% ISB File: KamalKePhool_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dil ko ta.Dapanaa ... o dene waale ye kyaa diyaa}%
\film{Kamal Ke Phool}%
\year{1950}%
\starring{Suraiya, Shakuntala, Amarnath, Jiwan, Raj Mehra}%
\singer{Suraiya}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12550 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

dil ko ta.Dapanaa aa.Nkho.n ko ronaa
qismat me.n likhaa barabaad honaa
o dene waale ye kyaa diyaa \-4

( meraa chaman hai kaliyo.n se Kaalii
ye kyaa kiyaa o duniyaa ke maalii ) \-2
phuulo.n kaa sapanaa kaa.NTho.n pe sonaa \-2
haay kaa.NTho.n pe sonaa
o dene waale ye kyaa diyaa \-4

( dekh liyaa terii duniyaa kaa melaa
sabake hai.n saathii meraa dil hai akelaa ) \-2
mere liye hai ronaa hii ronaa \-2
haay ronaa hii ronaa
o dene waale ye kyaa diyaa \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{idhar Gariib kaa dil hai ... miTaa sake to miTaa le duniyaa}%
\film{Kamal Ke Phool}%
\year{1950}%
\starring{Suraiya, Shakuntala, Amarnath, Jiwan, Raj Mehra}%
\singer{Suraiya}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12549 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

idhar Gariib kaa dil hai udhar zamaanaa hai
ye dekhanaa hai ke kisane kise miTaanaa hai

miTaa sake to miTaa le duniyaa \-2
banaanewaalaa banaa hii degaa
rulaa sake to rulaa de duniyaa ha.Nsaanewaalaa ha.nsaa hii degaa

miTaa sake to miTaa le duniyaa banaanewaalaa banaa hii degaa

ba.Dii Kushii se qadam\-qadam par bichhaa le kaa.NTe are zamaane \-2
giraa sake to giraa le hamako uThaanewaalaa uThaa hii degaa \-2

miTaa sake to miTaa le duniyaa banaanewaalaa banaa hii degaa

udhar zamaane kii tez aa.Ndhii idhar merii zi.ndagii kaa diipak \-2
bujhaa sake to bujhaa le duniyaa jalaanewaalaa jalaa hii degaa \-2

miTaa sake to miTaa le duniyaa banaanewaalaa banaa hii degaa
rulaa sake to rulaa de duniyaa ha.Nsaanewaalaa ha.nsaa hii degaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jalatii hai duniyaa jalatii rahegii}%
\film{Kamal Ke Phool}%
\year{1950}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

jalatii hai duniyaa.N jalatii rahegii
o dil vaale pyaar kiye jaa
jalatii hai duniyaa.N jalatii rahegii

dil me.n kisii kaa pyaar basaa le
duniyaa.N kii baate.n dil se bhulaa de
jalatii hai duniyaa.N jalatii rahegii

kahataa chalaa jaa dil ke fasaane
terii balaa se duniyaa.N na maane
jalatii hai duniyaa.N jalatii rahegii

khilate hue dil khil ke rahe.nge
milanaa hai jinako mil ke rahe.nge
jalatii hai duniyaa.N jalatii rahegii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ko_ii dil me.n samaayaa chupake\-chupake\-chupake}%
\film{Kamal Ke Phool}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Shakuntala, Amarnath, Jiwan, Raj Mehra}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12059 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ko_ii dil me.n samaayaa chupake\-chupake\-chupake
mere sapano.n me.n aayaa chhup ke
ko_ii dil me.n samaayaa chupake\-chupake\-chupake

dabe\-dabe paa.Nv mere saamane wo aa gaye \-2
laaj ke maare more nainaa sharmaa gaye \-2
mai.ne mukha.Daa chhupaayaa chhup ke chhup ke chhup ke \-2
mere sapano.n me.n aayaa chhup ke
ko_ii dil me.n samaayaa chupake\-chupake\-chupake

piyaa kahane lage gorii hame.n tarasaa_o naa \-2
jiyaa beqaraar hai mukha.Daa chhupaa_o naa \-2
maine ghuu.NghaT haTaayaa  ruk ke ruk ke ruk ke \-2
mere sapano.n me.n aayaa chhup ke
ko_ii dil me.n samaayaa chupake\-chupake\-chupake \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sazaa milii hai kisii se ye dil lagaane kii}%
\film{Kamal Ke Phool}%
\year{1950}%
\starring{Suraiyya, Shakuntala, Amarnath, Jiwan, Raj Mehra}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12163 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

sazaa milii hai kisii se ye dil lagaane kii \-2
ha.Nsii u.Daatii hai duniyaa mere fasaane kii
sazaa milii hai kisii se ye dil lagaane kii
sazaa milii

( Kushii se khelane waalaa
zamaanaa kyaa jaane ) \-2
kisii Gariib ko hasarat hai
muskuraane kii

sazaa milii hai kisii se ye dil lagaane kii
sazaa milii

( kuchh aur Gam bhii bache.n ho
to de\-de ai qisamat ) \-2
ki ab to mujhako bhii aadat hai
Gam uThaane kii

sazaa milii hai kisii se ye dil lagaane kii
ha.Nsii u.Daatii hai duniyaa mere fasaane kii
sazaa milii hai kisii se ye dil lagaane kii
sazaa milii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sun mere shyaam mere Gam kii kahaanii}%
\film{Kamal Ke Phool}%
\year{1950}%
\starring{Suraiya, Shakuntala, Amarnath, Jiwan, Raj Mehra}%
\singer{Suraiya}%
\music{Shyamsunder}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12551 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

sun mere shyaam
( sun mere shyaam
sun mere shyaam shyaam shyaam mere Gam kii kahaanii ) \-2
sun mere shyaam

ko_ii nahii.n meraa saarii duniyaa paraa_ii hai \-2
sabake sahaare sun terii duhaa_ii hai \-2
dekho mere shyaam \-2
dekho mere shyaam shyaam shyaam merii aa.Nkh me.n hai paanii

sun mere shyaam
sun mere shyaam shyaam shyaam mere Gam kii kahaanii
sun mere shyaam

duniyaa banaane waale chaa.Nd\-sitaaro.n waale \-2
kaho kab ho.nge mere dil me.n ujaale \-2
maanegaa kaun shyaam \-2
maanegaa kaun shyaam shyaam shyaam mere tuune jo na maanii

( sun mere shyaam
sun mere shyaam shyaam shyaam mere Gam kii kahaanii ) \-2
sun mere shyaam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
