% ISB File: KabhiKhushiKabhieGham_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##say## shaavaa shaavaa ... ruup hai teraa soNaa soNaa}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan, Sudesh Bhosle, Aadesh Srivastava, Amitabh Bachchan, Amit Kumar}%
\music{Aadesh Srivastava}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

haa.N jii baadashaaho.n
kii dekh ra_e ho tusii
chalo shuruu ho jaa_o
oye ##one two one two three four##

##say## shaavaa shaavaa
ruup hai teraa soNaa soNaa soNii terii paayal paayal
he ruup hai teraa soNaa soNaa soNii terii paayal paayal
chhan chhanaa chhan aise chhanake kar de sab ko ghaayal
kah rahaa aa.Nkho.n kaa kaajal ishq me.n jiinaa maranaa
ye ##say## shaavaa shaavaa maahiyaa
##Say## shaavaa shaavaa ye

ruup hai meraa soNaa soNaa soNii merii paayal paayal
chhan chhanaa chhan \threedots
##Everybody##
##say## shaavaa shaavaa maahiyaa

maahiyaa ve aajaa maahii maahiyaa ve aajaa
shaavaa shaavaa ##Say## shaavaa shaavaa huu.N huu.N

aajaa gorii nach le haa_y shaavaa
nach le ve nach le haa_y shaavaa
are aajaa gorii nach le haa_y shaavaa
he nach le ve nach le haa_y shaavaa

dekhaa tainuu.n pahalii pahalii baar ve
hone lagaa dil bekaraar ve
rabbaa mainuu.n kii ho gayaa dil jaaNiye
haa_y mainuu.n kii ho gayaa
sun ke terii baate.n soNe yaar ve
maahii mainuu.n tere naal pyaar ve
haa_y mai.n mar jaavaa.N dil jaaNiye
haa_y mai.n mar jaavaa.N 
ve shaavaa shaavaa bhaa.nga.Daa ve shaavaa shaavaa
o balle balle o balle balle o balle balle o balle balle
ho_y ho_y ho_y ho_y

e le
haa_y shaavaa haa_y shaavaa

in kadamo.n me.n saa.Nse vaar de.n
rab se jyaadaa tujhe pyaar de.n
rabba mainuu.n maaf karii.n rabbaa khairiyaa
haa_y mainuu.n maaf kare

tum to merii zi.nd merii jaan ve
merii tuu zamii.n hai aasamaan ve
tujh bin mai.n kii karaa.N rabbaa khairiyaa
haa_y ve mai.n kii karaa.N
##say## shaavaa shaavaa maahiyaa
##say## shaavaa shaavaa ##say##

he ruup hai teraa soNaa\threedots
##Come on##
##say## shaavaa shaavaa maahiyaa ##Say## shaavaa shaavaa maahiyaa
##say## shaavaa shaavaa bhaa.nga.Daa ##Say## bhaa.nga.Daa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bole.n chuu.Diyaa.N bole ka.nganaa}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Alka Yagnik, Udit Narayan, Kavita Krishnamurty, Sonu Nigam}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

bole.n chuu.Diyaa.N bole ka.nganaa
haa_y mai.n ho ga_ii terii saajaNaa
tere bin jii_o na_iiyo.n lagadaa
mai.n te mar ga_iiyaa.N
lah jaa lah jaa dil lah jaa lah jaa
lah jaa lah jaa soNeyaa lah jaa lah jaa

lah jaa lah jaa soNeyaa lah jaa lah jaa dil lah jaa lah jaa ho

bole.n chuu.Diyaa.N bole ka.nganaa
haa_y mai.n ho gayaa teraa saajaNaa
tere bin jii_o na_iiyo.n lagadaa
mai.n te mar jaavaa.N
lah jaa lah jaa soNiye lah jaa lah jaa dil lah jaa lah jaa

haa_y haa_y mai.n mar jaavaa.N mar jaavaa.N tere bin
ab to merii raate.n kaTatii.n taare gin gin
bas tujh ko pukaaraa kare merii bi.ndiyaa ishaaraa kare
ho_e lashakaaraa lashakaaraa terii bi.ndiyaa kaa lashakaaraa
aise chamake jaise chamake chaa.Nd ke paas sitaaraa
o merii paayal bulaa_e tujhe jo ruuThe manaa_e tujhe
o sajan jii haa.N sajan jii
kuchh socho kuchh samajho merii baat ko

