% ISB File: KaiseKahoonKePyaarHai_2003.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are ho jamaalo zaraa mujhako sambhaalo}%
\film{Kaise Kahoon Ke... Pyaar Hai}%
\year{2003}%
\starring{Dharmendra, Amit Hingorani, Sharbani Mukherji, Sunny Deol}%
\singer{Udit Narayan, Vaishali Samant}%
\music{Viju Sha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11756 [V S Rawat]
% Producer: Kapleshwar Pictures, Arjun Hingorani, Director: Anil Kumar Sharma
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40459, Cost: Rs 50/-, CD: 

\printtitle
#indian

u \:	( are ho jamaalo zaraa mujhako sambhaalo javaa.N mahafil sajaa lo
	jamaalo ho jamaalo 
	kiyaa hai pyaar maine ik la.Dakii se
	vo naadaa.N mere dil kii baate.n jaane naa ) \-2

ko \: ye ye ye
u \:	uu.N ( mere savaalo.n me.n mere javaabo.n me.n tuu chhupii hai
	mere Kayaalo.n me.n aa.Nkho.n me.n Kvaabo.n me.n tuu basii hai ) \-2
	tuu merii yaado.n me.n tuu merii chaahat kii chaa.Ndanii hai
	tuu merii saa.Nso.n me.n tuu sirf mere li_e hii banii hai
	mere ho.nTho.n pe teraa fasaanaa
	banaa tere li_e mai.n diivaanaa
	mujhe kitanii mohabbat hai tujhase
	mere dilabar nahii.n tuune jaanaa
	are ho jamaalo zaraa mujhako sambhaalo javaa.N mahafil sajaa lo
	jamaalo ho jamaalo 
	kiyaa hai pyaar maine ik la.Dakii se
	vo naadaa.N mere dil kii baate.n jaane naa

ko \: ye ye ye
vai \:	( tuu jo milaa mujhako saare zamaane ko bhuul ga_ii mai.n
	aake panaaho.n me.n terii hii baa.Nho.n me.n jhuul ga_ii mai.n ) \-2
	chaahat ke panno.n pe maine to teraa hii ra.ng sajaayaa
	tanhaa akele me.n maine to tujhako hii a.ng lagaayaa
	mujhe tuune jo apanaa banaayaa
	mere sapano.n ko sach kar dikhaayaa
	baat baraso.n jo dil me.n chhupaa_ii
	raaz vo aaj sabase bataayaa

u \:	he ho jamaalo zaraa mujhako sambhaalo javaa.N mahafil sajaa lo
	jamaalo ho jamaalo 
vai \:	kiyaa hai pyaar maine ik la.Dake se
	isake bin ab meraa dil to maane naa
	ho maane naa ho
	ho o maane naa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chaahate.n betaab hai.n ... kaise kahuu.N ke pyaar hai}%
\film{Kaise Kahoon Ke... Pyaar Hai}%
\year{2003}%
\starring{Dharmendra, Amit Hingorani, Sharbani Mukherji, Sunny Deol}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy}%
\music{Viju Sha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11753 [V S Rawat]
% Producer: Kapleshwar Pictures, Arjun Hingorani, Director: Anil Kumar Sharma
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40459, Cost: Rs 50/-, CD: 

\printtitle
#indian

u \:	chaahate.n betaab hai.n aa.Nkho.n me.n ye Kvaab hai.n
	tho.Dii sii hai.n duuriyaa.N aur kuchh majabuuriyaa.N
ka \:	ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho
u \:	haa.N chaahate.n betaab hai.n aa.Nkho.n me.n ye Kvaab hai.n
	tho.Dii sii hai.n duuriyaa.N aur kuchh majabuuriyaa.N
	saarii qasame.n to.D duu.N sochataa huu.N bol duu.N
	raaz saare khol duu.N
	kah rahaa hai dil diivaanaa
	haa.N kah rahaa hai dil diivaanaa
	kah rahii hai.n dha.Dakane.n
	ye to hai mushqil merii kaise kahuu.N ke pyaar hai \-2

ka \:	kah rahii haatho.n kii meha.ndii kah rahii hai.n chuu.Diyaa.N \-2
	sharm sii aatii mujhe kaise kahuu.N ke pyaar hai \-2

u \:	har gha.Dii shaam\-o\-sahar raastaa dekhaa karuu.N
	kab mile.n kaise mile.n bas yahii sochaa karuu.N
	ho har gha.Dii shaam\-o\-sahar raastaa dekhaa karuu.N
	kab mile.n kaise mile.n bas yahii sochaa karuu.N
	is mohabbat kii qasam ab du_aa_o.N me.n sanam
	bas tujhe maa.Ngaa karuu.N
	kah rahii hai beqaraarii
	haa.N kah rahii hai beqaraarii
	kah rahii diivaanagii
	ye to hai mushqil merii kaise kahuu.N ke pyaar hai
ka \:	haa.N sharm sii aatii mujhe kaise kahuu.N ke pyaar hai
u \:	he he he he haa haa haa he he he

