% ISB File: Khoobsoorat_1952.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kab talak mujhako ... ai chaa.Nd ab tuu jaa meraa diiwaanaa aa gayaa}%
\film{Khoobsoorat}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Nasir Khan}%
\singer{Suraiya}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Shams Azimabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12585 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

kab talak mujhako rulaaye.nge rulaane waale
dil ye kahataa hai zaruur aaye.nge aane waale

ai chaa.Nd ab tuu jaa meraa diiwaanaa aa gayaa
thii shammaa jisape gaa wahii parawaanaa aa gayaa

mil jaayegii mujhe merii kho_ii hu_ii adaa \-2
nazare.n jhukaa ke phir mujhe sharamaanaa aa gayaa

thii shammaa jisape gaa wahii parawaanaa aa gayaa
wahii parawaanaa aa gayaa
ai chaa.Nd ab tuu jaa meraa diiwaanaa aa gayaa

wo aa rahe.n aaj mujhe Dhuu.NDhate huye
diiwaanaa aa gayaa meraa diiwaanaa aa gayaa

thii shammaa jisape gaa wahii parawaanaa aa gayaa
wahii parawaanaa aa gayaa
ai chaa.Nd ab tuu jaa meraa diiwaanaa aa gayaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii raato.n ke a.ndhere me.n ujaale tum ho}%
\film{Khoobsurat}%
\year{1952}%
\starring{}%
\singer{Talat}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Shams Azimabadi}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

merii raato.n ke a.ndhere me.n ujaale tum ho
jis pe sau chaa.Nd hai.n qurabaan vo taare tum ho
merii raato.n ke \threedots

jis taraf dekhataa huu.N tum hii nazar aate ho
jo nigaaho.n me.n base hai.n vo nazaare tum ho
jis pe sau chaa.Nd hai.n qurabaan \threedots

dil to kyaa chiiz hai ab jaan bhii hai tum pe nisaar
jaan\-o\-dil se bhii jyaadaa mujhe pyaare tum ho
jis pe sau chaa.Nd hai.n qurabaan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{muhabbat me.n kashish hogii to ek din tumako paa le.nge}%
\film{Khoobsurat}%
\year{1952}%
\starring{Suraiyya, Nasir Khan}%
\singer{Talat}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Shaukat Jaunpuri}%

% Contributor: Swapneel Mahajan (swapneel@cse.iitb.ernet.in)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Mon Aug 21, 1995
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com)
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

muhabbat me.n kashish hogii to ek din tumako paa le.nge
isii duniyaa me.n ham\-tum ek duusarii duniyaa banaa le.nge

sitaaro.n me.n gulo.n me.n chaa.Nd me.n tum mil hii jaaoge
muhabbat me.n haqiiqat hai kahaa.N tak aazamaa le.nge

zamaane ko dikhaa de.nge ki do dil kaise milate hai.n
isii suurat se ham biga.Dii huii qismat banaa le.nge

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye chaa.Nd\-sitaare kyaa jaane.n is dil ke sahaare TuuT gaye}%
\film{Khoobsoorat}%
\year{1952}%
\starring{Suraiya, Nasir Khan}%
\singer{Suraiya}%
\music{Madan Mohan}%
\lyrics{Shams Azimabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12587 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ye chaa.Nd\-sitaare kyaa jaane.n
is dil ke sahaare TuuT gaye
aa.Nkho.n pe kisii badaqismat kii
kitane hii sitaare TuuT gaye
ye chaa.Nd\-sitaare kyaa jaane.n

( taqadiir kii zaalim maujo.n ne
afasos Duboyaa laa ke kahaa.N ) \-2
saahil kii taraf jaate\-jaate
maujo.n se kinaare chhuuT gaye

aa.Nkho.n pe kisii badaqismat kii
kitane hii sitaare TuuT gaye
ye chaa.Nd\-sitaare kyaa jaane.n

ulfat kaa chaman sunasaan hu_aa \-2
viiraan meraa aramaan hu_aa
barabaad hu_ii dil kii duniyaa
jab Kaab hamaare TuuT gaye

aa.Nkho.n pe kisii badaqismat kii
kitane hii sitaare TuuT gaye
ye chaa.Nd\-sitaare kyaa jaane.n
is dil ke sahaare TuuT gaye
aa.Nkho.n pe kisii badaqismat kii
kitane hii sitaare TuuT gaye
ye chaa.Nd\-sitaare kyaa jaane.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
