% ISB File: Kanoon_1943.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ik tuu ho ik mai.n huu.N}%
\film{Kanoon}%
\year{1943}% 
\starring{Mehtab, Nirmla, Ulhas}%
\singer{Suraiyya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: <Urzung Khan>

\printtitle
#indian

ik tuu ho ik mai.n huu.N 
aur nadii kaa kinaaraa ho
samaa  pyaaraa pyaaraa ho
ho ho ho ho ho ho, huu.N~

dil kii baat labo.n pe aaye, haay
labo.n pe aaye kahii naa jaaye
aa.Nkho.n kaa ishaaraa ho
aur ko_ii na chaaraa ho
ho ho ho ho ho ho, huu.N~
ik tuu ho\-

puurab se ik baadal aaye, haay
aa ke cha.ndaa par chhaa jaaye
dhiimaa saa a.ndhiyaaraa ho
haath me.n haath tumhaaraa ho
ho ho ho ho ho ho, huu.N~
ik tuu ho\-

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
