% ISB File: Khel_1950.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhuul jaa ai dil muhabbat kaa fasaanaa}%
\film{Khel}%
\year{1950}%
\starring{Nigar, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}%
\singer{Lata}%
\music{Sajjad Husain}%
\lyrics{Shams Azimabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11889 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

bhuul jaa ai dil muhabbat kaa fasaanaa
kisii se dil lagaanaa
phir na aayegaa palaT kar wo zamaanaa
wo sapanaa thaa suhaanaa

( yaad aatii hai.n tujhe ab
kyuu.N wo raate.n pyaar kii
aur wo baate.n pyaar kii ) \-2
bhuul jaa ulafat ke miiThe giit gaanaa

wo sapanaa thaa suhaanaa
bhuul jaa ai dil muhabbat kaa fasaanaa
kisii se dil lagaanaa

teraa gulashan luT gayaa \-2
teraa nasheman jal gayaa
haay jal gayaa
din Kushii kaa Dhal gayaa
ab wo gulashan hai naa ab wo aashiyaanaa

wo sapanaa thaa suhaanaa
bhuul jaa ai dil muhabbat kaa fasaanaa
kisii se dil lagaanaa

( ab to saari zindagii
aa.Nsuu bahaanaa hai tujhe
dil jalaanaa hai tujhe ) \-2
ab kahaa.N qisamat me.n terii muskuraanaa

wo sapanaa thaa suhaanaa
bhuul jaa ai dil muhabbat kaa fasaanaa
kisii se dil lagaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai}%
\film{Khel}%
\year{1950}%
\starring{Nigar, Nargis, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}%
\singer{G M Durrani}%
\music{Sajjad}%
\lyrics{Bahzad Lakhnavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12294 [V S Rawat], 23/01/2004
% Credits: U.V. Ravindra

\printtitle
#indian

hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai \-2
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai \-2

( bahut un ko chaahaa ke apanaa banaaye.n
apanaa banaaye.n ) \-2
muqadaar ko lekin gawaaraa nahii.n hai

hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai

muhabbat me.n aisaa ko_ii din na guzaraa \-2
jise ham ne ro kar guzaaraa nahii.n hai

hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai

( na Kuu.n jaan de\-de wo qisamat kaa maaraa
qisamat kaa maaraa ) \-2
zamaane me.n jis kaa sahaaraa nahii.n hai

hame.n ab ye jiinaa gawaaraa nahii.n hai
ke duniyaa me.n ko_ii hamaaraa nahii.n hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaate ho to jaao ham bhii yahaa.N}%
\film{Khel}%
\year{1950}%
\starring{Nigar, Nargis, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}%
\singer{Lata}%
\music{Sajjad}%
\lyrics{Sagar Nizami}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar <nimishp @hotmail.com>
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Date: 11 Apr 2003
% Series: LATAnjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

jaate ho to jaao ham bhii yahaa.N vaado.n ke sahaare jii le.nge
Kud de ke kisii ko dil apanaa kuchh khel nahii.n jiinaa lekin
ghuT ghuT ke sahii mar mar ke sahii
ghuT ghuT ke sahii mar mar ke sahii jaise bhii banegaa jii le.nge

rusavaa na kare.nge ham tum ko siine se lagaa le.nge Gam ko
ho .a .a
uma.De jo kabhii dil se aa.Nsuu ham dil hii dil me.n pii le.nge
jaate ho to jaao ham bhii yahaa.N vaado.n ke sahaare jii le.nge

siine se lagaa kar yaado.n ko Kaamosh rahe.nge raato.n ko
shikave jo zabaa.N par aaye kabhii hoTo.n se zabaa.N ko sii le.nge
jaate ho to jaao ham bhii yahaa.N vaado.n ke sahaare jii le.nge

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saajanaa din bahure hamaare}%
\film{Khel}%
\year{1950}%
\starring{Nigar, Nargis, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}%
\singer{Geeta}%
\music{Sajjad}%
\lyrics{Aarzoo Lakhnavi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12293 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

saajanaa din bahure hamaare \-2
pyaase aa pahu.Nche nadiyaa kinaare
saajanaa din bahure hamaare

kaamanaa_o.n me.n bechainii aa_ii \-2
man kii komal kalii musakaa_ii
ham kahaa.N tum kahaa.N \-2
aur ye pyaaraa samaa.N ha.Nse
Kaabo.n ke chamake sitaare
saajanaa din bahure hamaare

( khel chaahat kaa khel
ye hai man kii kulel
ba.De itanaa to mel ) \-2
manjhe cha.Dh jaaye bel \-2
tum hamaare bano.n ham tumhaare
saajanaa din bahure hamaare

phir kahaa.N aisii raate.n suhaanii \-2
phir kahaa.N ye machalatii jawaanii
man kii maujo.n me.n zor \-2
prem\-nadiyaa kaa shor
aaj mil jaaye.n do bahate dhaare
saajanaa din bahure hamaare \-2
saajanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{to.D gaye haay to.D gaye aramaan bharaa dil to.D gaye}%
\film{Khel}%
\year{1950}%
\starring{Nigar, Nargis, Dev Anand, Hafeez Jahaan, Anwarm Murad}%
\singer{Meena Kapoor}%
\music{Sajjad}%
\lyrics{Shams Azimabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12257 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

( to.D gaye haay to.D gaye
aramaan bharaa dil to.D gaye ) \-2
samajhe the sahaaraa ham jinako
majhadhaar me.n hamako chho.D gaye
to.D gaye haay to.D gaye
aramaan bharaa dil to.D gaye

( kyaa haal sunaaye ham apanaa
ab kaun miTaaye Gam apanaa ) \-2
taqadiir banaane waale hii
Kud meraa muqaddar pho.D gaye

to.D gaye haay to.D gaye
aramaan bharaa dil to.D gaye

( duniyaa me.n ko_ii apanaa na rahaa
wo pyaar bharaa sapanaa na rahaa ) \-2
ulafat kaa silaa itanaa saa milaa
hamako wo akelaa chho.D gaye

to.D gaye haay to.D gaye
aramaan bharaa dil to.D gaye

( aabaad thaa dil wiiraan hu_aa
ulafat kaa chaman sunasaan hu_aa ) \-2
barabaad har ek aramaan hu_aa
jis roz se wo mu.Nh mo.D gaye

to.D gaye haay to.D gaye
aramaan bharaa dil to.D gaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
