% ISB File: Kahkashaan_0000(NON-FILM).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ba.ngaal kii mai.n shaam\-o\-sahar dekh rahaa huu.N}%
\film{Kahkashaan (Non-film)}%
\year{}%
\starring{}%
\singer{Jagjit Singh?}%
\music{Jagjit Singh?}%
\lyrics{Jigar Mradabadi?}%

% Contributor: Ahok A Dhareshwar
% Transliterator: V S Rawat
% Credits: Afzal A Khan
% Date: 10 Aug 2004

\printtitle
#indian

ba.ngaal kii mai.n shaam\-o\-sahar dekh rahaa huu.N
har\-chand ke huu.N duur magar dekh rahaa huu.N

iflaas kii maarii hu_ii maKaluuq sar\-e\-raah
be\-gor\-o\-qafan Kaak basar dekh rahaa huu.N

insaan ke hote huye insaan ka ye hashr
dekhaa nahii.n jaataa hai magar dekh rahaa huu.N

rahamat kaa chamakane ko hai phir nayyar\-e\-taabaa.N
hone ko hai is shab kii sahar dekh rahaa huu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
