% ISB File: Jurmaanaa_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chhoTii sii ek kalii khilii thii}%
\film{Jurmaanaa}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Raakhee, Vinod Mehra}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 18 Jun 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

chhoTii sii ek kalii khilii thii
ek din baag me.n
jyot jalii thii chiraag me.n
phir kyaa huaa koii jaane naa
jaane naa

(use maalii ne ba.De pyaar se paalaa
masta pavan ke jhuule me.n Daalaa) 2
aage kahuu.N kaha na sakuu.n
chup rahuu.N raha na sakuu.n
phir kyaa huaa koii jaane naa
jaane naa

(aayaa baag me.n ek phuul waalaa
jaane usane kyaa jaaduu Daalaa) 2
phuul waale kii jholii me.n
TuuT ke gir pa.Dii kalii
phir kyaa huaa koii jaane naa
jaane naa

baag chho.D ke kahataa thaa koii
maalii kii yaad me.n kalii ba.Daa roii
kachchaa dhaagaa TuuT gayaa
phuul waalaa ruuTh gayaa
phir kyaa huaa koii jaane naa
koii jaane naa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{e sakhii raadhike baa.Nvarii ho ga_ii}%
\film{Jurmaanaa}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Rakhee}%
\singer{Lata, Manna Dey}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Date: 9 Dec 2002
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

e sakhii raadhike baa.Nvarii ho ga_ii
shyaam ko Dhuu.N.Dhate aap hii kho ga_ii

galii\-galii me.n gokul kii yah naam pukaare, shyaam pukaare
baiThii hai jamunaa kinaare
kabhii mere kabhii tere ghar ko ga_ii

kabhii kahii.n pe mil bhii gayaa vah anajaanaa
ba.Nsii bajii pii ne pukaaraa
ba.Nsii me.n kaise kho_ii vah so ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek do tiin chaar ... naachuu.N mai.n gaao tum}%
\film{Jurmaanaa}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Raakhee, Vinod Mehra}%
\singer{Asha, R D Burman, Chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Audio on: HMV
% Contributor: Abhijit Deonath
% Transliterator: Abhijit Deonath
% Date: 3 Mar 2005
% Series: GEETanjali, THGHT
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

##RDB##:  ek do tiin chaar paa.nch chhe saat aaTh nau das bas
          ##hey everybody, come on, let's play a musical game, will
you##
##Asha##: ( naachuu mai.n gaao tum
          gaauu.N mai.n nacho tum ) 2
          ham dono milake naache aur dekhe aap
          samajhe aap
          ##you stop##
          naachuu mai.n gaao tum \.\.\.

          dekhate hii rahanaa nazar ke ishaare
          kab kaun jaane naam kisakaa pukaare
          laa laa \.\.\.
          dekhate hii \.\.\.
          samajhe aap
##RDB##:  ##you stop##
##Asha##: naachuu mai.n gaao tum \.\.\.

          chun lo saathii jo pasa.nd karo
          kabhii khel shuru karo kabhii ba.nd karo
          laa laa \.\.\.
          chunalo saathii \.\.\.
          samajhe aap
##RDB##:  ##you stop##
##Asha##: naachuu mai.n gaao tum \.\.\.

          ##I am sorry## o merii sahelii
          sab bach gaye pha.ns gayii tuu akelii
          laa laa \.\.\.
          ##I am sorry## \.\.\.
          karanaa maaf
          ##you stop##
          naachuu mai.n gaao tum \.\.\.

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saavan ke jhuule pa.De tum chale aao}%
\film{Jurmana}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Raakhee, Vinod Mehra}%
\singer{Lata}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Credits: Raj Ganesan (raj@Everest.Tandem.COM)
%          Satish Subramaniam
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

sAvan ke jhuule pa.De, (tum chale aao \- 4) 

A.Nchal nA chho.De meraa, pAgal huii hai pavan 
ab kyA karuu.n mai.n jatan, dha.Dake jiyaa jaise, pa.nchhii u.De 

dil ne pukaaraa unhe, yaado.n ke parades se 
AtI hai jo dekh ke, ham us Dagar pe hai.n kabase kha.De 

jab ham mile piyaa, tum kitane naadaan the 
ham kitane anjaan the, baalii umariyaa me.n, nainaa la.De 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
