% ISB File: KaaliGhataa_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil me.n tuu mere dil me.n tuu}%
\film{Kaali Ghataa}%
\year{1951}%
\starring{Kishor Sahu, Bina Roy, Asha Mathur, Gop, Ulhas}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

( dil me.n tuu mere dil me.n tuu
sapano.n kii mahafil me.n tuu ) \-2
naache jawaanii dhun hai pyaar kii
aisii Kushii me.n mazaa le le le le
aisii Kushii me.n mazaa le le le

( dil me.n tuu mere dil me.n tuu
sapano.n kii mahafil me.n tuu ) \-2
naache jawaanii dhun hai pyaar kii
aisii Kushii me.n mazaa le le le le
aisii Kushii me.n mazaa le le le

raat suhaanii hai, kyaa nazaare hai.n \-2
chaa.Ndanii hasii.n wo hamaare hai.n
hamaare hai.n

( dil me.n tuu mere dil me.n tuu
sapano.n kii mahafil me.n tuu ) \-2
naache jawaanii dhun hai pyaar kii
aisii Kushii me.n mazaa le le le le
aisii Kushii me.n mazaa le le le

baat ko samajh, dil kaa raaz hai \-2
saamane hai tuu, hamako naaz hai
ye naaz hai

( dil me.n tuu mere dil me.n tuu
sapano.n kii mahafil me.n tuu ) \-2
naache jawaanii dhun hai pyaar kii
aisii Kushii me.n mazaa le le le le
aisii Kushii me.n mazaa le le le

husn pyaar kaa, Kud nishaanaa hai \-2
chhaa gayaa hai nashaa dil diiwaanaa hai
diiwaanaa hai

( dil me.n tuu mere dil me.n tuu
sapano.n kii mahafil me.n tuu ) \-2
naache jawaanii dhun hai pyaar kii
aisii Kushii me.n mazaa le le le le
aisii Kushii me.n mazaa le le le

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamase na puuchho ko_ii pyaar kyaa hai}%
\film{Kaali Ghataa}%
\year{1951}%
\starring{Kishor Sahu, Bina Roy, Asha Mathur, Gop, Ulhas}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10813 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

hamase na puuchho ko_ii pyaar kyaa hai puuchho bahaar se
ha.Ns\-ha.Ns ke dil dene me.n kyaa jiit kyaa haar hai puuchho bahaar se

a.Nga.Daa_ii lii hai mere dil me.n kisii ne
mujhako diivaanaa kiyaa ek dillagii ne

kaisaa samaa.N hai aaj mausam javaa.N hai
aisii Kushii me.n hame.n hosh kahaa.N hai
hamase na puuchho \threedots

jhuum rahii haay merii mast javaanii
kah dii adaa_o.n ne dil kii kahaanii
hamase na puuchho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{il le belii ... din hai.n pyaare\-pyaare ... aise me.n tuu aa jaa re}%
\film{Kaali Ghataa}%
\year{1951}%
\starring{Kishor Sahu, Bina Roy, Asha Mathur, Gop, Ulhas}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11903 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
% "il le belii" is a french phrase

\printtitle
#indian

il le belii laa_ii laa \-2
il le belii aa re
din hai.n pyaare\-pyaare
mau shuu shuu mau terii
tuu meraa mai.n terii
aise me.n tuu aa jaa re \-2

ulfat kii hai ye nashiilii havaa
patthar kaa dil paanii\-paanii hu_aa
kaalii ghaTaa ye bal khaatii dekho iThalaatii \-2
il le belii laa_ii laa \-2
il le belii aa re
din hai.n pyaare\-pyaare
mau shuu shuu mau terii
tuu meraa mai.n terii
aise me.n tuu aa jaa re \-2

dekhaa hai tujhe kahii.n na kahii.n
lekin kahaa.N yaad aataa nahii.n
( nainaa na jaane par dil pahachaane
meraa dil pahachaane ) \-2
il le belii laa_ii laa \-2
il le belii aa re
din hai.n pyaare\-pyaare
mau shuu shuu mau terii
tuu meraa mai.n terii
aise me.n tuu aa jaa re \-2

mere balam mere pyaare balam
zabaa.N par rahegaa yahii haradam
jalembuu \12
il le belii aa re
din hai.n pyaare\-pyaare
mau shuu shuu mau terii
tuu meraa mai.n terii
aise me.n tuu aa jaa re \-2

aise me.n tuu aa jaa re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiye.nge jab talak ham ... mai.nne kyaa kiyaa}%
\film{Kaali Ghataa}%
\year{1951}%
\starring{Kishor Sahu, Bina Roy, Asha Mathur, Gop, Ulhas}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

jiye.nge jab talak ham unakii baate.n yaad aaye.ngii
Kushii kii chhaa.Nv me.n guzarii wo raate.n yaad aaye.ngii

