% ISB File: KaalaaPaani_1958.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa}%
\film{Kaala Paani}%
\year{1958}%
\starring{Dev, Madhubala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aashaa:  achchhaa jii mai.n haarii,  chalo maan jaao naa
rafii:  dekhii sabakii yaarii,  meraa dil jalaao naa

%aashaa:  achcha jii main haari
%    chalo maan jao naaaa
%rafii:  dekhi sabki yaari
%    mera dil jalao naaa

aashaa:  (chhoTe se qusuur pe,  aise ho khafaa  
rafii:  ruuThe to huzuur the,  merii kyaa khataa   )  \- 2
aashaa:  dekho dil naa to.Do
rafii:  chho.Do haath chho.Do
aashaa:  dekho dil na to.Do
rafii:  are! chho.Do haath chho.Do
aashaa:  chho.D diyaa to haath maloge samajhe?
rafii:  ajii samajhe!

%aashaa:  achcha jii main haari
%    chalo maan jao naaaa
%rafii:  dekhi sabki yaari
%    mera dil jalao naaa
aashaa: (jiivan ke ye raaste,  lambe hai.n sanam 
rafii:  kaaTe.nge ye zi.ndagii, Thokar khaake ham    )  \- 2
aashaa:  oy! zaalim saath dele
rafii:  achchhe ham akele
aashaa:  zaalim saath dele
rafii:  are achchhe ham akele
aashaa:  chaar kadam bhii chal na sakoge samajhe?
rafii:  haa.N samajhe!

%aashaa:  achcha jii main haari
%    chalo maan jao naaaa
%rafii:  dekhi sabki yaari
%    mera dil jalao naaa

aashaa: (jaao rah sakoge naa tum bhii chain se   
rafii:  tum to khair luuTanaa jiineke maze          )  \- 2
aashaa:  kyaa karanaa hai jiike
rafii:  ho rahanaa kisii ke
aashaa:  kyaa karanaa hai jiike
rafii:  are, ho rahanaa kisii ke
aashaa:  ham naa rahe to yaad karoge,  samajhe?
rafii:  samajhe!

aashaa:  achchhaa jii mai.n haarii,  chalo maan jaao naa
rafii:  dekhii sabakii yaarii,  meraa dil jalaao naa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare}%
\film{Kaalaa Paani}%
\year{1958}%
\starring{Dev Anand, Nalini Jaywant, Madhubala}%
\singer{S D Burman, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11441 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	aa aa aa
	uu uu uu
	( dil lagaa ke
	qadar ga_ii pyaare ) \-2
	dil lagaa ke
	puuchhe naa ko_ii phiruu.N besahaare \-2
	dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
	dil lagaa ke 

sa \:	dhin ta dhaa
	ta ta ta dhaa

aa \:	bolii bole duniyaa saarii
	mai.n raajaa tumase haarii
	kyaa karuu.N mai.n nainaamaarii
	kaho naa kyaa karuu.N mai.n nainaamaarii
	ko_ii kuchh pukaare \-2
	dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
	dil lagaa ke \-3

sa \:	dhin ta dhaa
	ta ta ta dhaa

aa \:	naa ko_ii saathii naa ko_ii belii
	so_uu.N\-jaaguu.N mai.n akelii
	suunii sejiyaa suunii havelii
	dekho naa suunii sejiyaa suunii havelii
	ye sochaa thaa man me.n basuu.Ngii tihaare
	dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare
	dil lagaa ke
	puuchhe naa ko_ii phiruu.N besahaare
	dil lagaa ke qadar ga_ii pyaare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham bekhudii me.n tumako pukaare chale gae}%
\film{Kaala Paani}%
\starring{Dev, Madhubala, Nalini Jaywant}%
\singer{Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ham\threedots aa\threedots chale gaye
ham bekhudii me.n tumako pukaare chale gaye	
ham\threedots
ham bekhudii me.n tumako pukaare chale gaye
saaGar me.n zindagI ko utaare chale gaye
ham\threedots

dekhaa kiye tumhe.n ham, banake diivaanA \- 2
utaraa jo nashaa to, hamane ye jaanaa
saare vo zindagI ke sahaare chale gaye
ham bekhudii me.n tumako pukaare chale gaye
ham\threedots

tum to naa kaho ham, khud hii se khele \- 2
Duube nahii.n ham hii yuu.N, nashe me.n akele
shiishe me.n aapako bhii utaare chale gaye
ham bekhudii me.n tumako pukaare chale gaye
saagar me.n zindagI ko utaare chale gaye
ham\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jab naam\-e\-muhabbat le ke ... ajii chho.Do ye taraanaa hai puraanaa}%
\film{Kaalaa Paani}%
\year{1958}%
\starring{Dev Anand, Madhubala, Nalini Jaywant}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor:Srinivas Ganti
% Date: 8 March 2001

