% ISB File: Junglee_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu}%
\film{Junglee}%
\year{1961}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala, Lalita PAwar, Anup Kumar}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10906 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

a_ii a_ii aa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu \-2
kho gayaa dil meraa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu

ko_ii mastaanaa kahe ko_ii diivaanaa kahe
ko_ii paravaanaa kahe jalane ko beqaraar
chaahat kaa mujhape asar mai.n duniyaa se beKabar
chalataa huu.N apanii Dagar ma.nzil hai merii pyaar
a_ii a_ii aa suukuu suukuu
kho gayaa dil meraa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu

a_ii a_ii aa suukuu suukuu

chau.nko mat ai dosto yuu.N hii mujhase mat Daro
mere bhole pyaar ko naadaanii naa samajho
haatho.n me.n jo haath hai jiivan bhar kaa saath hai
siidhii\-sachchii baat hai kahaanii naa samajho
a_ii a_ii aa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu
kho gayaa dil meraa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu

a_ii a_ii aa suukuu suukuu

merii aa.Nkho.n me.n nashaa merii baato.n me.n nashaa
merii saa.Nso.n me.n nashaa bahakaa mai.n bin pi_e
ghuTatii\-ghuTatii bebasii sahamii\-sahamii har gha.Dii
bin chaahat kyaa zindagii jiitaa mai.n kisali_e
a_ii a_ii aa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu
kho gayaa dil meraa suukuu suukuu
a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu

ko: a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu \-2

a_ii a_ii aa suukuu suukuu

ko: a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu

suukuu suukuu

ko: a_ii a_ii aa karuu.N mai.n kyaa suukuu suukuu

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{din saaraa guzaaraa tore a.Nganaa ... mere yaar shab\-ba\-Kair}%
\film{Junglee}%
\year{1961}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala, Lalita PAwar, Anup Kumar}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10907 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	din saaraa guzaaraa tore a.Nganaa
	ab jaane de mujhe more sajanaa
	mere yaar shab\-ba\-Kair \-2
	o mere yaar shab\-ba\-Kair
ra \:	aasaan hai jaanaa mahafil se
	o kaise jaa_oge nikal kar dil se
	mere yaar shab\-ba\-Kair \threedots

	o dilabar dil to kahe terii raaho.n ko rok luu.N mai.n
	aa_ii birahaa kii raat ab batalaa de kyaa karuu.N mai.n \-2
	yaad aa_e.Ngii ye baate.n tumhaarii
	ta.Dapegii mohabbat hamaarii
	mere yaar shab\-ba\-Kair \threedots

la \:	mai.n dharatii tuu aasamaa.N merii hastii pe chhaa gayaa tuu
	siine ke surK baaG me.n dil banake aa gayaa tuu
	ab rahane de nigaaho.n me.n mastii
	o basaa lii maine Kvaabo.n kii bastii
	mere yaar shab\-ba\-Kair \threedots

ra \:	ye cha.nchal ye hasiin raat haay kaash aaj naa jaatii
	har din ke baad raat hai ik din to Thahar jaatii
	ko_Ii hamase bichha.D ke na jaataa
	jiite kaa mazaa aa jaataa
	mere yaar shab\-ba\-Kair \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ehasaan teraa hogaa mujh par}%
\film{Junglee}%
\year{1961}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala, Lalita PAwar, Anup Kumar}%
\singer{Rafi / Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

ehasaan teraa hogaa mujhapar, dil chaahataa hai vo kahane do
mujhe tumase muhabbat ho gaI hai mujhe 
palako.n kii chhaa.No me.n rahane do

(tumane mujhako ha.nsanaa sikhaayaa \- 2)
rone kahoge ro le.nge ham
aa.Nsuu kaa hamaare Gam naa karo
vo bahate hai.n to bahane do \threedots

(chaahe banaa do, chaahe miTaa do \- 2)
mar bhii gae to de.nge duaae.n
u.D\-u.D ke kahegii Kaak sanam
ye dard\-e\-muhabbat sahane do \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa jaa jaa mere bachapan}%
\film{Junglee}%
\starring{Saira Bano, Shammi Kapoor}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: Rajan Parrikar (parrikar@spot.colorado.edu)
% Transliterator: Arati Deo (arati@soma.rice.edu)

\printtitle
#indian

jaa jaa jaa mere bachapan, kahii.n jaa ke chhup naadaa.n \- 2 
ye safar hai ab mushkil, aane ko hai tuufaa.N 
jaa jaa jaa mere bachapan\threedots

(zi.ndagii ko naye ra.ng milane lage
ek kiran chhuu gayI, phuul khilane lage ) \- 2
jaa jaa jaa mere bachapan\threedots

(ek kasak har gha.Dii dil me.n rahane lagI 
jo ke ta.Dapaa gayI, phir bhI achchhii lagI ) \-  2
jaa jaa jaa mere bachapan\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii}%
\film{Junglee}%
\year{1961}%
\starring{Anoop Kumar, Azra, Shammi Kapoor, Saira Bano}%
\singer{Mukesh, Asha}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mukesh:	nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii    \- 2
aashaa:	hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii    \- 2
mukesh:	nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii

pyaar kiyaa tumase kyaa hamane gunaah kiyaa    \- 2
aap ke ishaaro.n pe khud ko tabaah kiyaa
banate hai.n hamahii gunahagaar o janaab\-e\-aalii
nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii
aashaa:	hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii

aap chaahe kuchh ho, nigaaho.n pe chhaa gaye   \- 2
merii zi.ndagii me.n bahaar banake aa gaye
ham hai.n tumhaare talabagaar o janaab\-e\-aalii
hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii
mukesh:	nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii

raah me.n pa.De hai.n, huzuur ke gulaam hai.n    \- 2
giit mere sun lo vafaa ke payaam hai.n
ham hai.n tumhaare tabedaar o janaab\-e\-aalii
nain tumhaare mazedaar o janaab\-e\-aalii
aashaa:	hamako tumase hai pyaar o janaab\-e\-aalii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaahuu chaahe ko_ii mujhe ja.ngalii kahe}%
\film{Junglee}%
\year{1961}%
\starring{Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashikala, Lalita PAwar, Anup Kumar}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10905 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

yaahuu \-2
chaahe ko_ii mujhe ja.ngalii kahe
kahane do jii kahataa rahe
ham pyaar ke tuufaano.n se ghire hai.n ham kyaa kare.n \-2
chaahe ko_ii mujhe \threedots

mere siine me.n bhii dil hai hai.n mere bhii kuchh aramaa.N
mujhe patthar to na samajho mai.n huu.N aaKir ik insaa.N
raah merii vahii jisape duniyaa chalii \-2
chaahe ko_ii mujhe \threedots

ik muddat se ye tuufaa.N mere siine me.n the bechain
kyaa chhupaa_uu.N kyaa chhupaa hai jab milate hai.n nain se nain \-2
sabr kaise karuu.N kyuu.N kisii se Daruu.N \-2
chaahe ko_ii mujhe \threedots

sard aahe.n kah rahii hai.n hai ye kaisii balaa kii aag
sote\-sote zindagaanii ghabaraa ke uThii hai jaag \-2
mai.n yahaa.N se vahaa.N jaise ye aasamaa.N \-2
chaahe ko_ii mujhe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