bole.n chuu.Diyaa.N bole ka.nganaa
haa_y mai.n ho gayaa \threedots

apanii maa.Ng suhaagan ho aa sa.ng hameshaa saajan ho
aa ke merii duniyaa me.n vaapas naa jaanaa
seharaa baa.Ndh ke maahii tuu mere ghar aanaa

o_y soNii kittii soNii aaj tuu lagadii ve
bas mere saath ye jo.Dii terii sajadii ve
ruup aisaa suhaanaa teraa chaa.Nd bhii hai diivaanaa teraa

jaa re jaa o jhuuThe terii gallaa.N ham naa maane.n
kyuu.N taariife.n karadaa hai tuu ham to sab kuchh jaane.n
ho o
mere dil kii duaa ye kahe terii jo.Dii salaamat rahe
ho sajan jii haa.N sajan jii
yuu.N hii biite saaraa jiivan saath me.n

bole.n chuu.Diyaa.N bole ka.nganaa
haa_y mai.n ho gayaa \threedots

aajaa hiiriye
hoy jaa jaa raa.NjhaNaa 
ho aajaa hiiriye
jaa jaa raa.NjhaNaa 

lah jaa lah jaa soNiye lah jaa lah jaa dil lah jaa lah jaa

kabhii khushii kabhii gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii khushii kabhii gam aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dekhaa tumako jabase ... ##You are my soniya##}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

so:	dekhaa tumako jabase bas dekhaa tumako yaaraa
	tumase ko_ii achchhaa hai naa tumase ko_ii pyaaraa
	yuu.N nazare.n na phero tum mere ho mere tum
ko:	huu huu ye huu huu ye
	##O She is the girl I want##
	##She is the one I look##
	##She is sent to me from the heaven above##
	##She is so cool and she is so fine##
	##I think that I will be gone mad##
	
so:	he he
	dekhaa tumako jabase bas dekhaa tumako yaaraa
	ye
	dekhaa tumako jabase bas dekhaa tumako yaaraa
	tumase ko_ii achchhaa hai naa tumase ko_ii pyaaraa
	yuu.N nazare.n na phero tum mere ho mere tum
ko:	he kah do na kah do naa ##You are my soniya## \-2
	##You are You are my soniya## \-2
	
a:	he aa haa
	dekhaa tumako jabase bas dekhaa tumako yaaraa
	tumase ko_ii achchhaa hai naa tumase ko_ii pyaaraa
	yuu.N nazare.n na phero tum mere ho mere tum
	kah diyaa kah diyaa ##You are my soniya##
ko:	##You are You are my soniya## \-2
	
so:	terii mohabbat me.n ye dil diivaanaa hai
	is me.n hai merii kyaa Kataa
a:	haa.N ye dil churaane kaa achchhaa bahaanaa hai
	mujhako hai pahale se pataa
so:	milane me.n hamako kitane baraso.n lage hai.n yaaraa
a:	aisii Kushii ke pal to phir naa aa_e.N dobaaraa
so:	aisii Kushii me.n yaaraa ye nashaa kyaa kam hogaa
	kah do naa kah do naa ##You are my soniya##
a:	kah diyaa kah diyaa ##You are my soniya##
ko:	##You are You are my soniya## \-2
	
so:	he paagal banaayaa hai terii adaa_o.n ne
	mujhako to hai teraa nashaa
a:	huu.N mai.nne bhii palako.n me.n tumako chhupaayaa hai
	tuu mere Kaabo.n me.n basaa
so:	betaabii kahatii merii aa jaa baaho.n me.n bhar luu.N
a:	jiinaa hai terii ho ke mil ke ye vaadaa kar luu.N
so:	dono.n ne kasame.n lii hai.n pyaar kabhii na kam hogaa
ko:	##one two three play##
	kah do naa kah do naa ##You are my soniya##
	kah diyaa kah diyaa ##You are my soniya##
so:	dekhaa tumako jabase bas dekhaa tumako yaaraa
a:	tumase ko_ii achchhaa hai naa tumase ko_ii pyaaraa
so:	he yuu.N nazare.n na phero tum mere ho mere tum
ko:	kah diyaa kah diyaa ##You are my soniya##
	kah diyaa kah diyaa ##You are my soniya##
	##You are You are my soniya## \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{diivaanaa hai dekho bekaraar vo}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik, Kareena Kapoor}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

