% ISB File: KhelKhelMein_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{are dekh rahe hai.n ... khullam\-khullaa pyaar kare.nge}%
\film{Khel Khel Mein}%
\year{1975}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakesh Roshan}%
\singer{Kishor, Asha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10779 [V S Rawat], Mar 15, 2003
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

aa \:	are dekh rahe hai.n
ki \:	dekhane do
aa \:	jal bhii rahe hai.n
ki \:	to jalane do
aa \:	khulii sa.Dak hai baabaa
ki \:	to kyaa hu_aa bha_ii
aa \:	haa.N
ki \:	to ho jaa_e

	khullam\-khullaa pyaar kare.nge ham dono.n
	is duniyaa se nahii.n Dare.nge ham dono.n
	pyaar ham karate hai.n chorii nahii.n
aa \:	mil ga_e dil zoraa\-zorii nahii.n
	ham vo kare.nge dil jo kare
	hamako zamaane se kyaa
do \:	khullam\-khullaa pyaar \threedots

ki \:	he dekh vo ishq chhup\-chhup ke faramaa rahe hai.n
aa \:	hai kyaa mazaa dil hii dil me.n to ghabaraa rahe hai.n
ki \:	lagataa hai dono.n pa.Dosii hai.n vo
aa \:	rishtaa hii aisaa hai jaane bhii do
	ham vo kare.nge \threedots
do \:	khullam\-khullaa pyaar \threedots

aa \:	e sun zaraa ye bhii jo.Dii hai kaisii niraalii
	hai saath kyaa piichhe laalaa chale aage laalii
ki \:	dono.n me.n shaayad banatii na ho
aa \:	apanii tarah iname.n chhanatii na ho
	ham vo kare.nge \threedots
ki:	are dhat
do \:	khullam\-khullaa pyaar \threedots

ki \:	( ai
aa \:	bolo na
ki \:	pyaar kaa hai ye dushman zamaanaa
aa \:	are sun
ki \:	haa.N bataa
aa \:	sabako milataa nahii.n ye Kazaanaa ) \-2
ki \:	jisako ajii ye Kazaanaa mile
aa:	dekh\-dekh unako ye duniyaa jale
ki:	ham vo kare.nge \threedots
aa:	uh
aa \:	khullam\-khullaa pyaar \threedots
do \:	khullam\-khullaa pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek mai.n aur ek tuu}%
\film{Khel Khel Mein}%
\year{1975}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Asha, Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Neha Desai (nehadesai@hotmail.com)
% Transliterator: Neeraj Deshmukh 
% Date: 09/12/97
% Credits: Neeraj Deshmukh, Renu Thamma 

\printtitle
#indian

ki:	ek mai.n aur ek tuu
	dono.n mile is tarah
	ho, ek mai.n aur ek tuu
	dono.n mile is tarah
	aur jo tan man me.n ho rahaa hai
	ye to honaa hii thaa
	
	yuu.N nahii.n, milate hai.n yaar yaar se
	de mujhe, pyaar kaa javaab pyaar se
	dha.Dakane.n hu_ii.n javaa.N
	vaqt bhii hai maharabaa.N
	phir ye kaisii duuriyaa.N
	bolo bolo bolo bolo bolo
aa:	#shhhh shhhh shhhhhh!#
	ek mai.n aur ek tuu
	dono.n mile is tarah
	ho, ek mai.n aur ek tuu
	dono.n mile is tarah
	aur jo tan man me.n ho rahaa hai
	ye to honaa hii thaa

	la la la
ki:	la la la

aa:	ho duuriyaa.N, vaqt aane pe miTaaye.nge
	ek din, itanaa paas paas aaye.nge
	i.ntazaar tab talak
	beqaraar tab talak
	yuu.N hii pyaar tab talak
	bolo bolo bolo bolo bolo bolo
	
ki:	#shhhh shhhhh shhhhhh!#
	ek mai.n aur ek tuu
	dono.n mile is tarah
	haa.N ek mai.n aur ek tuu
	dono.n mile is tarah
	aur jo tan man me.n ho rahaa hai
	ye to honaa hii thaa
	
aa:	dillagii, ban gayii hai dil kii lagii
ki:	he, zi.ndagii, naam hai isii kaa zi.ndagii
aa:	ho khel khel me.n sanam
	aa gaye jahaa.N pe ham
	rok le vahii.n kadam
	bolo bolo bolo bolo bolo
	
