% ISB File: Kismat_1943.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj himaalay kii choTii se ... duur haTo ai duniyaa vaalo}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ameerbai Karnataki}%
\singer{Ameerbai, Khan Mastana, chorus}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: Urzung Khan

\printtitle
#indian

aaj himaalay kii choTii se phir ham ne lalakaraa hai
duur haTo ai duniyaa vaalo.n hindustaan hamaaraa hai

jahaa.N hamaaraa taaj\-mahal hai aur qutab\-miinaaraa hai
jahaa.N hamaare mandir masjid sikho.n kaa gurudvaaraa hai
is dharatii par qadam ba.Dhaanaa atyaachaar tumhaaraa hai

shuruu huaa hai ja.ng tumhaaraa jaag uTho hindustaanii
tum na kisii ke aage jhukanaa jarman ho yaa jaapaanii
aaj sabhii ke liy_e hamaaraa yahii qaumii naaraa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ab tere siwaa kaun meraa kR^iShN kanhaiyaa}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Mumtaz Shanti, Shahnawaz, Moti}%
\singer{Amirbai}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11998 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( ab tere siwaa
ab tere siwaa kaun meraa kR^iShN kanhaiyaa
bhagawaan kinaare se lagaa de merii naiyaa ) \-2
ab tere siwaa

( merii Kushii kii duniyaa baabul ne chhiin lii
mere sukho.n kii kaliyaa.N qismat ne biin lii ) \-2
ab tuu hii bachaa laaj merii bansii\-bajaiyaa
bhagawaan kinaare se lagaa de merii naiyaa
ab tere siwaa

puujaa nahii.n hai puurii adhuurii hai aaratii \-2
o shyaam salone tujhe miiraa pukaaratii \-2
tujhe miiraa pukaaratii
kahatii hai baar\-baar wo le\-le ke balaiyaa \-2
bhagawaan
bhagawaan
bhagawaan kinaare se lagaa de merii naiyaa
ab tere siwaa
ab tere siwaa kaun meraa kR^iShN kanhaiyaa
bhagawaan kinaare se lagaa de merii naiyaa
ab tere siwaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ai duniyaa bataa ... ghar\-ghar me.n diiwaalii hai}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Mumtaz Shanti, Shahnawaz, Moti}%
\singer{Amirbai}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11999 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ai duniyaa bataa hamane bigaa.Daa hai kyaa teraa
( ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) \-2

bachapan me.n chho.D ke
mere baabul chale gaye
bahanaa chalii ga_ii
mere saajan chale gaye \-2
kisamat kii Thokaro.n ne
kiyaa haal kyaa meraa \-2
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa

hamane to fakiiro.n se
sunii thii ye kahaanii
qisamat kii lakiiro.n se
ba.Ndhii duniyaa diiwaanii
do ghar ke biich me.n bhii hai
diiwaar kaa gheraa
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa

chaaro.n taraf lagaa hu_aa
miinaa\-bazaar hai
dhan kii jahaa.N pe jiit
Gariibo.n kii haar hai
insaaniyat ke bhes me.n
phirataa hai luTeraa
jii chaahataa sansaar me.n
mai.n aag lagaa duu.N
soye huye insaan kii
qisamat ko jagaa duu.N
Thokar se u.Daa duu.N mai.n
dayaa\-dharm kaa Deraa

ab kisako sunaa_u.N mai.n
meraa Gam kaa taraanaa
patthar ke dilo.n ne meraa
dukh\-dard naa jaanaa
mere jigar ke Tuka.Do.n
ko kisane bikheraa
uf kisane bikheraa
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa \-2
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai mere

chhoTii sii merii binatii
suno ai more raajaa \-2
o suno ai more raajaa
ek baar mere pyaar ke
panaghaT pe to aajaa
o panaghaT pe to aajaa
ai more raajaa
tere binaa shamashaan hai
bulabul kaa baseraa
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai 
mere ghar me.n andheraa \-2

% Second version

ai duniyaa bataa \-2
ai duniyaa bataa hamane
bigaa.Daa hai kyaa teraa
( ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) \-2

( bachapan me.n chho.D ke
mere baabul chale gaye ) \-2
bahanaa chalii ga_ii
mere saajan chale gaye \-2
qisamat kii Thokaro.n ne
kiyaa haal kyaa meraa \-2
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa \-2

( mai.n jisako Dhuu.NDhatii huu.N
andhiyaarii raat me.n
phuuTe huye nasiib kaa
diipak le haath me.n ) \-2
rote hii rote haay \-2
ho jaayegaa saveraa
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa \-2

( hamane to fakiiro.n se
sunii thii ye kahaanii
qisamat kii lakiiro.n se
ba.Ndhii duniyaa diiwaanii ) \-2
( do ghar ke biich me.n bhii
hai diiwaar kaa gheraa ) \-2
( ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) \-2

chaaro.n taraf lagaa hu_aa
miinaa\-bazaar hai
dhan kii jahaa.N pe jiit
Gariibo.n kii haar hai
insaaniyat ke bhes me.n
phirataa hai luTeraa
jii chaahataa sansaar me.n
mai.n aag lagaa duu.N
soye huye insaan kii
qisamat ko jagaa duu.N
Thokar se u.Daa duu.N mai.n
dayaa\-dharm kaa Deraa

