% ISB File: KhoonBhariMaang_1988.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jiine ke bahaane laakho.n hai.n}%
\film{Khoon Bhari Maang}%
\year{1988}%
\starring{Rekha, Kabir Bedi, Sonu Walia, Shatrughan Sinha, Rakesh Roshan}%
\singer{Asha}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11640 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( jiine ke bahaane laakho.n hai.n ) \-2 jiinaa tujhako aayaa hii nahii.n
ko_ii bhii teraa ho sakataa hai kabhii tuune apanaayaa hii nahii.n
jiine ke bahaane \threedots

kyo.n dil me.n tere aramaan nahii.n duniyaa itanii viiraan nahii.n
har taraf ujaale hai.n phir bhii tere saath ko_ii saayaa hii nahii.n
ko_ii bhii teraa ho \threedots

kyaa Gam hai jisakaa ilaaj nahii.n kal naa thaa agar kyaa aaj nahii.n
har Gam kaa maraham hotaa hai dil tuune dikhalaayaa hii nahii.n
ko_ii bhii teraa ho \threedots

tuu Dhuu.NDh kahii.n jo qaraar mile kisii mo.D pe bhii jo pyaar mile
pyaase ko jaanaa pa.Dataa hai saagar chal ke aayaa hii nahii.n
ko_ii bhii teraa ho \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n terii huu.N jaanam tuu meraa jiyaa}%
\film{Khoon Bhari Maang}%
\year{1988}%
\starring{Rekha, Kabir Bedi, Sonu Walia, Shatrughan Sinha, Rakesh Roshan}%
\singer{?, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Indeevar}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

( mai.n terii huu.N jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaa.N ko kisane kiyaa ) \-2
aa.a	

( terii miiThii\-miiThii baato.n me.n kho jaa_uu.N
jaise lahar lahar me.n aise ik ho jaa_uu.N ) \-2
meraa sab kuchh ho gayaa teraa
teraa sab kuchh hu_aa meraa

mai.n terii huu.N jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaa.N ko kisane kiyaa
aa.a

( milaa pyaar kaa hamako mauqaa ye sunaharaa
naa to ko_ii diiwaar naa ko_ii paharaa ) \-2
jii bhar ke pyaar kare.nge Dar hamako nahii.n zaraa

mai.n terii huu.N jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaa.N ko kisane kiyaa
aa.a

( mai.n tere sa.ng tuufaa.N me.n bhii bah jaa_uu.N
mai.n tere sa.ng sholo.n par bhii rah jaa_uu.N ) \-2
terii baa.Nhe.n meraa saahil saahil kii zaruurat kyaa

mai.n terii huu.N jaanam tuu meraa jiyaa
judaa tan se jaa.N ko kisane kiyaa
aa.a

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