ki:	#shhhh shhhhhh shhhhh!#
	ek mai.n aur ek tuu
aa:	dono.n mile is tarah
ki:	ek mai.n aur ek tuu
aa:	dono.n mile is tarah
	ek mai.n aur ek tuu
ki:	dono.n mile is tarah
do:	aur jo tan man me.n ho rahaa hai
aa:	huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N huu.N
ki:	ye to honaa hii thaa
ki:	ho honaa hii thaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise}%
\film{Khel Khel Mein}%
\year{1975}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh}%
\singer{Shailendra Singh, Chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

hu.n
hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise \-2
are hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise
ham\-tum sanam saato.n janam milate rahe ho.n jaise
ho hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise
ham\-tum sanam saato.n janam milate rahe ho.n jaise

aa.Nkho.n kaa rah\-rah ke milanaa mil ke jhuk jaanaa
kar detii hai.n yahii adaaye.n dil ko diiwaanaa
aa.Nkho.n kaa rah\-rah ke milanaa mil ke jhuk jaanaa
ho kar detii hai.n yahii adaaye.n dil ko diiwaanaa
huaa yuu.N saamanaa, pa.Daa dil thaamanaa
ho huaa yuu.N saamanaa, pa.Daa dil thaamanaa

ho hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise
ham\-tum sanam saato.n janam milate rahe ho.n jaise \-2

basate\-basate bas jaayegii is dil kii bastii
tab hii jiiwan me.n aayegii pyaar bharii mastii
basate\-basate bas jaayegii is dil kii bastii
haay tab hii jiiwan me.n aayegii pyaar bharii mastii
hamaarii daastaa.N kahegaa ye jahaa.N
ho hamaarii daastaa.N kahegaa ye jahaa.N

o hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise
ham\-tum sanam saato.n janam milate rahe ho.n jaise
ho hamane tumako dekhaa tumane hamako dekhaa aise
ham\-tum sanam laa laa
##come on##

ko:	laa laa
sha:	##yeah##
ko:	laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sapanaa meraa TuuT gayaa}%
\film{Khel Khel Mein}%
\year{1975}%
\starring{Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakesh Roshan}%
\singer{Asha, R D Burman}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulshan Bawra}%

% Contributor: Asif Alvi
% Date: 4 Feb 2004
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

sapanaa meraa TuuT gayaa
wo naa rahaa kuchh naa rahaa

sapanaa meraa TuuT gayaa
are wo naa rahaa kuchh naa rahaa
rotii hu_ii.n yaade.n milii.n
bas aur mujhe kuchh naa milaa

aapako aapako maaluum hai
aapakii tarah meraa bhii ik sundar saajan thaa
usakii aa.Nkho.n me.n nashaa baazuu me.n taaqat
aur dil me.n himmat thii
bijalii kii tarah naachataa huaa wo mere paas aataa thaa
gaataa thaa naachataa thaa
mai.n mai.n mai.n paagal ho jaatii thii
dekho naa wo aa gayaa sirf mere liye mere liye

aajaa merii baaho.n me.n aa
pyaar bharii raaho.n me.n aa
sun le machalate hue dil kii sadaa re dil kii sadaa
ho ho

dil kah rahaa hai teraa
saath hai ye teraa meraa
ab zindagii me.n kabhii ho naa judaa re ho naa judaa
la la la la la
raaja are phir se naa jaa chalaa gayaa

sapanaa meraa TuuT gayaa
woh naa rahaa kuchh naa rahaa
rotii hu_ii.n yaade.n milii.n
bas aur mujhe kuchh naa milaa

yuu.N baar baar ham milate the
par haa.N ek din meraa haath pakaDakar
mujhe khii.nchataa huaa wo le gayaa
aur ek sundar gaaDii me.n biThaakar bola
haa.N ye tere liye hai raanii
[Car zooming away]
raaja gaaDii to hawaa se baate.n kar rahii hai
dekho naa mujhe Dar lag rahaa hai
suno naa raaja aahistaa please aahistaa
gaadii rukii are mai.n to isakii baaho.n me.n huu.N

sharamaanaa chhoD de tuu
ghabaraanaa chhoD de tuu
aaj to bujhaa de mere dil kii lagii re dil kii lagii
ho ho

ham to hai.n jiivan saathii
mai.n huu.N diyaa tuu hai baatii
pyaar me.n yuu.N jalane kaa hai naam zindagii re naam zindagii

la la la la la la la la la la

[Frustrated laugh]
pagale sapane bhii kahii.n sach hote hai.n
sapanaa hii thaa TuuT gayaa

sapanaa meraa TuuT gayaa
wo naa rahaa kuchh naa rahaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
