% ISB File: KabhiHaanKabhiNaa_1993.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aanaa mere pyaar ko tum na jhuuThaa samajho jaanaa}%
\film{Kabhi Haan Kabhi Naa}%
\year{1993}%
\starring{Shahrukh, Suchitra Krishnamurty, Deepak Tijori, Satish Shah, Anjan Srivastava, Rita Bhaduri}%
\singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aanaa mere pyaar ko tum na jhuuThaa samajho jaanaa
sanam tumhe.n paane kaa ye thaa saaraa bahaanaa
aanaa mere pyaar ko \threedots

chalo bhii jo hu_aa jaane do
bahut ho chukaa jaane do

dekh merii taqadiir dil me.n kisakaa giit
aa.Nkho.n me.n tasviir kisakii hai sanam
chho.Do chho.Do haath jaanuu.n terii baat
jhuuThii hai har baat jhuuThii har qasam
haa.N jhuuThaa huu.N yaa sachchaa huu.N jaane saaraa zamaanaa
aanaa mere pyaar ko \threedots

tumane phe.nkaa jaal ulTii pa.D ga_ii chaal
ab mai.n huu.N ja.njaal  rastaa naapi_e
aise to na yaar dil ko Thokar maar
samajho meraa pyaar Kudaa ke li_e
samajh ga_ii aaj chho.Do zyaadaa na baate.n banaanaa
aanaa mere pyaar ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaanaa dil diivaanaa ... kab se kare hai teraa i.ntazaar}%
\film{Kabhi Haan Kabhi Naa}%
\year{1993}%
\starring{Shahrukh, Suchitra Krishnamurty, Deepak Tijori, Satish Shah, Anjan Srivastava, Rita Bhaduri}%
\singer{Amit Kumar, Udit Narayan}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

diivaanaa dil diivaanaa
diivaanaa teraa diivaanaa
kab se kare hai teraa i.ntazaar kab aa_egii merii jaan\-e\-bahaar
ki jitanaa hii bahalaa_uu.n ke utanaa hii machalataa hai dil
diivaanaa teraa diivaanaa \threedots

andaaz dikhalaatii sau sau tarah ke jalave dikhaatii hu_ii
andaaz dikhalaatii sau sau tarah ke jalave luTaatii hu_ii
aatii hu_ii mausam ke saath gulashan khilaatii hu_ii
aa bhii jaa ab jaan\-e\-jaa.n
diivaanaa dil diivaanaa \threedots

dil se lagaakar ke rakhaa hai ab tak resham kaa teraa rumaal
aage kahuu.n kyaa jaan\-e\-man jaane kyaa meraa haal
aa bhii jaa ab jaan\-e\-jaa.n
diivaanaa dil diivaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
