% ISB File: KahinPyaarNaHoJaaye_2000.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dhin taaNaa ... terii chunarii banno laakho.n kii}%
\film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}%
\singer{Kumar Sanu, Chorus}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he he he he
dhin taaNaa dhin taaNaa dhin dhin
tere bin naa lagegaa dil tere bin

terii chunarii banno laakho.n kii
terii bi.ndiyaa banno laakho.n kii
terii chuu.Dii banno laakho.n kii
terii paayal banno laakho.n kii
par teraa dil merii banno hai anamol anamol
dhin taaNaa \threedots

teraa jo mukha.Daa hai ye chaa.Nd kaa TukaDaa hai ye
bhuule se bhuule se bhuulaa jaa_e naa
jaa_e naa
ye si.ngaar ye nikhaar ye milan kaa khumaar
kahane se kahane se kahaa jaa_e naa
dhin taaNaa \threedots
teraa Tiikaa banno laakho.n kaa
teraa chhallaa banno laakho.n kaa
teraa ka.nganaa banno laakho.n kaa
teraa jo.Daa banno laakho.n kaa
par teraa dil merii banno hai anamol anamol
he dhin taaNaa \threedots

aaj din hai bidaa_ii kaa aaj din hoy

chho.D ke sakhiyo.n ko tuu apanii galiyo.n ko tuu
chalii re chalii re piyaa sa.ng chalii re
rab se hai ye du_aa khush rahe tuu sadaa
ho ga_ii ho ga_ii tuu paraa_ii re
dhin taaNaa \threedots
terii nathanii banno laakho.n kii
terii meha.ndii banno laakho.n kii
terii laalii banno laakho.n kii
terii baalii banno laakho.n kii
par teraa dil merii banno hai anamol anamol
he dhin taaNaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kahii.n pyaar naa ho jaa_e ... ai dil bataa ye tujhe kyaa hu_aa}%
\film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Rajesh Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

kahii.n pyaar naa ho jaa_e
ai dil bataa ye tujhe kyaa hu_aa tuu hai kyuu.n bekaraar itanaa
kahii.n pyaar naa ho jaa_e
ai dil bataa ye \threedots

raaho.n me.n ruk jaa_uu.n mai.n chalate
ha.Nsate hu_e mai.n to rone laguu.n
tanhaa_iiyo.n me.n use yaad kar ke
Dar hai mai.n paagal na hone laguu.n
maine pahalii baar leke usakaa pyaar kiyaa hai si.ngaar ho
kahii.n pyaar naa \threedots

rakh lii hai tasviir dil me.n chhupaa ke
sah naa sakuu.n ek pal duuriyaa.n
jii naa sakuu.ngaa mai.n usako bhulaa ke
mere bhii dil kii hai.n majabuuriyaa.n
mujhe baar baar hai i.ntazaar kab aa_e yaar ho
kahii.n pyaar naa \threedots

%Part 2:

kahii.n pyaar naa ho jaa_e pyaar naa ho jaa_e
ai dil bataa ye tujhe kyaa hu_aa tuu hai kyuu.n bekaraar itanaa
kahii.n pyaar naa ho jaa_e
ai dil bataa ye \threedots

jii chaahe jii bhar ke chaahuu.n use mai.n
chaahat kaa mausam na biite kabhii
usake khyaalo.n me.n khoyaa rahuu.n mai.n
ma.nzil mujhe to milegii vahii.n
ye hai aitabaar dil kii pukaar sun mere yaar o
kahii.n pyaar naa \threedots

sapano.n me.n jo mere aane lagaa hai
apanaa vo lagane lagaa hai mujhe
har pal jo aa.Nkho.n me.n rahane lagaa hai
pyaaraa vo lagane lagaa hai mujhe
mujhe baar baar hai i.ntazaar kab aa_e yaar ho
kahii.n pyaar naa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii tujhase achchhii ... aa merii ##life## banaa de}%
\film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}%
\singer{Sunita Rao, Kamaal Khan, Chorus}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Rajesh Malik}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

paa ra rappaa
ko_ii tujh se achchhii milegii nahii.n
ko_ii tujh se kam bhii chalegii nahii.n
dil ye tujh pe aa gayaa hai a.Nkhiyaa.n milaa de
aa merii ##life## banaa de
haa haa haa haa
kar le kar le kar le pyaar kar le re

merii zi.ndagaanii kaa to aaj ##test## hai
paas ho gayaa to saarii ##life rest## hai
dekhaa maine ##north east south west## hai
tuu hii merii jaan\-e\-jaanaa.n sabase ##best## hai
ko_ii tujh se achchhii paTegii nahii.n
ko_ii tujh se kam bhii chalegii nahii.n
ishq tujh se ho gayaa hai aashiqii sikhaa de
aa merii ##life## \threedots