kaun hai ye jis ne dubaaraa mu.D kar mujhe nahii.n dekhaa
##who is he##
##oh my gosh##

diivaanaa hai dekho bekaraar vo o
sambhaalo sambhaalo naa pyaar ho o
apanaa banaa ke dekho dil naa churaa le vo
aisaa kyuu.N lage hai bolo naa

jhuum chikii chikii jhuum tum bolo hai kaun vo kaun jo
baar baar ye dil khotaa hai dekh ke us ko

##We cool like that. We hip like that##
##Who likes that, we will like that##
##hey we are like that##
##Whatever##

pahalii baar dekhaa hai aisaa 
ajanabii naa ajanabii ke jaisaa
duniyaa me.n dosto.n kii vaise kamii nahii.n yaar
hotaa hai phir bhii naa jaane kyuu.N dil bekaraar
haa_y re haa_y kyaa hu_aa na jaane kyuu.N
jaane kyuu.N dha.Dake hai dil baar baar
begaanaa hai dekho tho.Daa yaar vo vo
haa.N sambhaalo sambhaalo \threedots

##Attitude## haa.N
##What does he think of himself##
##just go tell him who I am##
huu.N aa.Nkho.n me.n Duub jaane ko ham bekaraar baiThe hai.n
ik pal me.n sab luTaane ko us pe bhii yaar baiThe hai.n
baraso.n se ek cheharaa dil me.n rahataa hai jo yaar
shaayad kahii.n us ko hai hamaaraa intazaar
haa_y re haa_y kyaa kahe.n jab dekhe vo bolo to
bhar ke aa.Nkho.n me.n pyaar

diivaanii hai dekho bekaraar vo vo
sambhaalo sambhaalo naa pyaar ho o
apanaa banaa ke bolo bolo bolo
jhuum chikii chikii tum kyaa jaano.n mere haal ko
baar baar ye dil khotaa hai dekh ke us ko

##Come on Come on Come on##
##Come tell us, tell us who you are who are you##
##Come tell us, tell us who you are who are you##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kabhii khushi kabhii Gam}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Lata/ Sonu Nigam}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

% Part 1:

aa
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii Kushii kabhii Gam aa aa

merii saa.Nso.n me.n tuu hai samaayaa
meraa jiivan to hai teraa saayaa
terii puujaa karuu.N mai.n to haradam
ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

subah\-o\-shaam charaNo.n me.n diye ham jalaa_e.N
dekhe.n jahaa.n bhii dekhe.n tujhako hii paa_e.N
in labo.n pe teraa bas teraa naam ho
pyaar dil se kabhii bhii na ho kam
ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

ye ghar nahii.n hai ma.ndir hai teraa
is me.n sadaa rahe teraa baseraa
o ye ghar nahii.n hai ma.ndir hai teraa
is me.n sadaa rahe teraa baseraa
khushbu_o.n se terii ye mahakataa rahe
aa_e jaa_e bhale ko_ii mausam
ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

merii saa.Nso.n me.n \threedots

% Part 2:

aa
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii Kushii kabhii Gam

tere saath ho.ngii merii du_aa_e.N
aa_e.N kabhii naa tujh pe ko_ii balaa_e.N
meraa dil ye kahe tuu jahaa.N bhii rahe
har gha.Dii har Kushii chuume tere kadam

ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

% Part 3:

aa
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii Kushii kabhii Gam

kyaa bebasii hai ye kyaa majabuuriyaa.N
ham paas hai.n phir bhii kitanii hai.n duuriyaa.N
jism tuu jaan mai.n terii pahachaan mai.n
mil ke bhii naa mile ye hai kaisaa bharam

ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suuraj hu_aa maddham chaa.Nd jalane lagaa}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Sandesh Shandilya}%
\lyrics{Anil Pandey}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

suuraj hu_aa maddham chaa.Nd jalane lagaa
aasamaa.n ye haa_y kyuu.N pighalane lagaa
mai.n Thaharaa rahaa zamii.n chalane lagii
dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii
o kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai
sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai

ho aa
suuraj hu_aa maddham chaa.nd jalane lagaa
aasamaa.n ye haa_y kyuu.N pighalane lagaa
mai.n Thaharii rahii zamii.n chalane lagii
dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii
haa.N kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai
sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai

hai khuubasuurat ye pal sab kuchh rahaa hai badal
sapane hakiikat me.n jo Dhal rahe hai.n
kyaa sadiyo.n se puraanaa hai rishtaa ye hamaaraa
ke jis tarah tum se ham mil rahe hai.n
yuu.N hii rahe haradam pyaar kaa mausam
yuu.N hii milo ham se tum janam janam
huu.N huu.N mai.n Thaharaa rahaa zamii.n chalane lagii
dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii
haa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai
sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai

tere hii ra.ng se yuu.N mai.n to ra.ngii huu.N sanam
paa ke tujhe khud se hii kho rahii huu.N sanam
o maahiyaa ve 
tere ishq me.n haa.N Duub ke paar mai.n ho rahii huu.N sanam
saagar hu_aa pyaasaa raat jagane lagii
sholo.n ke dil me.n bhii aag jalane lagii

mai.n Thaharii rahii zamii.n chalane lagii
dha.Dakaa ye dil saa.Ns thamane lagii
haa.N kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai
sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai

suuraj hu_aa maddham chaa.Nd jalane lagaa
aasamaa.n ye haa_y kyuu.N pighalane lagaa
sajanaa kyaa ye meraa pahalaa pahalaa pyaar hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye la.Dakaa haa_y allaah haa_y haa_y re allaah}%
\film{Kabhi Khushi Kabhi Gham}%
\year{2002}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Shahrukh Khan, Kajol, Hritik Roshan, Kareena Kapoor}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Jatin Lalit}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

banno kii meha.ndii kyaa kahanaa
banno kii jo.Daa kyaa kahanaa
banno lage hai phuulo.n kaa gahanaa
banno kii aa.Nkhe.n kajaraarii
banno lage sabase pyaarii
banno pe jaa_uu.N mai.n vaarii vaarii

banno kii sahelii resham kii Dorii
chhup chhup ke sharamaa_e dekhe chorii chorii
ye maane yaa naa maane mai.n to is pe mar gayaa
ye la.Dakii haa_y allaah haa_y haa_y re allaah

baabul kii galiyaa.N naa chhaDD ke jaaNaa
paagal diivaanaa is ko samajhaanaa
dekho jii dekho ye to mere piichhe pa.D gayaa
ye la.Dakaa haa_y allaah haa_y haa_y re allaah

lab kahe.n naa kahe.n bolatii hai nazar
pyaar nahii.n chhupataa yaar chhupaane se
o ruup ghuu.NghaT me.n ho to suhaanaa lage
baat nahii.n banatii yaar bataane se
ye dil kii baate.n dil hii jaane yaa jaane Kudaa
ye la.Dakaa haa_y allaah haa_y haa_y re allaah

sajanaa maa.Ngane se kabhii haath nahii.n milataa
jo.Diyaa.N banatii hai.n pahale se sabakii
le ke baaraat ghar tere aa_uu.Ngaa mai.n
merii nahii.n ye to marzii hai rab kii
are jaa re jaa yuu.N jhuuThii muuThii baate.n naa banaa
ye la.Dakaa haa_y allaah haa_y haa_y re allaah

banno kii sahelii \threedots
baabul kii galiyaa.N \threedots

ye la.Dakii haa_y allaah haa_y haa_y re allaah
ye la.Dakaa haa_y allaah haa_y haa_y re allaah

e ye la.Dakii haa_y allaah haa_y haa_y re allaah
ye la.Dakaa haa_y allaah haa_y haa_y re allaah

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
