% ISB File: Kaash_1987.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{baad muddat ke ham\-tum mile ... kaash}%
\film{Kaash}%
\year{1987}%
\starring{Jackie Shroff, Dimple Kapadia, Mehmood, Anupam Kher}%
\singer{Kishore, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Farooq Qaisar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	##humming##
	baad muddat ke ham\-tum mile
	mu.D ke dekhaa to hai.n faasale
	chalate\-chalate Thokar lagii
	yaade.n waade aawaaz dete na kaash \-2
	
ko:	kaash \-2
ki:	baad muddat ke ham\-tum mile
	mu.D ke dekhaa to hai.n faasale
	chalate\-chalate Thokar lagii
	yaade.n waade aawaaz dete na kaash

	phuul ban kar jo chubhate rahe
	aise kaa.NTo.n ko kyaa naam de.n
	Gair hote to ham sochate
	kaise apane ko ilzaam de.n
	shiqawaa hamase hogaa nahii.n
	bhuulii bisarii raaho.n me.n milate na kaash

	pyaar hii pyaar thaa har taraf
	kal the logo.n kii aa.Nkho.n kaa nuur
	aaj ko_ii nahii.n dekhataa
	kyaa hu_aa hamase aisaa qusuur
	aisaa hogaa sochaa na thaa
	dhiire\-dhiire ham hii badal jaate kaash

ko:	kaash \-2
ki:	##humming##
	baad muddat ke ham\-tum mile
	mu.D ke dekhaa to hai.n faasale
	chalate\-chalate Thokar lagii
	yaade.n waade aawaaz dete na kaash \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhoTii sii hai baat ko_ii nahii.n jaane}%
\film{Kaash}%
\year{1987}%
\starring{Jackie Shroff, Dimple Kapadia, Mehmood, Anupam Kher}%
\singer{Asha, Mohammad Aziz}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Farooq Qaisar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

aa:	chhoTii sii hai baat ko_ii nahii.n jaane \-2
	raakh se shole machal pa.De
	diip ye phir se jal pa.De
	lagii bujhaa denaa
	dil nahii.n maane
a:	mere dil kii baat tuu hii nahii.n jaane
	phuul bhii sun ke baras pa.De
	jhuum ke baadal ha.Ns pa.De
	gale lagaa lenaa
	dil nahii.n maane
aa:	chhoTii sii hai baat ko_ii nahii.n jaane
a:	mere dil kii baat tuu hii nahii.n jaane

aa:	aaj tujhase mil ke bhuul baiThe duurii
	chhe.Dii phir se dil ne daastaa.N adhuurii
a:	o.a
aa:	aaj tujhase mil ke bhuul baiThe duurii
	chhe.Dii phir se dil ne daastaa.N adhuurii
	dekhane lagii hai.n aa.Nkhe.n sapane suhaane
	ab to nahii.n dil maane
a:	mere dil kii baat tuu hii nahii.n jaane
aa:	chhoTii sii hai baat ko_ii nahii.n jaane

a:	aaj kii Kushii me.n kal ke dard bhuule
	kaa.Npate labo.n se mere ho.nTh chhuu le
aa:	aa.a
a:	aaj kii Kushii me.n kal ke dard bhuule
	kaa.Npate labo.n se mere ho.nTh chhuu le
	yaad aa rahe hai.n mujhako guzare zamaane
	ab to nahii.n dil maane
aa:	chhoTii sii hai baat ko_ii nahii.n jaane

