% ISB File: KaaliTopiLaalRoomaal_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{daGaa daGaa vai vai vai}%
\film{Kali Topi Lal Rumal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakila, Kumkum}%
\singer{Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Abhay Phadnis
% Transliterator: Abhay Phadnis
% Date: 9 Nov 2004
% Series: Latanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

(daGaa daGaa vai vai vai
daGaa daGaa vai vai vai
ho ga_ii tumase ulfat ho ga_ii) \-2
daGaa daGaa vai vai vai

(yuu.N hii raaho.n me.n kha.De hai.n teraa kyaa lete hai.n
dekh lete hai.n jalan dil kii bujhaa lete hai.n) \-2
aa_e hai.n duur se ham
tere milane ko sanam
chekunam, chekunam, chekunam

daGaa daGaa vai vai vai \threedots

(jaan jalatii hai nazar aise churaayaa na karo
ho Gariibo.n ke dukhe dil ko dukhaayaa na karo) \-2
aa_e hai.n duur se ham
tere milane ko sanam
chekunam, chekunam, chekunam

daGaa daGaa vai vai vai \threedots

(ham qariib aate hai.n tum aur judaa hote ho
lo chale jaate hai.n kaahe ko Kafaa hote ho) \-2
ab nahii.n aa_e.Nge ham
tere milane ko sanam
chekunam, chekunam, chekunam

daGaa daGaa vai vai vai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaanaa aadamii ko banaatii hai.n roTiyaa.N}%
\film{Kaali Topi Laal Roomaal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}%
\singer{Rafi}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10129 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

diivaanaa aadamii ko banaatii hai.n roTiyaa.N \-2
khud naachatii hai.n sabako nachaatii hai.n roTiyaa.N \-2
diivaanaa aadamii ko \threedots

buu.Dhaa chalaa_e Thele ko phaako.n se jhuul ke \-2
bachchaa uThaa_e bojh khilauno.n ko bhuul ke \-2
( dekhaa na jaa_e jo ) \-2 so dikhaatii hai.n roTiyaa.N \-2
diivaanaa aadamii ko \threedots

baiThii hai jo chehare pe mal ke jigar kaa Kuu.N
duniyaa buraa kahe inhe.n par mai.n to ye kahuu.N \-2
koThe pe baiTh o koThe pe baiTh aa.Nkh la.Daatii hai.n roTiyaa.N \-2
diivaanaa aadamii ko \threedots

kahataa thaa ik faqiir ki rakhanaa zaraa nazar
roTii ko aadamii hii nahii.n khaate beKabar \-2
( aksar to aadamii ko ) \-2 khaatii hai.n roTiyaa.N \-2
diivaanaa aadamii ko \threedots

tujhako pate kii baat bataa_uu.N mai.n jaan\-e\-man
kyuu.N chaa.Nd par pahu.Nchane kii insaa.n ko hai lagan \-2
( insaa.n ko chaa.Nd me.n ) \-2 nazar aatii hai.n roTiyaa.N \-2
diivaanaa aadamii ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gorii o.Dh ke malamal nikalii ke dil meraa mal\-mal ga_ii}%
\film{Kaali Topi Laal Roomaal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10126 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	gorii o.Dh ke malamal nikalii haay
	gorii o.Dh ke malamal nikalii ke dil meraa mal\-mal ga_ii
	are re re ke dil meraa mal mal ga_ii
	dekho dekho ke dil meraa mal mal ga_ii
la \:	ye kisakii najariyaa machalii ho
	ye kisakii najariyaa machalii chunar merii Dhal Dhal ga_ii
	are raamaa chunar merii Dhal Dhal ga_ii
	dekho dekho chunar merii Dhal Dhal ga_ii

	o pag ulajhe meraa dil dha.Dake \-2
ra \:	nas nas me.n sholaa bha.Dake \-2
la \:	bal khaa_e kamariyaa morii ho
	bal khaa_e kamariyaa morii to kaahe jii bekal pa.D ga_e
	are raamaa to kaahe jii bekal pa.D ga_e
	dekho dekho to kaahe jii bekal pa.D ga_e ho jii
ra \:	ik dil hii bekal nahii.n gorii haay 
	ik dil hii bekal nahii.n gorii ke paga.Dii me.n bal pa.D ga_e
	are re ke paga.Dii me.n bal pa.D ga_e
	o dekho ke paga.Dii me.n bal pa.D ga_e ho jii

la \:	ho chho.D mohe teraa haath jale \-2
ra \:	are vaah ab to chaahe talavaar chale \-2
la \:	haay chho.D de meraa raastaa ho
	haay chho.D de meraa raastaa ke gaalii duu.ngii chun chun ke
	are raamaa ke gaalii duu.ngii chun chun ke
	dekho dekho ke gaalii duu.ngii chun chun ke ho jii
ra \:	raanii chalo na bajaatii bichhu_aa ho
	raanii chalo na bajaatii bichhu_aa zahar cha.De sun sun ke
	are re re zahar cha.De sun sun ke
	dekho dekho zahar cha.De sun sun ke ho jii

ra \:	o utaraa utaraa ruup hai kyuu.N \-2
la \:	bolo cha.Dhatii dhuup hai kyuu.N \-2
ra \:	kin galiyo.n se hokar aa_ii ho
	kin galiyo.n se hokar aa_ii ke mukh teraa mailaa hai
	are re re ke mukh teraa mailaa hai
	o dekho dekho ke mukh teraa mailaa hai ho jii
la \:	jab se tuune aa.Nkh la.Daa_ii ho
	jab se tuune aa.Nkh la.Daa_ii kaajar meraa phailaa hai
	are raamaa kaajar meraa phailaa hai
	dekho dekho kaajar meraa phailaa hai ho jii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa ke ham ab to ... na to dard gayaa}%
\film{Kaali Topi Laal Roomaal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}%
\singer{Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

jaa ke ham ab to har ek sadaa karate hai.n
jinakii taqadiir biga.D jaatii hai kyaa karate hai.n

