% ISB File: Karz_1980.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dard\-e\-dil dard\-e\-jigar dil me.n jagaayaa aapane}%
\film{Karz}%
\year{1980}%
\starring{Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Grewal, Raj Kiran, Premnath}%
\singer{Rafi}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dad.r\-e\-dil, dad.r\-e\-jigar dil me.n jagaayaa aapane
pahale to mai.n, shaayar thaa, aashiq banaayaa aapane

aapakii mad_hosh nazare.n kar rahii.n hai.n shaayarii
ye Gazal merii nahii.n ye Gazal hai.n aapakii
mai.n ne to bas vo likhaa jo kuchh likhaayaa aapane
dad.r\-e\-dil   \threedots

kab kahaa.N sab kho gayii jitanii bhii thii parchhaiyaa.N
uTh gayii yaaro kii mahafil ho gayii tanhaiyaa.N
kyaa kiyaa shaayad ko_ii paradaa giraayaa aapane
dad.r\-e\-dil   \threedots

aur tho.Dii der me.n bas, ham judaa ho jaaye.nge
aapako Dhuu.NDhuu.Ngaa kaise, raaste kho jaaye.nge
naam tak to bhii nahii.n apanaa bataayaa aapane
dad.r\-e\-dil   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik hasiinaa thii ik diivaanaa thaa}%
\film{Karz}%
\year{1980}%
\starring{Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Garewal, Raj Kiran}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ik hasiinaa thii, ik diivaanaa thaa
kyaa umar, kyaa samaa, kyaa zamaanaa thaa   \threedots

ek din vo mile, roz milane lage
phir muhabbat huii, bas qayaamat huii
kho gaye tum kahaa.N, sun ke ye daasataa.N
log hairaan hai.n, kyo.n kii an_jaan hai.n
ishq kii vo galii, baat jisakii chalii
us galii me.n meraa aanaa, jaanaa thaa
ik hasiinaa thii, ik diivaanaa thaa   \threedots

us hasiin ne kahaa, suno jaan\-e\-vafaa
ye falaq ye zamii.n, tere bin kuchh nahii.n
tujhape maratii huu.N mai.n, pyaar karatii huu.N mai.n
baat kuchh aur thii, vo nazar chor thii
usake dil me.n chhupii, chaahat aur garzii thii
pyaar kaa, to faqat, ik bahaanaa thaa
ik hasiinaa thii, ik diivaanaa thaa   \threedots

bevafaa yaar ne, apane mahabuub se
aisaa dhokhaa kiyaa
    - dhokhaa, dhokhaa, dhokhaa, dhokhaa -
aisaa dhokhaa kiyaa, zahar usako diyaa

mar gayaa, vo javaa.N
ab suno daasataa.N
janm le kar kahii.n, phir vo pahu.nchaa vahii.n
shaql an_jaan kii, aqal hairaan kii
saamanaa jab huaa, phir vahii sab huaa
usakaa ye farz thaa, usape ye qarz thaa
farz ko, qarZ apanaa, nibhaanaa thaa
ik hasiinaa thii, ik diivaanaa thaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{he, tumane kabhii kisii se pyaar kiyaa ... om shaanti om}%
\film{Karz}%
\year{1980}%
\starring{Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Garewal, Raj Kiran}%
\singer{Kishore, chorus}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

he, tumane kabhii kisii se pyaar kiyaa?
    - kiyaa!
kabhii kisii ko dil diyaa?
    - diyaa!
mai.n ne bhii diyaa

laa la laa laa, laa la laa laa
merii umar ke naujavaano.n
dil na lagaanaa o diivaano.n
mai.n ne, pyaar kar ke chain khoyaa, nii.nd khoyii
are jhuuTh to kahate nahii.n hai.n
kahate nahii.n hai.n log koii
pyaar se ba.Dhakar nahii.n hai
ba.Dhakar nahii.n hai rog koii
chalataa nahii.n hai dil de ke yaaro, is dil pe jor koii
is rog kaa nahii.n hai ilaaj duniyaa me.n aur koii
to gaao -
om shaanti om, shaanti shaanti om
om shaanti om, shaanti shaanti om

mai.n ne kisii ko dil de ke kar lii
raate.n kharaab dekho
aayaa nahii.n abhii tak udhar se
koii javaab dekho
vo na kahe.ngii to Kudkushii sii kar jaa_uu.Ngaa mai.n yaaro
vo haa.N kahe.ngii to bhii khushii se mar jaa_uu.Ngaa mai.n yaaro
##sing - ##
om shaanti om, shaanti shaanti om
om shaanti om, shaanti shaanti om

jo chhup gayaa hai pahalii nazar kaa pahalaa salaam lekar
har ek saa.Ns letaa huu.N ab mai.n usakaa hii naam lekar
mere hazaaro diivaano.n mai.n ab khud ban gayaa diivaanaa
jis vaqt pyaar tumape aa jaaye to ye giit gaanaa
##sing - ##
om shaanti om, shaanti shaanti om
om shaanti om, shaanti shaanti om

merii umar ke naujavaano.n   \threedots
om shaanti om, shaanti shaanti om   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paisaa ye paisaa paisaa hai kaisaa}%
\film{Karz}%
\year{1980}%
\starring{Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Grewal, Raj Kiran, Premnath}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11304 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

paisaa ye paisaa paisaa hai kaisaa
nahii.n ko_ii aisaa jaisaa ye paisaa
ke ho musiibat na ho musiibat
ho musiibat na ho musiibat saat aaTh nau das

prem dekhaa pyaar dekhaa yaarii dekhii yaar dekhaa \-3
dil ke aar\-paar dekhaa ye saaraa sa.nsaar dekhaa
uupar\-niiche a.ndar\-baahar duur\-paas mausam hai ik jaisaa
paisaa \-2
paisaa ye paisaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu kitane baras kii tuu kitane baras kaa}%
\film{Karz}%
\year{1980}%
\starring{Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Garewal, Raj Kiran, Pran,  Premnath, Durga Khote}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11607 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	tuu kitane baras kii
la \:	tuu kitane baras kaa
	mai.n solah baras kii
ki \:	to mai.n satrah baras kaa
la \:	solah
ki \:	satrah
la \:	satrah
ki \:	solah
la \:	mil naa jaa_e.N nainaa
	ik do baras zaraa duur rahanaa
	kuchh ho gayaa to phir na kahanaa
	mai.n solah baras \threedots

ki \:	kuchh bhii ho mushqil hai duur rahanaa
	kuchh ho gayaa to phir na kahanaa
	tuu solah baras \threedots

	paravat pe cha.Dhake ghanaghor ghaTaa_e.N Takaraa_e.N to kyaa ho
ki \:	barasaat ho
	tere dil se meraa dil mil jaa_e to kyaa ho
la \:	baaraat ho
ki \:	jaane kab barasaat ho jaane kab baaraat ho
	meraa dil to chaahe aaj kii raat milan kii raat ho
la \:	ik do baras zaraa \threedots

ki \:	sachche premii sab milate hai.n ab dekhe.n ham kab milate hai.n
la \:	milane me.n ab kyaa mushqil hai terii\-merii ik ma.nzil hai
	duur hai vo nazadiik nahii.n hai
	ab ye milanaa Thiik nahii.n hai
ki \:	kyuu.N \-4
la \:	kyuu.Nki
	mai.n solah baras \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
