% ISB File: Kitaab_1977.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dhanno kii aa.Nkho.n me.n hai raat kaa suramaa}%
\film{Kitaab}%
\year{1977}%
\starring{Master Raju, Uttam Kumar, Vidya Sinha}%
\singer{R D Burman}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 13 Aug 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

dhanno kii aa.Nkho.n me.n hai raat kaa suramaa
aur chaa.Nd kaa chummaa
ho o \threedots
dhanno kii aa.Nkho.n me.n hai raat kaa suramaa
aur chaa.Nd kaa chummaa

ho (sahar bhii tere binaa raat lage
chhaalaa pa.De aag jaise chaa.Nd pe jo haath lage) 2
ho o \threedots
dhanno kaa gussaa hai ek tiir kaa chummaa
aur chaa.Nd kaa chummaa

ho (dhanno tujhe Kwaab me.n dekhaa hai
lailaa kii hiir kii kitaab me.n dekhaa hai) 2
ho o \threedots
dhanno kii aa.Nkho.n me.n hai raat kaa suramaa
aur chaa.Nd kaa chummaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{din taakaa taakaa din ... a aa i ii maasTarjii kii aa ga_ii chiTThii}%
\film{Kitaab}%
\year{1977}%
\starring{Master Raju, Uttam Kumar, Vidya Sinha}%
\singer{Shivangi Kolhapure, Padmini Kolhapure}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Surma Bhopali
% Transliterator: Surma Bhopali
% Date: 16 Aug 2003
% Series: GEETanjali
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

( din taakaa taakaa din ) 2

( a aa i ii, a aa i ii
maasTarjii kii aa ga_ii chiTThii
chiTThii me.n se nikalii billii
chiTThii me.n se nikalii billii ) 2

( billii khaay zardaa paan
kaalaa chashmaa piilii kaan ) 2

aahaa a aa i ii, a aa i ii
maasTarjii kii aa ga_ii chiTThii
chiTThii me.n se nikalii billii
chiTThii me.n se nikalii billii

( din taakaa taakaa din ) 2

( kaan me.n jhumkaa, naak me.n battii ) 2
haath me.n jaise agarbattii
(nahii.n magarbatti, agarbattii, magarbattii, agar agarbatti)
( agar ho battii kachhuaa chaap
aag pe baiThaa paanii taap ) 2
taap cha.Dhe to kambal taan
vii aa_ii pii, ( vii aa_ii pii ##underwear## baniyaan ) 2

( din taakaa taakaa din ) 2

( a aa i ii, a aa i ii
maasTarjii kii aa ga_ii chiTThii
chiTThii me.n se nikalaa machchhar
chiTThii me.n se nikalaa machchhar ) 2

( machchhar kii do lambii muu.Nchhe.n
muu.Nchh pe baa.ndhe do do patthar ) 2
patthar pe ek aam kaa jhaa.D
muu.Nchh pe lekar chalaa pahaa.D
pahaa.D pe baiThaa buu.Dhaa jogii
jogii kii ek jogan hogii
( gaTharii me.n laagaa chor
musaafir dekh chaa.Nd kii or )
pahaa.D pe baiThaa buu.Dhaa jogii
jogii kii ek jogan hogii
jogan kuuTe kachchaa dhaan
vii aa_ii pii, ( vii aa_ii pii ##underwear## baniyaan ) 2

( din taakaa taakaa din ) 2

( a aa i ii, a aa i ii
maasTarjii kii aa ga_ii chiTThii
chiTThii me.n se nikalaa chiitaa
chiTThii me.n se nikalaa chiitaa ) 2
tho.Daa kaalaa tho.Daa piilaa
chiitaa nikalaa hai sharmiilaa
tho.Daa\-tho.Daa kaalaa tho.Daa\-tho.Daa piilaa
chiitaa nikalaa hai sharmiilaa
( are waa waa chaal dekho )
ghu.nghaT Daal ke chalataa hai
maa.ng me.n si.nduur bharataa hai
maathe roz lagaaye bi.ndii
##english## bole matalab hi.ndii
( ##if## agar ##is## hai ##but## par ##what## matalab kyaa )
maathe roz lagaaye bi.ndii
##english## bole matalab hi.ndii
hi.ndii me.n ##algebra## chaan
( vii aa_ii pii ##underwear## baniyaan ) 2
saawadhaan !

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hari din to biitaa shaam hu_ii raat paar karaa de}%
\film{Kitaab}%
\year{1977}%
\starring{Uttam Kumar, Vidya Sinha, Master Raju}%
\singer{Rajkumari}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Credits: Vinay P. Jain
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: Apr 28, 2003
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

hari din to biitaa shaam hu_ii raat paar karaa de
biitaa meraa kaal to biitaa kuul paar karaa de

mai.nne saath liyaa naa ko_ii doshaalaa naa lo_ii
apane chhuuTe sapane chhuuTe aashaa aur chhu.Daa de

daataa tere dvaar kha.Dii huu.N maa.Nguu.N mukti daan
ba.ndhu chhuuTe ba.ndhan chhuuTe chhor paar karaa de

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere saath chale naa saayaa}%
\film{Kitaab}%
\year{1977}%
\starring{Uttam Kumar, Vidya Sinha, Master Raju}%
\singer{Sapan Chakraborty}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Arunabha S. Roy
% Transliterator: Arunabha S. Roy
% Date: Apr 30, 2003
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

mere saath chale naa saayaa
dharam nahii.n, karam nahii.n, janam ga.Nvaayaa

(mere liye din bhii a.Ndheraa
mere liye raat bhii na laaye saveraa ) \-2
jo de ujaalaa de saveraa \-2
vahii meraa hamasaayaa
dharam nahii.n karam nahii.n \threedots

(mere liye jagat sautelaa
bharii hu_ii bhii.D me.n bhii rahaa akelaa) \-2
jo de sahaaraa, de kinaaraa \-2
vahii meraa hamasaaya
dharam nahii.n, karam nahii.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
