% ISB File: Khaamoshi_1996.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche}%
\film{Khamoshi - The Musical}%
\year{1994}%
\starring{Manisha Koirala, Salman Khan, Nana Patekar, Seema Biswas, Helen}%
\singer{Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu}%
\music{Jatin-Lalit}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Raz Jessa
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

pa da ni ni, ah re ve taara reve taa raaraa ni
pa da ni ni, rivi taaraa rivi ri ri paa ram

aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche
aaj mai.n aage, zamaanaa hai piichhe
##Tell me## o Kudaa
ab mai.n kyaa karuu.N
cahluu.N siidhii ki ulTii chaluu.N
aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche \threedots

yuu.N hii bin baat ke, chhalake jaaye ha.Nsii
Dole jab havaa, laage gud_gudii
sambhaalo gir pa.Duu.N
are are are are are
taubaa kyaa karuu.N
chaluu.N siidhii kii ulTii chaluu.N
aaj mai.n uupar \threedots

aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche
aaj mai.n aage, zamaanaa hai piichhe
##Tell me## o Kudaa
ab mai.n kyaa karuu.N
sar ke bal yaa kadam se chaluu.N
aaj mai.n uupar \threedots

jhuume.n jaa mauj me.n rukanaa na jaan\-e\-jaa.N
dekhuu.N ye tara.ng rukatii hai kahaa.N
mai.n bhii tere sa.ng
in laharo.n pe chaluu.N
sar ke bal yaa kadam se chaluu.N
aaj mai.n uupar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