( na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa ) \-2

( pahu.Nche jahaa.N bhii ham to lauT aaye haar ke
e dil pukaar dekhaa ek aitabaar pe ) \-2
sabase kahaa teraa dard magar
na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa

( ma.ndir masjid me.n jaa ke kii hai fariyaad bhii
milataa jawaab to kyaa aa_ii naa aawaaz bhii ) \-2
maa.Ngii du_aa mai.nne laakh magar
na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa

( aisaa ye Gam hii nahii.n ko_ii pahachaan le
aisaa wo kaun hai jo dukh meraa jaan le ) \-2
chhaanii galii chhaanaa saaraa nagar
na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa
haay na to dard gayaa na dawaa hii milii
mai.nne Dhuu.NDh ke dekhaa zamaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{laagii chhuuTe naa ab to sanam}%
\film{Kaali Topi Laal Roomaal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10128 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	laagii chhuuTe naa ab to sanam
	chaahe jaa_e jiyaa terii qasam
	laagii chhuuTe naa \threedots

ra \:	tujhako pukaare ban ke diivaanaa naa maane re jiyaa \-2
la \:	o jii ho
	pyaar kiyaa to karake nibhaanaa suno jii rasiyaa
ra \:	o pyaar kiyaa to pyaar kiyaa terii qasam
	laagii chhuuTe naa \threedots

la \:	duur huu.N phir bhii dil ke qariib nishaanaa hai teraa \-2
ra \:	soch le phir se ek gariib diivaanaa hai teraa \-2
la \:	soch liyaa jii soch liyaa terii qasam
ra \:	laagii chhuuTe naa \threedots

la \:	jab se la.Dii hai tujhase niGaahe.n ta.Dap rahaa dil \-2
ra \:	dekh ke chalanaa pyaar kii raah ba.Dii hai mushkil
la \:	dekh liyaa jii dekh liyaa terii qasam
	laagii chhuuTe naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o kaalii Topii vaale zaraa naam to bataa}%
\film{Kaali Topi Laal Roomaal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10125 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	o kaalii Topii vaale zaraa naam to bataa
ra \:	o gore gore gaalo.n vaalii kaam to bataa

aa \:	mohe vo naam bataa duur hii rah ke
	tohe pukaar sakuu.N ( mai.n vo hii kah ke ) \-2
ra \:	vo hii bataane kaa iinaam to bataa
aa \:	o kaalii Topii vaale \threedots

ra \:	chham chham ke tiir chale ( dil hu_aa ghaayal ) \-2
	phir ek baar sunuu.N ( gorii terii paayal ) \-2
aa \:	paayal sunaane kaa iinaam to bataa
ra \:	o gore gore gaalo.n vaalii \threedots

aa \:	tum bhii vahii ho baabuu hame.n naa banaa_o
ra \:	tumako bhii dekh liyaa jaa_o jii jaa_o
aa \:	jaa_uu.Ngii jaane kaa iinaam to bataa
	o kaalii Topii vaale \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaaro.n kaa yaar li_e nakhare hazaar li_e}%
\film{Kaali Topi Laal Roomaal}%
\year{1959}%
\starring{Chandrashekhar, Shakeela, Kumkum, Agha, K N Singh}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10127 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	yaaro.n kaa yaar li_e nakhare hazaar li_e
	jaatii hai gorii bulaa_o re ko_ii \-2
aa \:	ulajhe se baal vaalaa laal laal rumaal vaalaa \-2
	chhe.De hai mohe bachaa_o re ko_ii \-2

ra \:	de duu.Ngaa jaan mai.n to aaj terii chaah me.n \-2
	dekho mai.n leT gayaa leT gayaa raah me.n \-2
aa \:	haay naa ko_ii laaj naa sharam hai nigaah me.n \-2
	raste kaa patthar haTaa_o re ko_ii
ra \:	yaaro.n kaa yaar li_e \threedots

aa \:	biich baazaar mere gale pa.D jaa_e hai \-2
	chhoraa bekaar me.n diivaanaa banaa jaa_e hai \-2
ra \:	majanuu.n kaa pyaar dekho lailaa Thukaraa_e hai \-2
	lailaa ko majanuu.n banaa_o re ko_ii
aa \:	ulajhe se baal vaalaa \threedots

ra \:	phir ek baar gorii dekh zaraa phir ke \-2
	nakharo.n kii bhii.D me.n mai.n rah gayaa ghir ke \-2
aa \:	oy tho.Dii sii duur chalaa ruk gayaa phir se \-2
	chhaka.De ko moTar banaa_o re ko_ii
ra \:	yaaro.n kaa yaar li_e \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