\printtitle
#indian

jab naam\-e\-muhabbat leke kisii naadaan ne daaman phailaayaa
pahaluu me.n ajab saa dard uThaa
palako.n ke saa.Nsuu thar(saans utar?)aayaa
dil baiThe baiThe bhar aayaa
(kyaa kahiye hame kyaa yaad aayaa)\-2

ajii chho.Do ye taraanaa hai puraanaa
ulfat hai diivaano.n kaa fasaanaa
jii lo jii lo ye hai jiine kaa zamaanaa
pyaar kaisaa kahaa.N kii vafaa

(yaad aa_ii kisii kii mahakii hu_ii
saa.Nso.n kii havaa halkii halkii)\-2
vo shyaam vo ra.ngo.n ke baadal
chunarii vo merii Dhalkii Dhalkii
ik baat ne kitanaa ta.Dapaaya
(kyaa kahiye hame.n kyaa yaad aayaa)\-2

ajii chho.Do ye taraanaa hai puraanaa
ulfat hai diivaano.n  kaa fasaanaa
jii lo jii lo ye hai jiine kaa zamaanaa
pyaar kaisaa kahaa.N kii vafaa

chho.Do chho.Do,chho.Do chho.Do,chho.Do chho.Do,ajii chho.Do chho.Do

ajii chho.Do ye taraanaa hai puraanaa
ulfat hai diivaano.n  kaa fasaanaa
jii lo jii lo ye hai jiine kaa zamaanaa
pyaar kaisaa kahaa.N kii vafaa

(duniyaa se na rakh ummiid\-e\-vafaa
jab yuu.N hii kisii ne samajhaayaa)\-2
kuch aur ba.Dii siine kii jalan
kuch aur ba.Daa Gam kaa saayaa
rah rah ke hame.n ronaa aayaa
kyaa kahiye hame.n kyaa yaad aayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar laagii raajaa tore ba.ngale par}%
\film{Kaala Paani}%
\year{1958}%
\starring{Dev Anand, Nalini Jaywant, Madhubala}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Jabeen Syed
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

nazar laage raajaa tore ba.ngale par

jo mai.n hotii raajaa ban kii koyaliyaa
kuhuku rahatii raajaa tore ba.ngale par

jo mai.n hotii raajaa kaarii badariyaa
baras rahatii raajaa tore ba.ngale par

jo mai.n hotii raajaa belaa chameliaa
lipaT rahatii raajaa tore ba.ngale par

jo mai.n hotii raajaa terii dulhaniyaa
maTak rahatii raajaa tore ba.ngale par

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o chhupane vaale ab terii ... o dilavaale ham terii galii}%
\film{Kaalaa Paani}%
\year{1958}%
\starring{Dev Anand, Nalini Jaywant, Madhubala}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10435 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

o chhupane vaale ab terii chilaman kii Kair ho
dilavaale aa ga_e tere daaman kii Kair ho

o dilavaale ham terii galii tak aa pahu.Nche \-2

ek aavaaraa bane hu_e TuuTaa taaraa bane hu_e \-2
nahii.n jinake Thikaane jo hai.n sabase begaane
vahii tere diivaane haa.N vahii
o dilavaale ham \threedots

shaharo.n\-shaharo.n phirate hu_e pahu.Nche uThate\-girate hu_e
leke shaam\-o\-sahar teraa dard\-e\-jigar
li_e phirate the dar\-ba\-dar haa.N vahii
o dilavaale ham \threedots

saathii ko saath li_e haatho.n me.n haath li_e
raaho.n me.n gul khilaate jhuumate gunagunaate
terii nazaro.n ke diivaane haa.N vahii
o dilavaale ham \threedots

tere dar tak aa hii ga_e aaKir tujhako paa hii ga_e
jinake ghaayal hai.n dil jinakaa tuu hai qaatil
jinase bachanaa hai mushkil haa.N vahii
o dilavaale ham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