( mai.nne kyaa kiyaa sitam ye mai.nne kyaa kiyaa
ik saathii milaa thaa ulafat kaa usako bhii kho diyaa ) \-2
mai.nne kyaa kiyaa

kho_ii hu_ii kisii kii wo suurat nazar me.n hai
dil me.n hai zaKm daaG\-e\-mohabbat jigar me.n hai \-2
ek chaahane waale ko mai.nne badalaa kyaa diyaa

mai.nne kyaa kiyaa sitam ye mai.nne kyaa kiyaa
ik saathii milaa thaa ulafat kaa usako bhii kho diyaa
mai.nne kyaa kiyaa

chubhane lagii hai ab to
chubhane lagii hai ab to in aa.Nkho.n me.n nii.nd bhii \-2
haatho.n se apane luuT lii apanii hii zi.ndagii \-2
rote hai.n unakii yaad me.n qisamat se kyaa gilaa

mai.nne kyaa kiyaa sitam ye mai.nne kyaa kiyaa
ik saathii milaa thaa ulafat kaa usako bhii kho diyaa
mai.nne kyaa kiyaa

dil kii ye aarazuu hai phir aahe.n bharaa kare.n
unako biThaa ke saamane baate.n kiyaa kare.n \-2
ruuThaa hai ko_ii dard mere dil me.n rah gayaa

mai.nne kyaa kiyaa sitam ye mai.nne kyaa kiyaa
ik saathii milaa thaa ulafat kaa usako bhii kho diyaa
mai.nne kyaa kiyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o kaalii ghaTaa ghir aa_ii re ... o madhur milan hai sajanaa}%
\film{Kaali Ghataa}%
\year{1951}%
\starring{Kishor Sahu, Bina Roy, Asha Mathur, Gop, Ulhas}%
\singer{Lata, Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ra \:	o kaalii ghaTaa ghir aa_ii re \-3

la \:	o bajane lagii shahanaa_ii re \-2
	o madhur milan hai sajanaa ho madhur milan hai \-2
	( de re na de re na de re
	de re na de re na de re de re na ) \-2
	o madhur milan hai sajanaa ho madhur milan hai

	duur duniyaa se dekho ye naav chalii \-2
	phir se apanii puraanii muhabbat milii \-2
	o madhur milan hai sajanaa ho madhur milan hai

ra \:	bhole chandaa ne ham par luTaa_ii ha.Nsii \-2
	ThaNDii laharo.n kii saragam pe naache Kushii \-2
	naache Kushii
	o madhur milan hai sajani ho madhur milan hai
la \:	( de re na de re na de re
	de re na de re na de re de re na ) \-2
	o madhur milan hai sajanaa ho madhur milan hai

	aaj aramaa.N kii godii me.n jhuule ye man \-2
	pyaar meraa kahe mai.n tumhaarii dulhan \-2
	o madhur milan hai sajanaa ho madhur milan hai

	o madhur milan hai sajanaa ho madhur milan hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unake sitam ne luuT liyaa haay kyaa kare.n}%
\film{Kaali Ghataa}%
\year{1951}%
\starring{Kishor Sahu, Bina Roy, Asha Mathur, Gop, Ulhas}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

unake sitam ne luuT liyaa \-2
haay kyaa kare.n \-2
aa_iinaa dil kaa TuuT gayaa
haay kyaa kare.n \-2

aa.Nsuu bhii chhup ke so gaye \-2
palako.n me.n rah ke kho gaye
aa.Nkho.n pe chhaa_ii kaalii ghaTaa \-2
haay kyaa kare.n \-2

sochaa thaa wo nibhaaye.nge \-2
yuu.N na hame.n rulaaye.nge, rulaaye.nge
apano.n ne saath chho.D diyaa \-2
haay kyaa kare.n \-2

aabaad ye jahaan hai \-2
barabaad merii hii jaan hai
ai maut aa ke tuu hii bataa \-2
haay kyaa kare.n \-2

unake sitam ne luuT liyaa \-2
haay kyaa kare.n \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
