% ISB File: Kajal_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{din guzaraa raat aa_ii re baalam}%
\film{Kajal}%
\year{1948}%
\starring{Suraiya, Vasti, Jayant, Gop, Kukku}%
\singer{Suraiya}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12513 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

din guzaraa raat aa_ii re baalam
dha.Dakan laagaa jii meraa dha.Dakan laagaa jii
merii ek naa maanii ai dil \-2
ab Gam ke aa.Nsuu pii
ho jii dha.Dakan laagaa jii meraa dha.Dakan laagaa jii
din guzaraa raat aa_ii

priit kii riit kahuu.N na jaane ho raam \-2
jaane aag lagaanaa
jal\-jal ke mai.n raakh bha_ii
ab jal\-jal ke mai.n raakh bha_ii
ek baar mil jaanaa ho raam ek baar mil jaanaa
raam kare mai.n mar\-mar jaa_uu.N \-2
tuu baalam mere jii
ho jii dha.Dakan laagaa jii meraa dha.Dakan laagaa jii
din guzaraa raat aa_ii

biit ga_ii.n wo chain kii raate.n \-2
sukh ke wo din biit gaye \-2
haar ke baiThe gaye dil waale \-2
dil ke dukh in biit gaye
bhuul gayaa wo priit lagaa ke \-2
mai.n yaad karuu.N kisakii
ho jii dha.Dakan laagaa jii meraa dha.Dakan laagaa jii
din guzaraa raat aa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{din pe din biite jaaye.n jaane waale na aaye.n}%
\film{Kajal}%
\year{1948}%
\starring{Suraiya, Vasti, Jayant, Gop, Kukku}%
\singer{Suraiya}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12567 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

( din pe din biite jaaye.n
jaane waale na aaye.n
mai.n kyaa karuu.N ) \-2

( mat puuchho dil kii baat piyaa
hamase na guzare raat piyaa ) \-2
mai.n tum ban jaa_uu.N ek baar tum mai.n ban jaa_o \-2
aur haath karejawaa pe rakh\-rakh ke tum bhii gaa_o
lo aa ga_ii.n mast hawaaye.n
lo baadal hame.n Daraaye.n
kaho mai.n kyaa karuu.N

din pe din biite jaaye.n
jaane waale na aaye.n
mai.n kyaa karuu.N

( ye raat chaa.Ndanii dekh meraa dil roye meraa dil roye ) \-2
kyaa karuu.N hamaare piyaa na jaane hoye \-2
unake dil pe bhii Thes lage to jaanuu.N \-2
wo ta.Dap\-ta.Dap ye gaaye.n to jaanuu.N \-2
lo aa ga_ii.n mast hawaaye.n
lo baadal hame.n Daraaye.n
kaho mai.n kyaa karuu.N

din pe din biite jaaye.n
jaane waale na aaye.n
mai.n kyaa karuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere dil me.n ko_ii na aaye}%
\film{Kajal}%
\year{1948}%
\starring{Suraiya, Vasti, Jayant, Gop, Kukku}%
\singer{Suraiya}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12569 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

( mere dil me.n ko_ii na aaye
aaye naa mere dil me.n
mere dil me.n ko_ii na aaye
ke nanhaa moraa naazuk dil haay re haay re ) \-2

mujhe kisii ne kahaa thaa ulafat na kisii se karanaa \-2
ba.Daa buraa hai zamaanaa Daranaa \-2
par kyaa karuu.N jiyaa jaaye \-2
ab dil me.n ko_ii bal khaaye
haay re mere dil me.n
ab dil me.n ko_ii bal khaaye
ke nanhaa moraa naazuk dil haay re haay re

( more naino.n me.n piyaa
more naino.n me.n piyaa kaajal jal musakaaye ) \-2
mai.nne jhaT se aa.Nkh band kar lii kahii.n na jaaye \-2
dil naache hai aur gaaye \-2
ko_ii jaa ke unhe.n le aaye
haay re ko_ii jaa ke
ko_ii jaa ke unhe.n le aaye
ke nanhaa moraa naazuk dil haay re haay re

mere dil me.n ko_ii na aaye
aaye naa mere dil me.n
mere dil me.n ko_ii na aaye
ke nanhaa moraa naazuk dil haay re haay re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mohe meraa bachapanaa laa de}%
\film{Kajal}%
\year{1948}%
\starring{Suraiya, Vasti, Jayant, Gop, Kukku}%
\singer{Suraiya, Chorus}%
\music{Ghulam Mohammad}%
\lyrics{D N Madhok, Shakeel}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11872 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

mohe meraa bachapanaa 
mohe meraa bachapanaa laa de
balamaa jawaanii bhaaye naa
mohe meraa bachapanaa \-2
mohe meraa bachapanaa laa de
balamaa jawaanii bhaaye naa

ko \:	mohe meraa bachapanaa 

buraa ho jawaanii kaa jo dard anokhe laayii
dard anokhe laayii
buraa ho jawaanii kaa jo dard anokhe laayii 
dil bhar aayaa kabhii aa.Nkh bhar aayii \-2
moraa nanhaa saa jiyaa
ko \:	moraa nanhaa saa jiyaa
o o o moraa nanhaa saa jiyaa
ko \:	moraa nanhaa saa jiyaa
chain kahii.n paaye naa
mohe meraa bachapanaa
mohe meraa bachapanaa laa de
balamaa jawaanii bhaaye naa

ko \:	mohe meraa bachapanaa 

mast hawaaye.n aa ke chhe.D jaatii hai.n \-2
taaro.n bharii ratiyaa.N bhii jii ko Daraatii hai.n \-2
moraa nanhaa saa jiyaa
ko \:	moraa nanhaa saa jiyaa
o o o moraa nanhaa saa jiyaa
ko \:	moraa nanhaa saa jiyaa
chain kahii.n paaye naa

( mohe meraa bachapanaa
mohe meraa bachapanaa laa de
balamaa jawaanii bhaaye naa

ko \:	mohe meraa bachapanaa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n}%
\film{Kajal}%
\year{1948}%
\starring{Suraiya, Vasti, Jayant, Gop, Kukku}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Gulam Mohammed}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12568 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ra \:	taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n \-2
	ye zi.ndagii kyaa hai \-2
	tum kahii.n ham kahii.n
	taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n

su \:	( man kaa pa.nchhii bol uThaa hai
	bol balam tere dil me.n kyaa hai bol balam ) \-2
ra \:	mere dil kii baat na puuchho \-2
	haay kahii.n lagataa nahii.n

su \:	tum kahii.n ham kahii.n
	taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n

ra \:	( tho.Dii\-tho.Dii der me.n jii bhar\-bhar aaye hai
su \:	apanii lagii ke sab jag gun gaaye hai ) \-2
	mere dil kii baat to puuchho \-2
ra \:	haay kahii.n lagataa nahii.n

su \:	tum kahii.n ham kahii.n
do \:	taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n
	ye zi.ndagii kyaa hai \-2
	tum kahii.n ham kahii.n
	taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