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa hai tumhaaraa naam allaadiin}%
\film{Kaash}%
\year{1987}%
\starring{Jackie Shroff, Dimple Kapadia, Mehmood, Anupam Kher}%
\singer{Mohammad Aziz, Sonali Vajpayee, Mehmood, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Farooq Qaisar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

so:	he kyaa hai tumhaaraa naam
a:	allaadiin allaadiin
so:	kyaa hai tumhaare paas
a:	chiraaG\-e\-jinn chiraaG\-e\-jinn
so:	waah alaaadiin baabaa kyaa nasiibaa jaagaa
	jhaT\-paT bulaao naa jinn
a:	pii.a
	paTaak Dam Dam pakka.D
	a.ntar ma.ntar kaam kara.ntar naam kaa ba.ntar
	haa.N chhuu chhaa chhuu chhaa chhuu chhaa huu

ma:	##laugh##
	vann raND muul naal
	##sargam##
	yinna soNDrege jajamaan
so:	haa.N kyaa bolaa
ma:	ye kyaa huqum meraa aakaa

so:	( meraa huqum hai ye ko_ii ho bachchaa
	khaaye piye pahane achchhe se achchhaa ) \-2
a:	( Kwaahish hai ye isakii pahalii
so:	##humming##
a:	kar de tuu puurii abhii
so:	##humming## ) \-2
ma:	##dummy words##

ko:	##humming##

a:	he kyaa hai hamaaraa naam
so:	allaadiin allaadiin
a:	kyaa hai hamaare paas
so:	chiraaG\-e\-jinn chiraaG\-e\-jinn
	waah alaaadiin baabaa kyaa nasiibaa jaagaa
	phir se bulaao naa jinn
a:	pii.a
	paTaak Dam Dam pakka.D
	a.ntar ma.ntar kaam kara.ntar naam kaa ba.ntar
	haa.N chhuu chhaa chhuu chhaa chhuu chhaa huu

ma:	##laugh##
	mhaare te gaama.De ek vaar aao jo \-2
	a.ntar naa Daar kaho kyaa re ughaa.D so
	miThii\-miiThii muuravii kyaa re vagaa.D so
	mhaare te gaama.De ek vaar aao jo
	ho huqum se aakaa
so:	haa.N kyaa bolaa
ma:	tum chak kaay huqum bolaa aakaa

so:	( meraa huqum hai mere dost ko laa de
	maut ke pa.nje se usako chhu.Daa de ) \-2
a:	( Kwaahish hai ye isakii duujii
so:	##humming##
a:	kar de tuu puurii abhii
so:	##humming## ) \-2
ma:	##dummy words##

so:	he kyaa hai tumhaaraa naam
a:	allaadiin allaadiin
so:	kyaa hai tumhaare paas
a:	chiraaG\-e\-jinn chiraaG\-e\-jinn
so:	waah alaaadiin baabaa kyaa kyaa kamaal kiyaa
	yaad rahegaaa ye din

a:	he kyaa hai hamaaraa naam
so:	allaadiin allaadiin
a:	kyaa hai hamaare paas
so:	chiraaG\-e\-jinn chiraaG\-e\-jinn
	waah alaaadiin baabaa kyaa kyaa kamaal kiyaa
	yaad rahegaaa ye din

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o yaaraa tuu pyaaro.n se hai pyaaraa}%
\film{Kaash}%
\year{1987}%
\starring{Jackie Shroff, Dimple Kapadia, Mehmood, Anupam Kher}%
\singer{Kishore, Anupama Deshpande}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Farooq Qaisar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	o yaaraa tuu pyaaro.n se hai pyaaraa \-2
	meraa hai meraa hii rahegaa
	diladaaraa mai.n to ye kahuu.Ngaa
	paayaa jag saaraa
a:	o yaaraa
ki:	##humming##
a:	tuu pyaaro.n se hai pyaaraa
ki:	##humming##
a:	o yaaraa
ki:	##humming##
a:	tuu pyaaro.n se hai pyaaraa