ko \:	pa pa raa raa \-8
ka \:	raat bhii Dhalatii nahii.n kaaTe din kaTataa nahii.n
	aa.Nkho.n se cheharaa teraa ek pal haTataa nahii.n
	ho raat bhii Dhalatii nahii.n kaaTe din kaTataa nahii.n
	aa.Nkho.n se cheharaa teraa ek pal haTataa nahii.n
	kyaa karuu.N jaan\-e\-vafaa ek bas tere sivaa
	ab ko_ii ja.Nchataa nahii.n
	kah rahaa aa.Nkho.n kaa kaajal
	haa.N kah rahaa aa.Nkho.n kaa kaajal
	kah rahii a.Nga.Daa_iyaa.N
	sharm sii aatii mujhe kaise kahuu.N ke pyaar hai
u \:	ho ye to hai mushqil merii kaise kahuu.N ke pyaar hai
ka \:	kah rahii ho.nTho.n kii laalii kah rahii tanahaa_iyaa.N
u \:	kah rahaa mausam kaa jaaduu kah rahii hai.n vaadiyaa.N
ka \:	sharm sii aatii mujhe kaise kahuu.N ke pyaar hai
u \:	haa.N ye to hai mushqil merii kaise kahuu.N ke pyaar hai
do \:	 laa la laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil teraa dil meraa dil dil se mil hii gayaa}%
\film{Kaise Kahoon Ke... Pyaar Hai}%
\year{2003}%
\starring{Dharmendra, Amit Hingorani, Sharbani Mukherji, Sunny Deol}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Viju Sha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11754 [V S Rawat]
% Producer: Kapleshwar Pictures, Arjun Hingorani, Director: Anil Kumar Sharma
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40459, Cost: Rs 50/-, CD: 

\printtitle
#indian

u \:	dil teraa dil meraa dil dil se mil hii gayaa
	chhaayaa hai betaabii kaa ra.ng nayaa
	mai.n huu.N teraa romi_o tuu hai merii juuliyaT
	chal kah de.n zamaane se
	terii merii ##love story## jis ##film## me.n aa_egii gii gii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii gii gii
a \:	dil teraa dil meraa dil dil se mil hii gayaa
	chhaayaa hai betaabii kaa ra.ng nayaa
	tuu hai meraa romi_o mai.n huu.N terii juuliyaT
	chal kah de.n zamaane se
	terii merii ##love story## jis ##film## me.n aa_egii gii gii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii gii gii

	kabhii ruuTh ga_e kabhii maan ga_e ik\-duuje ko pahachaan ga_e
	ho kabhii ruuTh ga_e kabhii maan ga_e ik\-duuje ko pahachaan ga_e
u \:	ise dard\-e\-mohabbat kahate hai.n anjaane me.n ham jaan ga_e
a \:	palako.n me.n chhupaa le.nge siine se lagaa le.nge
u \:	baraso.n kii judaa_ii kaa ham aaj mazaa le.nge
a \:	tuu hai meraa romi_o mai.n huu.N terii juuliyaT
	chal kah de.n zamaane se
u \:	terii merii ##love story## jis ##film## me.n aa_egii gii gii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii gii gii
a \:	dil teraa dil meraa dil dil se mil hii gayaa
u \:	chhaayaa hai betaabii kaa ra.ng nayaa

	ko_ii rok nahii.n sakataa hamako merii jaanam pyaar jataane se
	ho ko_ii rok nahii.n sakataa hamako merii jaanam pyaar jataane se
a \:	ko_ii maane yaa naa maane sanam nahii.n chhupataa ishq chhupaane se
u \:	merii jaan mujhe tuune itanaa bechain kiyaa
a \:	mai.n haar ga_ii Kud se maine tan\-man tujhako diyaa
u \:	mai.n huu.N teraa romi_o tuu hai merii juuliyaT
	chal kah de.n zamaane se
a \:	terii merii ##love story## jis ##film## me.n aa_egii gii gii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii
	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii gii gii
u \:	dil teraa dil meraa dil dil se mil hii gayaa
a \:	chhaayaa hai betaabii kaa ra.ng nayaa
u \:	mai.n huu.N teraa romi_o tuu hai merii juuliyaT
	chal kah de.n zamaane se
a \:	te te terii merii ##love story## jis ##film## me.n aa_egii gii gii
u \:	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii
a \:	vo ##film## to ##golden jubilee## manaa_egii gii gii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{le ga_ii le ga_ii dil vo... kyaa jaaduu kiyaa}%
\film{Kaise Kahoon Ke... Pyaar Hai}%
\year{2003}%
\starring{Dharmendra, Amit Hingorani, Sharbani Mukherji, Sunny Deol}%
\singer{Shaan}%
\music{Viju Sha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11755 [V S Rawat]
% Producer: Kapleshwar Pictures, Arjun Hingorani, Director: Anil Kumar Sharma
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40459, Cost: Rs 50/-, CD: 