( ab kisako sunaa_u.N mai.n
apanaa Gam kaa taraanaa
patthar ke dilo.n ne meraa
dukh\-dard naa jaanaa ) \-2
mere jigar ke Tuka.Do.n ko
kisane bikheraa
uf kisane bikheraa
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa \-2
ghar\-ghar me.n diiwaalii hai mere

chhoTii sii merii binatii
suno ai more raajaa \-2
o suno ai more raajaa
ek baar mere pyaar ke
panaghaT pe tuu aajaa
o panaghaT pe tuu aajaa
ai more raajaa
( tere binaa shamashaan hai
bulabul kaa baseraa ) \-2
( ghar\-ghar me.n diiwaalii hai
mere ghar me.n andheraa
mere ghar me.n andheraa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dhiire dhiire aa re baadal dhiire aa}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar}%
\singer{Arun Kumar, Ameerbai}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

dhiire dhiire aa re baadal dhiire aa re
baadal dhiire dhiire jaa
meraa bulabul so rahaa hai shor\-gul na machaa

raat dhu.Ndhalii ho gayii hai
saarii duniyaa so gayii hai
sahjalaa ke kah rahii hai.n
phuul kyaarii me.n
so gayii so gayii
so gayii lailaa kisii ke i.ntazaarii me.n
merii lailaa ko o baadal tuu nazar na lagaa
o baadal tuu nazar na lagaa
meraa bulabul so rahaa hai shor gul na machaa
dhiire dhiire

ta na naa ta na naa ta na na na naa~
ta na naa~ ta na na na naa~

o gaane vaale dhiire gaanaa
giit tuu apanaa
kyo.n?
are TuuT jaayegaa kisii kii aa.Nkh kaa sapanaa
chupake chupake kah rahaa hai mujh se meraa dil
aa gayii dekho musaafir pyaar kii ma.nzil

kaun gaataa hai rubaa_ii re
phir ye kis kii yaad aayii re
kis ne pahanaa dii hai bolo
kis ne pahanaa dii hai mujh ko prem kii maalaa
kis ne merii zi.ndagii kaa ra.ng badal Daalaa
tum kahoge priit is ko tum kahoge pyaar
mai.n kahuu.N, haa.N!
mai.n kahuu.N do dil mile hai.n khil gayaa sa.nsaar
do dilo.n kii ye kahaanii tuu bhii sunataa jaa
o baadal tuu bhii sunataa jaa!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham aisii qisamat ko ... ek din ha.Nsaaye}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Mumtaz Shanti, Shahnawaz, Moti}%
\singer{Arun Kumar, Amirbai}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

amii \:	ham aisii qisamat ko kyaa kare.n haay haay
	ke jo ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye
	ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye

	qisamat hamaarii hamii.n ko sataaye haay
	ke jo ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye
	ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye

aru \:	duniyaa me.n pahale\-pahale jab wo aayii
	qisamat jo aayii
	to phuulo.n ke sa.ng\-sa.ng kaa.NTe bhii laayii
	ham sab ke aa.ngan me.n aise bichhaaye haay
	ke jo ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye
	ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye

amii \:	rone kaa din hai mai.n gaatii huu.N gaanaa
	dukh bhuulane kaa hai ye ek bahaanaa
	kahatii huu.N mai.n dil ke Tuka.Do.n se haay
	baiThe raho apanaa dukha.Daa chhupaaye \-2
	duniyaa kii riit bhii kaisii hai haay
	ke jo ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye
	ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye

aru \:	aa
	jo kuchh bhii aataa hai aane de bande \-2
	jo kuchh bhii jaataa hai jaane de bande
	jo kuchh bhii aataa hai aane de bande
	duniyaa me.n sukh\-dukh ke do din hai.n haay
	ke jo ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye
	ek din ha.Nsaaye ek din rulaaye
	ek din
do \:	ha.Nsaaye ek din rulaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{papiihaa re, mere piyaa se kahiyo jaay}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Mumtaz Shanti, Shahnawaz, Moti}%
\singer{Parul Ghosh, Male Voice?}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/
% kosh does not mention Male Voice

\printtitle
#indian

% Male Voice?
papiihaa re
mere piyaa se kahiyo jaay \-2

% rest of the song is by Parul Ghosh

mai.n huu.N kitanii paas piyaa ke
phir bhii kitanii duur \-2
ek nadii ke do kinaare \-2
milane se majabuur
haay
milane se majabuur
palak\-jharokhe a.nkhiyaa.N dekhe.n
nis\-din aas lagaaye \-2
papiihaa re \-3
mere piyaa se kahiyo jaay \-2

aaj kidhar mai.n chalii akelii
kaa.Np rahii merii jiivan belii
aaj kidhar mai.n chalii akelii
agar meraa diipak bujh jaaye
kisii pe.D ke niiche
pyaare papiihaa sajan se kahanaa \-2
unakaa daaman khii.nche \-2
tere yaad me.n raadhaa mar ga_ii
dil kaa dard chhupaaye \-2

papiihaa re \-3
mere piyaa se kahiyo jaay \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tere dukh ke din phire.nge ... zi.ndagii ban ke jiye jaa}%
\film{Kismat}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Mumtaz Shanti, Shahnawaz, Moti}%
\singer{Arun Kumar}%
\music{Anil Biswas}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

tere dukh ke din phire.nge
le du_aa merii liye jaa
tuu zaraa himmat se jag me.n
zi.ndagii ban ke jiye jaa \-3

ek pyaale me.n hai amarit ek pyaale me.n zahar \-2
jo tujhe maalik pilaave \-2
piine waale tuu piye jaa \-2
zi.ndagii ban ke jiye jaa

dukh se kyuu.N Darataa hai praanii
dukh se kyuu.N
dukh se kyuu.N Darataa hai praanii
harii ke haath hazaar hai.n
prabhu ke haath hazaar hai.n
tuu ye aashaa se bharaa
paiGaam duniyaa ko diye jaa
zi.ndagii ban ke jiye jaa \-2

tere dukh ke din phire.nge
le du_aa merii liye jaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
