% ISB File: Kanyadan_1968.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{likhe jo khat tujhe, vo terii yaad me.n}%
\film{Kanyadaan}%
\year{1968}%
\starring{Shashi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Neeraj}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu)
%          C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

likhe jo Kat tujhe
vo terii yaad me.n
hazaaro.n ra.ng ke
nazaare ban gae

saveraa jab huaa
to phuul ban gae
jo raat aa_ii to
sitaare ban gae

koii nagamaa kahii.n guu.Njaa, kahaa dil ne ke tuu aa_ii
kahii.n chaTakii kalii koii, mai.n ye samajhaa tuu sharamaa_ii
koii Kushabuu kahii.n biKarii, lagaa ye zulf laharaa_ii

fizaa ra.ngii.n adaa ra.ngii.n, ye iThalaanaa ye sharamaanaa
ye a.nga.Daa_ii ye tanahaa_ii, ye tarasaa kar chale jaanaa
banaa de naa kahii.n mujhako, javaa.n jaaduu ye diivaanaa

jahaa.N tuu hai vahaa.N mai.n huu.N, mere dil kii tuu dha.Dakan hai
musaafir mai.n tuu ma.nzil hai, mai.n pyaasaa huu.N tuu saavan hai
merii duniyaa ye nazare.n hai.n, merii jannat ye daaman hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mil gaye mil maye aaj mere sanam}%
\film{Kanyadan}%
\year{1968}%
\starring{Shashi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

mil gaye mil maye aaj mere sanam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam \-2

mil gaye mil maye aaj mere sanam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam \-2

ai nazaaro zaraa kaam itanaa karo \-2
tum merii maa.Ng me.n aaj motii bharo \-2
ik ujaalaa hu_aa Dhal ga_ii shaam\-e\-Gam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam
mil gaye mil maye aaj mere sanam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam \-2

wo kahaa.N chhup rahe the mai.n hairaan thii \-2
merii sadiyo.n se unase hii pahachaan thii \-2
aise qisse zamaane me.n hote hai.n kam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam
mil gaye mil maye aaj mere sanam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam \-2

umr bhar kii ta.Dap ko karaar aa gayaa \-2
unase aa.Nkhe.n milii.n mujhako pyaar aa gayaa \-2
yaad karatii rahii mai.n unhe.n dam ba dam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam
mil gaye mil maye aaj mere sanam \-2
aaj mere zamii.n par nahii.n hai.n kadam \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar}%
\film{Kanyadan}%
\year{1968}%
\starring{Shashi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

paraa_ii huu.N paraa_ii haa.N haa.N
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar \-2
naa mil sakuu.Ngii tujhako merii justajuu na kar \-2
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar

mere Kayaal me.n khone se faayadaa kyaa hai \-2
ha.Nsii ke parde me.n rone faayadaa kyaa hai
udaas dil ko Dubone se faayadaa kyaa hai \-2
jo mujhape bojh ho aisii tuu guftaguu na kar

paraa_ii huu.N paraa_ii haa.N haa.N
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar \-2
naa mil sakuu.Ngii tujhako merii justajuu na kar
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar

tujhe Kabar hai ke merii baaraat aa_ii thii \-2
har ek phuul ne shahanaa_ii sii bajaa_ii thii
hasiin taaro.n ne Dolii merii sajaa_ii thii \-2
kisii kii ho chukii badanaam aabaruu na kar

paraa_ii huu.N paraa_ii haa.N haa.N
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar \-2
naa mil sakuu.Ngii tujhako merii justajuu na kar
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar

jo meraa farz thaa mai.nne use nibhaayaa hai \-2
Kushii samaaj kii rakhii ye dil miTaayaa hai
wafaa kii raah me.n ek diip saa jalaayaa hai \-2
mere Kayaal ko tuu apane ruu ba ruu na kar

paraa_ii huu.N paraa_ii haa.N haa.N
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar \-2
naa mil sakuu.Ngii tujhako merii justajuu na kar
paraa_ii huu.N paraa_ii merii aarazuu na kar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{unakii zulfe.n unake chehare se ... merii zindagii me.n aate}%
\film{Kanyadan}%
\year{1968}%
\starring{Shashi Kapoor, Asha Parekh}%
\singer{Rafi}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: V S Rawat
% Comments: Rafi Veritable Gems Series, 12 Apr 2003
% Credits: Malini Kanth

\printtitle
#indian

unakii zulfe.n unake chehare se haTaa sakataa nahii.n
dil kii betaabii kisii suurat chhupaa sakataa nahii.n
kitanii dilakash hai.n muhabbat kii javaa.N majabuuriyaa.N
saamane ma.nzil hai aur paa.Nv ba.Dhaa sakataa nahii.n

merii zindagii me.n aate ( to kuchh aur baat hotii ) \-2
ye nasiib jagamagaate ( to kuchh aur baat hotii ) \-2

ka_ii baar mil chukii hai.n ye hasii.n\-hasii.n nigaahe.n \-2
vo hii beqaraariyaa.N hai.n na milii Kushii kii raahe.n
mere dil se dil milaate ( to kuchh aur baat hotii ) \-2
merii zindagii me.n \threedots

mujhe kyaa Garaz kisii se ha.Nse phuul yaa sitaare \-2
hai.n merii nazar me.n phiike ye javaa.N\-javaa.N nazaare
agar aap muskaraate ( to kuchh aur baat hotii ) \-2
merii zindagii me.n \threedots

ye Kushii rahe salaamat yuu.N hii jashn ho suhaanaa \-2
jise sun rahii hai duniyaa mere dil kaa hai taraanaa
mere saath tum bhii gaate ( to kuchh aur baat hotii ) \-2
merii zindagii me.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
