% ISB File: Kashmir_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{agar kisii se mohabbat na kii ... samajh lo nazar se ishaaraa kisii kaa}%
\film{Kashmir}%
\year{1951}%
\starring{Veena, Nirupa Roy, Kuldip, Al Nasir, Arun, Kamal Kapoor}%
\singer{Zohra Bai}%
\music{Hansraj Bahl}%
\lyrics{Sarshar Sailani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12066 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

agar kisii se mohabbat na kii
to kuchh naa kiyaa
mare baGair kisii par
ko_ii jiyaa na jiyaa

( samajh lo nazar se
samajh lo nazar se
ishaaraa kisii kaa
ke dil chaahataa hai
sahaaraa kisii kaa ) \-2
samajh lo nazar se

nazar me.n samaatii nahii.n ko_ii suurat
nigaaho.n ko bhaatii nahii.n ko_Ii muurat
ke dekhaa hai jab se \-2
nazaaraa kisii kaa

ke dil chaahataa hai
sahaaraa kisii kaa
samajh lo nazar se \-2

muhabbat ke badale me.n iimaan le lo
agar jaan kaam aa sake jaan le lo
magar dil naa to.Do \-2
Kudaaraa kisii kaa

ke dil chaahataa hai
sahaaraa kisii kaa
samajh lo nazar se \-2

naa ra.ng\-e\-mohabbat na buu\-e\-wafaa hai
Ghazab hai ke aiso.n se paalaa aa pa.Daa hai
samajhate nahii.n jo \-2
ishaaraa kisii kaa

ke dil chaahataa hai
sahaaraa kisii kaa
samajh lo nazar se \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
