaa.n kahaa.n hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahalii baar jo dekhaa ... muhabbat ho ga_ii}%
\film{Jungle}%
\year{2000}%
\starring{Fardin Khan, Urmila Matondkar, Sunil Shetty, Shushant Singh}%
\singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pahalii baar jo dekhaa mujhe tumase hu_ii nafarat
kab kaise mohabbat ho ga_ii mujhe tumase mohabbat ho ga_ii
do nigaahe.n milii.n dha.Dakane.n ba.Dh ga_ii.n kuchh ishaaraa hu_aa
sharaarat ho ga_ii muhabbat ho ga_ii
pahalii baar jo dekhaa \threedots

raato.n ko khvaabo.n me.n ko_ii bhii aataa na thaa
aake akele me.n aise jagaataa na thaa
har jagah har gha.Dii bekaraarii ba.Dhii
chain jaane lagaa ye chaahat ho ga_ii
muhabbat ho ga_ii
pahalii baar jo dekhaa \threedots

pahale meraa haal aisaa na thaa jaan\-e\-man
naa bekhyaalii thii na thaa ye diivaanaapan
naa hai terii khataa naa mujhe hai pataa
jaane kaise kahaa.N ye haalat ho ga_ii
muhabbat ho ga_ii
pahalii baar jo dekhaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{patalii kamar chikanaa badan tirachhii nazar hai}%
\film{Jungle}%
\year{2000}%
\starring{Fardin Khan, Urmila Matondkar, Sunil Shetty, Shushant Singh}%
\singer{Sukhwinder Singh, Sandeep Chawta, Sapana Awasthi, Jolly Mukherji}%
\music{Sandeep Chowtha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

patalii kamar chikanaa badan tirachhii nazar hai
mastii bharii terii baalii umar hai
ye ko.nd{}yaa baa ye ko.nd{}yaa sho ye ko.nd{}yaa
baa baa baa baa re ko.nd{}yaa sho
sho sho sho
ye ko.nd{}yaa baa
baa baa baa
ye ko.nd{}yaa sho
sho sho sho
ye ko.nd{}yaa baa baa baa baa re ko.nd{}yaa sho
haa.n jiyaa meraa dha.Dak dha.Dak jaa_e re
are sholaa ko_ii bha.Dak bha.Dak jaa_e re
haay re haay re jaan merii ta.Dap ta.Dap jaa_e re
zaraa sii pyaas bujhaa de aajaa merii jaan
aa.Nkho.n me.n laaj kaa suramaa
ho.nTho.n pe gulo.n kii laalii
ai dekh merii chhamiyaa teraa yaar idhar hai
aag lagii dil me.n ba.Daa pyaasaa jigar hai
zaraa saa jhumakaa hilaa
zaraa saa Thumakaa lagaa
ye kaalii zulf haTaa nakhare naa dikhaa
haay tuu jo balakhaa_e hame.n aa_e ba.Daa mazaa
tuu jo laharaa_e raanii chhaa_e ko_ii nashaa
haa.n a.ng hai teraa jaadu_ii ra.ng hai teraa jaadu_ii
hamape diivaanii aisaa jaaduu naa chalaa
he patalii kamar \threedots

maTak maTak maTak tuu jo chale re
are re re chaTak chaTak chaTak badan jale re
haay re haay re haay re aake hame.n lagaa le tuu gale re
kaahe ko duur kha.Dii hai paas aa zaraa
jaa re jaa chho.D de piichhaa aise to Daal na daane
jaane de naa zulmii meraa pyaar udhar hai
kitte dino.n se merii usape nazar hai
are usako bataanaa vo hii meraa diivaanaa
hai usake paas jaanaa rok naa mujhe
he nazare.n milaa ke nazar mo.D ke na jaa
aise me.n akele hame.n chho.D ke na jaa
ye javaanii u_ii u_ii chhuu naa mujhe mai.n chhu_ii mu_ii
duur se tuu dekh magar haath naa lagaa
patalii kamar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