ki:	##humming##
a:	##humming##

	ye kyaa kiyaa
ki:	##humming##
a:	machale jiyaa
ki:	##humming##
a:	( lab pe ha.Nsii hai dil me.n Kushii hai
	phir bhii kamii hai tho.Dii sii
ki:	dil kii lagii hai waise bujhii hai
	phir bhii bachii hai tho.Dii sii ) \-2
a:	meraa hai meraa hii rahegaa
	diladaaraa mai.n to ye kahuu.Ngii
	paayaa jag saaraa
ki:	o yaaraa
a:	##humming##
ki:	tuu pyaaro.n se hai pyaaraa
a:	##humming##
ki:	o yaaraa
a:	##humming##
ki:	tuu pyaaro.n se hai pyaaraa

	tuu hai jahaa.N
a:	##humming##
ki:	dil hai wahaa.N
a:	##humming##
ki:	( apanii wafaaye.n kitanii jataaye.n
	kitanii chhupaaye.n kah denaa
a:	apanii kahaanii kitanii chhupaaye.n
	kitanii sunaaye.n kah denaa ) \-2
ki:	meraa hai meraa hii rahegaa
	diladaaraa mai.n to ye kahuu.Ngii
	paayaa jag saaraa
a:	o yaaraa
ki:	##humming##
a:	tuu pyaaro.n se hai pyaaraa
ki:	##humming##
	o yaaraa
a:	##humming##
ki:	tuu pyaaro.n se hai pyaaraa
a:	##humming##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{phuul ye kahaa.N se aaye hai.n}%
\film{Kaash}%
\year{1987}%
\starring{Jackie Shroff, Dimple Kapadia, Mehmood, Anupam Kher}%
\singer{Kishore, Sadhna Sargam, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Farooq Qaisar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ko:	##humming##
saa:	( phuul ye kahaa.N se aaye hai.n
ki:	boluu.N
saa:	phal ye kahaa.N se aaye hai.n
ki:	boluu.N
saa:	pe.D ye kahaa.N se aaye hai.n
ki:	o sun mere beTe jahaa.N waale ne
	sab kuchh hai banaayaa jaaduu se
saa:	kamaal hai ##daddy## jahaa.N waale ne
	kyaa Kuub banaayaa jaaduu se ) \-2

ki:	paanii hai nadii me.n nadii dariyaa me.n
	dariyaa saagar me.n
saa:	miiThaa\-miiThaa paanii ban jaaye khaaraa
	jaa ke sama.ndar me.n

	paanii hai nadii me.n nadii dariyaa me.n
	dariyaa saagar me.n
ki:	miiThaa\-miiThaa paanii ban jaaye khaaraa
	jaa ke sama.ndar me.n
saa:	paanii kaise bane khaaraa
ki:	boluu.N
saa:	ye kaun kare saaraa
ki:	boluu.N
saa:	hai kaun ba.Daa nyaaraa
ki:	e sun mere beTe jahaa.N waale ne
	sab kuchh hai chhupaayaa jaaduu se
saa:	kamaal hai ##daddy## jahaa.N waale ne
	kyaa Kuub chhupaayaa jaaduu se

ki:	ra.ngo.n waalii titalii pa.Nkho.n waale pa.nchii
	achchhe lagate hai.n
saa:	baaG me.n chaman me.n suune\-suune ban me.n
	u.Date\-phirate hai.n

	ra.ngo.n waalii titalii pa.Nkho.n waale pa.nchii
	achchhe lagate hai.n
ki:	baaG me.n chaman me.n suune\-suune ban me.n
	u.Date\-phirate hai.n

saa:	ye kaise u.Date hai.n
ki:	boluu.N
saa:	hawaa me.n rahate hai.n
ki:	boluu.N
saa:	ye kyuu.N nahii.n girate hai.n
ki:	e sun mere beTe jahaa.N waale ne
	sabako hai u.Daayaa jaaduu se
saa:	kamaal hai ##daddy## jahaa.N waale ne
	kyaa Kuub u.Daayaa jaaduu se

ki:	( phuul ye kahaa.N se aaye hai.n
saa:	boluu.N
ki:	phal ye kahaa.N se aaye hai.n
saa:	boluu.N
ki:	pe.D ye kahaa.N se aaye hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