\printtitle
#indian

ko \:	le ga_ii le ga_ii le ga_ii dil vo le ga_ii le ga_ii le ga_ii \-2
shaa \:	( kyaa jaaduu kiyaa naa jaanaa use dekhaa banaa diivaanaa
	mere Kaabo.n kii raanii merii diivaanii paagal mujhe kar ga_ii
	dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii
	ho dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii ) \-2

ko \:	riibaa ruubaa rab ruubaa ruubaa rab \-6

shaa \:	saaraa din bechainii detii raat bhar ta.Dapaatii hai
	saamane jab aatii hai to vo zaraa sharamaatii hai
ko \:	riibaa ruubaa rab \-6
shaa \:	saaraa din bechainii detii raat bhar ta.Dapaatii hai
	saamane jab aatii hai to vo zaraa sharamaatii hai
	merii betaabiyo.n ko bataanaa ko_ii jaa ke use samajhaanaa
	o hasii.n naazaniinaa bholii hasiinaa chaahat se kyo.n Dar ga_ii
	dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii
	ho dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii

ko \:	o o o o o o \-5
ko \:	( o o o o o o
shaa \: ye_ii ye ) \-4
	ek din aisaa aa_egaa ishq me.n kho jaa_egii
	hai yaqii.n mujhako to yaaro.n vo merii ho jaa_egii
ko \:	riibaa ruubaa rab \-6
shaa \:	he ek din aisaa aa_egaa ishq me.n kho jaa_egii
	hai yaqii.n mujhako to yaaro.n vo merii ho jaa_egii
	mujhase hai abhii anajaanii karatii hai ba.Dii naadaanii
	use meraa nashaa hai mujhako pataa hai
	mujhape bhii vo mar ga_ii
	dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii
	ho dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii

	kyaa jaaduu kiyaa naa jaanaa use dekhaa banaa diivaanaa
	mere Kaabo.n kii raanii merii diivaanii paagal mujhe kar ga_ii
	dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii
	ho dil meraa churaa kar le ga_ii mujhako jhaTakaa de ga_ii
	le ga_ii le ga_ii le ga_ii dil vo le ga_ii le ga_ii le ga_ii \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ramayyaa raam ramayyaa ... o mere kishan kanhayyaa}%
\film{Kaise Kahoon Ke... Pyaar Hai}%
\year{2003}%
\starring{Dharmendra, Amit Hingorani, Sharbani Mukherji, Sunny Deol}%
\singer{Sukhwinder Singh}%
\music{Viju Sha}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11757 [V S Rawat]
% Producer: Kapleshwar Pictures, Arjun Hingorani, Director: Anil Kumar Sharma
% Audio: Crescendo Music Pvt Ltd
% Cassette: Soprano 40459, Cost: Rs 50/-, CD: 

\printtitle
#indian

ko \:	( ramaiyaa raam ramaiyaa
	ramaiyaa kishan kanhaiyaa ) \-2
su \:	( o mere kishan kanhaiyaa
	o mere raam ramaiyaa ) \-2
	pha.Nsii hai bhav\-saagar ke biich me.n aa ke ( is jiivan kii naiyaa ) \-2
	( lagaa de paar khevaiyaa
	o mere kishan kanhaiyaa ) \-2
ko \:	( ramaiyaa raam ramaiyaa
	ramaiyaa kishan kanhaiyaa ) \-2

su \:	o satakarmo.n ke path pe chale.n ham duShkarmo.n se hamako bachaanaa
	moh\-maayaa me.n bhaTak naa jaa_e.N hamako siidhii raah dikhaanaa
	( ye jag hai bhuul\-bhulaiyaa
	ek tuu raah dikhaiyaa ) \-2
	pha.Nsii hai bhav\-saagar ke biich me.n aa ke ( is jiivan kii naiyaa ) \-2
	( lagaa de paar khevaiyaa
	o mere kishan kanhaiyaa ) \-2
ko \:	( ramaiyaa raam ramaiyaa
	ramaiyaa kishan kanhaiyaa ) \-2

su \: o giradhaarii madan\-muraarii sab tere hii dar pe aate
	ko_ii khaalii haath gayaa naa saare jholii bhar ke jaate
	( gvaalo.n sa.ng gaay\-charaiyaa
	suno balaraam kanhaiyaa ) \-2
	pha.Nsii hai bhav\-saagar ke biich me.n aa ke ( is jiivan kii naiyaa ) \-2
	( lagaa de paar khevaiyaa
	o mere kishan kanhaiyaa ) \-2
ko \:	( ramaiyaa raam ramaiyaa
	ramaiyaa kishan kanhaiyaa ) \-2

su \:	o sabake daataa bhaagy vidhaataa tuune sabakii biga.Dii banaa_ii
	jisane tujhako dil se pukaaraa tuune sunii hai usakii duhaa_ii
	( merii bhii sun le duhaiyaa
	o mere raas\-rachaiyaa ) \-2
	pha.Nsii hai bhav\-saagar ke biich me.n aa ke ( is jiivan kii naiyaa ) \-2
	( lagaa de paar khevaiyaa
	o mere kishan kanhaiyaa ) \-2
ko \:	( ramaiyaa raam ramaiyaa
	kanhaiyaa kishan kanhaiyaa ) \-12

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
