% ISB File: JwaarBhaataa_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{tu ru ru ... teraa meraa pyaar shuruu}%
\film{Jwaar Bhaataa}%
\year{1973}%
\starring{Dharmendra, Saira Banu, Sujit Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 14, 2005

\printtitle
#indian

tu ru ru, tu ru ru ru
tu ru ru, tu ru ru, tu ru ru, tu ru ru
( tu ru ru ru, tu ru ru ru
teraa meraa pyaar shuruu ) \-2
ab zaraa tuu bhii ho jaa, ho jaa yaar shuruu
tu ru ru ru, tu ru ru ru 
teraa meraa pyaar shuruu
sar\-e\-baazaar shuruu, hu_aa mazedaar shuruu
( tu ru ru ru, tu ru ru ru 
teraa meraa pyaar shuruu ) \-2

ho mohabbat kaa matalab hai kyaa
kal tak ye jaanaa naa thaa
dil ne kisii ko kabhii
apanaa to maanaa naa thaa
naino.n se nain mile, nayaa sa.nsaar shuruu
( tu ru ru ru, tu ru ru ru 
teraa meraa pyaar shuruu ) \-2

ho jii chaahataa hai meraa
ab chal ke rahe.n ham wahaa.N
ho jhuk\-jhuk ke milataa jahaa.N
is zamii.n se gale aasamaa.N
haa.N kar le.nge wahaa.N ko_ii
nayaa kaarobaar shuruu
( tu ru ru ru, tu ru ru ru 
teraa meraa pyaar shuruu ) \-2

ho patalii pata.ng sii ku.Dii
ho hatth mere lag ga_ii ye
ho koTha.Dii anerii de vich
ik laalaTen jag pa_ii ye
o garamaa garam hu_aa
pyaar lachchhedaar shuruu
( tu ru ru ru, tu ru ru ru 
teraa meraa pyaar shuruu ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye samajho aur samajhaa_o ... daal\-roTii khaa_o}%
\film{Jwaar Bhaataa}%
\year{1973}%
\starring{Dharmendra, Saira Banu, Sujit Kumar}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Rajindra Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11224 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	ye samajho aur samajhaa_o tho.Dii me.n mauj manaa_o
	daal\-roTii khaa_o prabhu ke gun gaa_o \-2
la \:	ajii laalach me.n naa aa_o naa dil kaa chain ga.Nvaa_o
	daal\-roTii khaa_o \threedots

ki \:	tan pe la.ngoTii peT me.n roTii ( sone ko ek khaTiyaa ) \-2
la \:	matalab to hai nii.nd se chaahe ( ba.Dhiyaa ho yaa ghaTiyaa ) \-2
do \:	raadhe\-shyaam siitaa-raam \-2
ki \:	nafarat ko duur haTaa_o aur sabako gale lagaa_o
	daal\-roTii khaa_o \threedots

la \:	chaa.Ndii kii thaalii vaale ko kyaa ( bhuukh lage hai zyaadaa ) \-2
ki \:	kyo.n naa khaa le phir aapas me.n ( baa.NT ke aadhaa\-aadhaa ) \-2
do \:	raadhe\-shyaam siitaa-raam \-2
la \:	sabase sastii chiiz hai kyaa
	bolo \-bolo
ki \:	chorii Daakaa aur be_iimaanii
la \:	to phir maha.ngii kyaa hogii
	socho\-socho \-2
ki \:	kisii kii Kaatir qurbaanii
do \:	chhoTe ko paas biThaa_o bhuule ko raah dikhaa_o
	daal\-roTii khaa_o \threedots
	raadhe\-shyaam siitaa-raam \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
