% ISB File: KitnaaBadalGayaaInsaan_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jab tum nahii.n to chaa.Nd sitaare mai.n kyaa karuu.N}%
\film{Kitnaa Badal Gayaa Insaan}%
\year{1957}%
\starring{Nalini Jaywant, Ajit, I S Jauhar}%
\singer{Geeta}%
\music{Hemant}%
\lyrics{S H Bihari}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

jab tum nahii.n to chaa.Nd sitaare mai.n kyaa karuu.N \-2
ye phuul ye chaman ye nazaare mai.n kyaa karuu.N
jab tum nahii.n to chaa.Nd sitaare mai.n kyaa karuu.N

kal tak hawaa me.n khel rahii thii yahaa.N ha.Nsii \-2
chaaro.n taraf hai chhaa_ii hu_ii aaj bekasii
dil ro rahaa hai Gam me.n tumhaare mai.n kyaa karuu.N
ye phuul ye chaman ye nazaare mai.n kyaa karuu.N
jab tum nahii.n to chaa.Nd sitaare mai.n kyaa karuu.N

tum kyaa gaye ke jaise chaman se ga_ii bahaar \-2
har chiiz ko yahaa.N kii tumhaaraa hai i.ntazaar
merii tarah udaas hai.n saare mai.n kyaa karuu.N
ye phuul ye chaman ye nazaare mai.n kyaa karuu.N
jab tum nahii.n to chaa.Nd sitaare mai.n kyaa karuu.N
ye phuul ye chaman ye nazaare mai.n kyaa karuu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