tuune chhuu liyaa to dil me.n ##light## ho ga_ii
merii dha.Dakane.n bhii sanam ##bright## ho ga_ii.n
merii zi.ndagii to ##black## se ##white## ho ga_ii
pahalii baar merii ##choice select## ho ga_ii
ko_ii tujh se achchhaa paTegaa nahii.n
ko_ii tujh se kam bhii chalegaa nahii.n
mar miTii huu.n tujh pe mujhako jiinaa to sikhaa de
aa merii ##life## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o priyaa ... tumasaa nahii.n ko_ii priyaa}%
\film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}%
\singer{Kumar Sanu, Nitin Mukesh, Alka Yagnik, Kamaal Khan, Chorus}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

o priyaa o priyaa priyaa tum saa nahii.n ko_ii priyaa
tuu khush rahe jahaa.n bhii rahe ye mere dil kii du_aa o
o priyaa \threedots

tum ko mil gayaa saathii pyaar kaa
hamase chhin gayaa daaman yaar kaa
kahanaa bahut hai lekin gha.Diyaa.n aaj hai.n kam
terii har baat vo pahalii mulaakaat hamako rulaa_egii tere baad
o priyaa \threedots

milanaa bichha.Danaa usake haath hai
bananaa sa.nvaranaa kismat kii baat hai
kaThaputalii hai.n ham saare kar le tuu yakii.n
dilavaale kabhii maane nahii.n haar kar le tuu bharosaa mere yaar
o priyaa \threedots

apane dil kii baat kah dii sabhii ne
mere dil kii baat na jaanii kisii ne
tum kyaa hamaare ho ye ko_ii jaane naa
biite hu_e pal vo ha.Nsataa hu_aa kal kaise bhuul paa_e.nge bhalaa
o priyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paradesii mai.nne mohabbat kar lii}%
\film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik/ Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

paradesii maine mohabbat kar lii kar lii paradesii
paradesii

kahii.n pyaar na ho jaa_e

%Part 2:

paradesii paradesii maine mohabbat kar lii kar lii paradesii
o tuune chhe.De hai.n dil ke taar jiyaa aisaa kiyaa bekaraar
tuu bhii javaa.n mai.n bhii javaa.n rut hai pyaar kii
paradesii paradesii \threedots

laa_uu.ngaa mai.n chaa.Nd taare kahate hai.n ye premii saare
mujhako ye kahanaa nahii.n aa.Nkho.n me.n sab likhaa hai
kar le yakii.n tuu ye cheharaa meraa aa_iinaa hai
o dil dha.Dake meraa baar baar
tuu bhii sun le ye dil kii pukaar
zi.ndagii kii har khushii tujh pe vaar dii
paradesii paradesii \threedots

saa.nvariyaa re o saa.nvariyaa
le gayaa dil tuu o saa.nvariyaa

aa.Nkho.n me.n likhaa thaa pa.Dh nahii.n paa_e
baat itanii sii kah nahii.n paa_e
paradesii
aaj kahanaa pa.Daa mere yaar
tuu hii hai mere dil kaa karaar
saa.Nse ban ga_ii yaaraa dhun ye pyaar kii
paradesii paradesii \threedots

%Part 3:

he he
paradesii paradesii \threedots

o kahanaa chaahaa thaa kah naa sakaa
bin kahe aaj rah naa sakaa
aajaa gale lag jaa tuu hai merii zi.ndagii
paradesii paradesii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{terii a.Nkhiyaa.N kamaal ... tuu chiiz yaaraa kamaal}%
\film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}%
\year{2000}%
\starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}%
\singer{Alka Yagnik, Kamaal Khan, Chorus}%
\music{Himesh Reshammiya}%
\lyrics{Sudhakar Sharma}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saa.nvariyaa saa.nvariyaa saa.nvariyaa saa.nvariyaa
terii a.Nkhiyaa.N kamaal gorii bai.nyaa.n kamaal
teraa ruup hai kamaal teraa nakharaa kamaal
o tuu chiiz yaaraa kamaal
saa.nvariyaa re o saa.nvariyaa
le ga_ii dil tuu o saa.nvariyaa
saa.nvariyaa re \threedots

terii a.Nkhiyaa.N kamaal terii batiyaa.n kamaal
teraa cheharaa kamaal ye javaanii kamaal
ho tuu chiiz yaaraa kamaal
saa.nvariyaa re o saa.nvariyaa
le gayaa dil tuu o saa.nvariyaa
saa.nvariyaa re \threedots

teraa jalavaa yaar hu_aa aar paar chhaayaa khumaar o saa.nvariyaa
saa.nvariyaa saa.nvariyaa
tuune mere yaar aaj pahalii baar chhe.De dil ke taar o saa.nvariyaa
saa.nvariyaa saa.nvariyaa
terii nazar kamaal terii kamar kamaal
teraa ruup hai kamaal \threedots

dha.Dakan me.n tuu hai saa.Nso.n me.n tuu hai
nii.ndo.n me.n tuu hai o saa.nvariyaa
saa.nvariyaa saa.nvariyaa
baato.n me.n tuu hai yaado.n me.n tuu hai
vaado.n me.n tuu hai o saa.nvariyaa
saa.nvariyaa saa.nvariyaa
terii umar kamaal teraa asar kamaal
teraa ruup hai kamaal \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
